jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
phir nikale aahe haye
ankhiya neer bahaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
har roj musibat aati hai
har roj musibat aati hai
ik nayi hi aafat lati hai
ik nayi hi aafat lati hai
hum khaye toh aakhir kab tak
kab tak thokar khaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye
hum jinke the, jo humare hain
hum jinke the, jo humare hain
dukh dard ke woh bhi mare hain
dukh dard ke woh bhi mare hain
koyi aisi surat ban jaye
hum dono hi mil jaye
ankhiya neer bahaye
jab apna begana ho jaye
tut dil jaye