uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
main hu aur tu hai ek aalam me hun hai
main hu aur tu hai ek aalam me hun hai
fir wakt ye takdir dikhaye na dikhaye
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
masum jawani hai aur nind ke saye aur nind ke saye
masum jawani hai aur nind ke saye aur nind ke saye
kab tak koi pahlu me kayamat ko chhupaye
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
uth jag idhar aa bedard jara sa
uth jag idhar aa bedard jara sa
wo dard jo din rat teri yad dilaye
uth soye huye husn tujhe ishq jagaye ishq jagaye
dil kahta hai koi mujhe diwana banaye diwana banaye
ek huk si uthati hai dil me bar bar kyun
aankho ne bandh rakha hai ashko ka tar kyun
ek huk si uthati hai dil me bar bar kyun
matam hai jiski aaj dua ka jahan me
matam hai jiski aaj dua ka jahan me
aur thi apne darka rhi hai to ab par kyun
aankho ne bandh rakha hai ashko ka tar kyun
ek huk si uthati hai dil me bar bar kyun
uth rha hai dil me janaja ummid ka
tar tar samne sab ko karar kyun
aankho ne bandh rakha hai ashko ka tar kyun
ek huk si uthati hai dil me bar bar kyun
barbad ho chuka hai mera aashiya hua dur
barbad ho chuka hai mera aashiya hua dur
bijali si tan me kondhati hai bar bar kyun
aankho ne bandh rakha hai ashko ka tar kyun
ek huk si uthati hai dil me bar bar kyun
tere bina saajana haye dil mera
o o chain nahi paayega
o chain nahi paayega
aap jalega dil mera haye dil mera
o o mujhko jalaayega
ye chain nahi paayega
kaahe ko di thi baalam nishaani
kaahe ko di thi baalam nishaani
dekh ke royegi meri jawani meri jawani
sawan ka jab mahinaa aayega
sawan ka jab mahinaa aayega
dil mera haye dil mera
o chain nahi paayega
ye chain nahi paayega
doli me baith ke sakhi jab jaayegi
doli me baith ke sakhi jab jaayegi
aankhe meri haye neer bahaayegi naar bahaayegi
guzra zamaana yaad aayega
guzra zamaana yaad aayega
dil mera haye dil mera
o chain nahi paayega
ye chain nahi paayega
tere bina sajanaa aa aa
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
phir nikale aahe haye
ankhiya neer bahaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
har roj musibat aati hai
har roj musibat aati hai
ik nayi hi aafat lati hai
ik nayi hi aafat lati hai
hum khaye toh aakhir kab tak
kab tak thokar khaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
hum jinke the, jo humare hain
hum jinke the, jo humare hain
dukh dard ke woh bhi mare hain
dukh dard ke woh bhi mare hain
koyi aisi surat ban jaye
hum dono hi mil jaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye