People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Jazba-E-Dil Aazma Ke Dekh
Singer: Rajkumari
Music: S.K.Pal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Raat/Jazb-E-Dil-Azma-Ke-De
jazba-e-dil agar mein chahu har cheej ho kabil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu har cheej ho kabil aa jaye
manjil ke liye do gaon chalu or samne manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu

hai dil ki khalish chal yu sahi jalta unki mahfil mein hai
aye dil ki khalish chal yu sahi jalta unki mahfil mein
us waqt mujhe chauka dena jab rang pe mahfil aa jaye
us waqt mujhe chauka dena jab rang pe mahfil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu

ye rahagiri kamil chalne ko tayaar to hu par yaad rahe
ye rahagiri kamil chalne ko tayaar to hu par yaad rahe
us waqt mujhe bhatka dena jab rang pe manjil aa jaye
us waqt mujhe bhatka dena jab rang pe manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu

ha yaad mujhe tum kar lena aawaj mujhe tum de lena
ha yaad mujhe tum kar lena aawaj mujhe tum de lena
is rahe mohabbat mein koi dar pesh jo mushkil aa jaye
is rahe mohabbat mein koi dar pesh jo mushkil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu

ab kyun dhudo mein chashme karm hone de sitam wala ye sitam
ab kyun dhudo mein chashme karm hone de sitam wala ye sitam
main chahta hoo ye jazab hai gam mushkil bas aa jaye
jazba-e-dil agar mein chao har cheej ho kabil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chao har cheej ho kabil aa jaye
manjil ke liye do gaon chalo aur samne manjil aa jaye
jazba-e-dil agar mein chahu
Harr Roz Kaha Harr Roz Suna
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baadbaan/Har-Roz-Kaha-Har-Roz
har roz kaha har roz suna
ek baat na puri ho payi ho payi
har roz kaha har roz suna
ek baat na puri ho payi ho payi
har roz kaha

dil de bhi chuke dil le bhi chuke
dil de bhi chuke dil le bhi chuke
saugat na puri ho payi ho payi
har roz kaha

aakash me jaise chaand badha
aakash me jaise chaand badha
badhti hi gayi mann ki aasha
sagar chalka dhara nikli
phir peene ki mann hai pyasa
chhayi bhi ghata pani barsa
barsat na puri ho payi ho payi
har roz kaha

uthti hi rahi sagar me lahar
uthti hi rahi sagar me lahar
utpan na hui chahat dil ki
pa karke tumhe ye dil na bhara
kuchh aur badhi hasrat dil ki
shahnayi baji aur raat chadhi
baarat na puri ho payi ho payi
har roz kaha
Kaise Koi Jiye
Singer: Geeta Dutt
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baadbaan/Kaise-Koi-Jiye/CjoHf
kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan naach ke
sab bujh gaye diye, kaise koi jiye

baadal hai ya dhuwa aag lagi kaha
jalta na ho kahi mera hi aashiya
angare the aansu nahi wo, dil ne jo piye

kaise koi jiye zahar hai jindagi
utha tufan wo, utha tufan nach ke
sab bujh gaye diye, kaise koi jiye

taare na jane unchayi gagan ki
aankhe na samajhe
gehrayi man ki, gehrayi man ki
tare na jane pyase papihe ne aas thi bandhi
ud gaye baadal aa gayi aandhi
gam ne jo chheda dil ne hasi se honth si liye

kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan naach ke
sab bujh gaye diye, kaise koi jiye
Jati Hai Aaj Nayya Mori
Singer: Manna Dey
Lyricist: Uddhav Kumar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baadbaan/Jati-Hai-Aaj-Naiya-M
jati hai jati hai jati hai aaj naiya meri
jati hai jati hai jati hai aaj naiya meri
nila hai aakash dharti hari
dharti hari dharti hari
nila hai aakash dharti hari
dharti hari dharti hari
aaja tu naiya me jal ki pari
jal ki pari jal ki pari
aaja tu naiya me jal ki pari
jal ki pari jal ki pari
kaahe lajaye aankho ko bhaye
kaahe lajaye aankho ko bhaye
kyun leke taj jati hai aaj naiya meri
hoye jati hai jati hai jati hai aaj naiya meri
hoye jati hai jati hai jati hai aaj naiya meri

hey hey mali hey hey hey mali hey
chhori se chichore himmat na haaro re
hey pani hey
mali hai maal ho jaal sambhalo re
hey pani hey
mann ko machali ko utaro re
hey pani hey
sabko pukaro re jaal thamaro re
hey pani hey hey pani hey
gota tha mara tha gota tha maar
gota tha mara tha gota tha maar
gota tha mara tha gota tha maar
kar lenge duniya ko apne haath me
kal ko jamana hoga apne haath me
kar lenge duniya ko apne haath me
kal ko jamana hoga apne haath me
dar hai ki sweekar nahi rokega kaun
rokega kaun rokega kaun
gota tha mara tha gota tha maar
gota tha mara tha gota tha maar
gota tha mara tha gota tha maar
gota tha mara tha gota tha maar
Aaya Toofan Bekadar
Singer: Hemant Kumar
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baadbaan/Aaya-Toofan-Bekadar/
aaya tufan aaya tufan
bekadar bewafa hai aasma
kaise koi jiye
kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan naach le
sab bujh gaye diye kaise koi jiye

baadal hai ya dhuwa aag lagi kaha
jalta na ho kahi mera hi aashiya
angare the aansu nahi wo, dil ne jo piye

kaise koi jiye zahar hai jindagi
utha tufan wo, utha tufan naach ke
sab bujh gaye diye, kaise koi jiye

taare na jane unchayi gagan ki
aankhe na samajhe
gehrayi man ki, gehrayi man ki
tare na jane pyase papihe ne aas thi bandhi
ud gaye baadal aa gayi aandhi
gam ne jo chheda dil ne hasi se honth si liye

kaise koi jiye zahar hai zindagi
utha tufan wo, utha tufan