Dil pe jo guzri hai yahan
Karein kaise bayaan tu bata
Tujhko tujhi se maang kar
Tujhi se keh raha alwida
Rooh tak chalke aane de mujhko
Tere saaye se meri parchai milne de
Ishq maine paaya
Tere hathon ki lakeeron mein
Baandh le aawara
In saanson ko zanjeeron mein
Ishq maine paya
Tere hathon ki lakeeron mein
Baandh le aawara
In saanson ko zanjeeron mein
Kyun honth mere baatein teri hain
Kyun jism mera saansein teri hain
Dard mein bhi main tanha hu
Jaane kyun khoya rahta hu
Dard mein bhi main tanha hu
Jaane kyun khoya
Ishq kar le ya de saza mujhko
Apni nazron mein de panaah
Mujhko jaan-ae-jaan
Ishq maine paya
Tere hathon ki lakeeron mein
Baandh le aawara
In saanson ko zanjeeron mein
Ishq maine paya
Tere hathon ki lakeeron mein
Baandh le aawara
In saanson ko zanjeeron mein.
Rootha kyun
Mujhse itna khafa na hona itna tu
Saansein bhi tere bina main na loon
Jaane kyun bewajah
O ho..rehne de
Teri mohabbaton mein rehne de
Tere khwabon mein mujhe behne de
Aisa hona de tu zara
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Rehta hai mere honthon pe
Tere honthon ka nishaan
Hota hai tanha raaton mein
Tere hone ka gumaan
Mujhe mehsoos hua hai aisa laga hai
Tumne chhua hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na
Hmm..ho..
Laazim hai, jaise saanson ke liye laazi hai hawa
Waise hi mere liye zaroori hai hona tera
Tere mere pyar ka rista sadiyon rahega
Sadiyon raha hai na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likhi hoon na
Main toh tere shab ki subah hoon na
Hathon ki lakeeron mein likha hoon na.
Aaj ro len de ve jee bharke
Meri saanso se daga karke
Tu gaya mujhko fanaa karke, ve janiye
Mera zakhm-e-dil hara karde
Iss ghum ki ab dawa karde
Nazron ko bawafa karde, ve janiya
Aadat hai teri ya tera nasha hai
Kaise bataun tujhko rehbara
Ke aj ro len de ve jee bharke
Meri saanso se daga karke
Tu gaya mujhko fanaa karke ve janiya
Ve janiya…oh janiya
Hmmm zinda hoon hai mujhko hairat
Main tere bin jiya kaise
Huu saanson ne ki aisi zoorrat
Zaher haske piya kaise
Tere dard se meri nisbat hai
Teri yaadon ki haseen sohbat hai
Ashqon se dil ko tar kar de
Meri aahon mein asar bhar de
Meri nazron pe nazar karde, ve janiya
Ve aj ro len de ve jee bharke
Meri saanso se daga karke
Tu gaya mujhko fanaa karke hmm
Oh janiya.