rukh badalate huye mousam si hai fitrat uski
kuchh dino ke liye main bhi tha jarurat uski

jisko duniyan ki nigahon se chhupa rakhha hai
meri gajalo me najar aati hai surat uski
rukh badalate huye mousam si hai fitrat uski
kuchh dino ke liye main bhi tha jarurat uski
rukh badalate huye mousam si hai fitrat uski
jami ko ae khuda vo jaljala de
jami ko ae khuda vo jaljala de
nisa tak sharhado ke tu mita de
jami ko ae khuda vo jaljala de
mohabbat me badal jaye siyasat
mohabbat me badal jaye siyasat
khuda lahour dil se mila de
khuda lahour dil se mila de
jami ko ae khuda vo jaljala de
nisa tak sharhado ke tu mita de
jami ko ae khuda vo jaljala de
kuchh is tarah se mile hum ke baat rah jaye

bichad bhi jaye to hatho me hath rah jaye
main so raha hun tere khab dekhne ke liye
khuda kare meri aankho mein raat rah jaye

lavo se chhu ke tera naam gungnaye hum
hamare sath gajal ki barat rah jaye
bichad bhi jaye to hatho me hath rah jaye
kuchh is tarah se mile hum ke baat rah jaye
aur kuchh din yahan rukane ka bahana milta

is naye shahar mein koi to purana milta
aur kuchh din
sath rahne ki chukai hai badi kimat bhi
sath rahne ki chukai hai badi kimat bhi
chhod dete jo tujhe hum to jamana milta
aur kuchh din yahan rukane ka bahana milta
is naye shahar mein koi to purana milta
aur kuchh din
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya

yaaden teri baaten teri, din hain tere raaten teri
paoon tujhe hi main jaoon jahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain

khushiyaan teri gham hain tere, dil me mere mausam tere
mehka tujhi se hai yeh gulsitaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar

mera dil tere pyaar me aahe bhare ae bekhabar ae bekhabar
tujhe yaad kare fariyaad kare ae bekhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare
tujhe yaad kare fariyaad kare
kabhi tu bhi pyar se dekh zara mere dil ko ek nazar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
tujhe pata kya ke mere dil me hai tere khaatir junoon kitna
main apne baare me ruk ke sochu nahin hai ab to sakoon itna
jeeta hu magar jeeta bhi nahi, marta hu magar marta bhi nahi
tere gham ne panah hone ke liye peeta hu main zeher
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
daba huwa tha jo mere seene ne tujhko dekha to dard ughra
isi bhimar humse bhar na paaya teri judaai ka zakhm gehra
seene me pyaar machalta hai, aankho se dard chalakta hai
saahil ki tarah kaante mujhko chaahat ki har leher
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare ae bekhabar ae bekhabar
tujhe yaad kare par yaad kare ae bekhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare
tujhe yaad kare par yaad kare
kabhi tu bhi pyaar se dekh zara mere dil ko ek nazar
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge

tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekhenge
teri soorat na ho jis me
teri soorat na ho jis me woh sheesha tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge

tere khwaabo ko geheno ki tarah khud par saja lenge
kasam teri kasam
kasam teri kasam taqdeer ka rookh mod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge

teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi na jo toote
khuda se bhi na jo toote woh rishta jod lenge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
madhoshi
madhoshi hai madhoshi hai madhoshi hai madhoshi

madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai

tere ishq me jita marta hu, tere naam ka kalma padhta hu
tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda karta hu
kuchh khabar hai kuchh bekhabar sa hu
kuchh hosh kuchh behoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai madhoshi hai madhoshi
koi patta ped pe hil jaaye, koi phul shaakh pe khil jaaye
tere aankh se ek taara tute meri khaakh me aake mil jaaye
mere dil ko tabinda kar de, meri saans chala jinda kar de
kyun door talak sannata hai, kyun door talak khamoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai madhoshi hai madhoshi
yado me tere khoya hu main, aankhe hai khuli soya hu main
teri nazaro se ek jaam piya, ek pal me hajaro saal jiya
makhrur hai dil makhmur hai dil, chahat ke nashe me chur hai dil
tera husn mera paimaana hai, teri chahat meri maimoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
tere ishq main jita marta hu, tere naam ka kalma padhta hu
tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda karta hu
kuchh khabar hai kuchh bekhabar sa hu
kuchh hosh kuchh behoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai madhoshi hai madhoshi
madhoshi hai madhoshi hai madhoshi hai madhoshi
madhoshi
madhoshi hai madhoshi hai, madhoshi hai madhoshi

madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai

tere ishq me jita marta hu, tere nama ka kalma padhta hu
tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda karta hu
kuchh khabar hai kuchh bekhabar sa hu
kuchh hosh kuchh behoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, madhoshi hai madhoshi
koi patta ped pe hil jaaye, koi phul shaakh pe khil jaaye
tere aankh se ek taara tute, meri khaakh me aake mil jaye
mere dil ko tabinda kar de, meri saans chala jinda kar de
kyun door talak sannata hai, kyun door talak khamoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, madhoshi hai madhoshi
yado me tere khoya hoon main, aankhe hai khuli soya hu main
teri nazaron se ek jaam piya, ek pal me hajaro saal jiya
makhroor hai dil makhmoor hai dil
chahat ke nashen me chur hai dil
tera husn mera paimaana hai, teri chahat meri maimoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
tere ishq main jita marta hu, tere nama ka kalma padhta hu
tera noor mere peshani pe, tere husn ko sajda karta hu
kuchh khabar hai kuchh bekhabar sa hu
kuchh hosh kuchh behoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, tere chahat ki madhoshi hai
madhoshi hai madhoshi hai, madhoshi hai madhoshi
madhoshi hai madhoshi hai, madhoshi hai madhoshi
pyar ka khumar leke ishq ki bahar leke
pyar ka khumar leke ishq ki bahar leke
sapno me mere aaye woh, mann me mere muskuraye woh

jaanti nahi hu jisko chahane lagi hu usko
ho gaya hai kya, jane mujhko ho gaya hai kya
har taraf hai rang uske jaise mai hu sang uske
chhaaya hai nasha bas usika chhaaya hai nasha
usse mujhko pyar sa hai, uska intjaar sa hai

kitna mujhko yaad aaye woh, mann me mere muskuraye woh
pahle baar jab milungi jaane usase kya kahungi
sochati hu main, jane kya kya shochati hu main
woh yaha kahi nahi hai phir bhi woh yahi kahi hai
dekhati hu main, ha usiko dekhati hu main
woh jo meri saans me hai, mere ehsaas me hai

saamane kabhi toh aaye woh, mann me mere muskuraye woh
pyar ka khumar leke ishq ki bahar leke
sapno me mere aaye woh, mann me mere muskuraye woh
yeh ishq hai gunaah, to gunaah kar ke dekhiye

mohabbat me zindagi, tabah kar ke dekhiye

chamak uthengi bijliya, baras padengi badaliya
khilenge phool pyar ke, udegi dil me titaliya
kabhi kisi hasin par, nigah kar ke dekhiye
kabhi kisi hasin par, nigah kar ke dekhiye
kabhi kisi hasin par, nigah kar ke dekhiye
mohabbat me zindagi, tabah kar ke dekhiye
najar ko jach gaya hai jo, jigar me bas gaya hai jo
karar ban gaya hai jo, khumar ban gaya hai jo
milega woh zaroor, dil se chah kar ke dekhiye
milega woh zaroor, dil se chah kar ke dekhiye
milega woh zaroor, dil se chah kar ke dekhiye
mohabbat me zindagi, tabah kar ke dekhiye
nasha hai kitna ishq me ishq me, maza hai kitna ishq me ishq me
junu hai kitna ishq me ishq me, shukun hai kitna ishq me
kabhi kisi se ishq me
kabhi kisi se ishq me, nibah kar ke dekhiye
kabhi kisi se ishq me, nibah kar ke dekhiye
kabhi kisi se ishq me, nibah kar ke dekhiye
mohabbat me zindagi, tabah kar ke dekhiye
aye khuda tune muhobbat yeh banai kyun hai

agar banai toh muhobbat me judai kyun hai

kyun diya pyar mujhe iski jarurat kya thi
meri barbadi me shamil teri hiqmat kya thi
meri raaho me khushbu ka safar rahta tha
dil me aabaad gulabo ka nagar rahta tha
jindgi khar bhari raah me layi kyun hai
jindgi khar bhari raah me layi kyun hai
aye khuda tune muhobbat yeh banai kyun hai
aye khuda tune muhobbat yeh banai kyun hai
mai agar rou toh sahra ko samandar kar du
sakht ho jau agar mome ko patthar kar du
raakh ho jaye jaha mai jo agar aah bharu
aasma tut pade tujhse jo fariyad karu
itni gaherayi mere ishq me aai kyun hai
itni gaherayi mere ishq me aai kyun hai
aye khuda tune muhobbat yeh banai kyun hai
aye khuda tune muhobbat yeh banai kyun hai
agar banai toh muhobaat me judai kyun hai
agar banai toh muhobbat me judai kyun hai
o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana
hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana
karib aao tumhari tanhaiya chura lu
dhadkte dil se tumhari betabiya chura lu
tumhari aankho me saat rango ke khwaab rakh du
tumhare hotho pe chaahato ke gulab rakh du
o jaane jaana o jaane jaana o jaane jaana
hai saans jab tak tumhe mohabbat karenge jaana o jaane jaana
bana lo apna ke dur tum se na reh sakenge
abb ek pal bhi gum-e-judai na sah sakenge
nigahe pyasi hai muddato ki khumar de do
gale laga ke hume woh pehla sa pyar de do