Yaadon ke purane album mein
Chhupa ke rakkhe hain humne woh din
Hmm…gullak mein padi chawanni si
Bacha ke rakkhe hain humne woh din
Naa kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se udhaar ke din thhe
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Bigde huve insaan thhe
Shaitan ki santaan thhe
Ho lekin brothher jo bhi kaho
Woh yaar hi toh jaan thhe
College ki kudi se
Karne aankhein chaar ke din thhe
Aaye zindagi mein pehle pehle
Pyaar ke din thhe hey…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe…
Ooo…
Karna mana thhe kaam jo
Humne kiya har kaam woh
Hmm.. jinki nahi thi permission
Saare kiye intezam woh
Bedhab harqaton ke
Bhoot sar pe sawaar ke din thhe
Hadh karne ke yaaron
Aar ya phir paar ke din thhe
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Hmm kharboojon ko kharboojon ki
Mili si sangat ke apne woh din
Jeevan pe chadhi jawaani ki
Nayi si rangat ke apne woh din
Yaad hai filmon ke puraane
R D Burman ke woh gaane
Band ke keyboard ke
Aur guitar ke din thhe
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Woh din bhi kya din thhe
Wo o wo…
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain
Ho…
Khairiyat pucho, kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Tumhari tasveer ke sahaare mausam kayi guzaare
Mausami na samjho par ishq ko humaare
Nazron ke saamne main aata nahi tumhare
Magar rehte ho har pal manzar me tum humare
Agar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush’haal hai
Yeh dooriyaan filhaal hain
O…
Khairiyat pucho kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai
Dil mera dekho, na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise sau saal hai
Anjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi hon dooriyan filhaal hain
Yeh dooriyaan filhaal hain.
Dheery-dheery jab lagtey hai blackjack
Hip hilta hai, kudh karey leg-shake,
Mere move ko acchey sey ghuroo,
Khul ky mein naachun thoda floor pey
Aaj shaam ho jayegi mere naam,
Main bhi nachunga, nachega mere saath-mere saath wala,
Jab floor pey move na ho too,
Dono baahon ko fela ky karo step king khan wala..
Ik vaari aa bhi jaa yaara
Ik vaari aa
Raah takun main bechara
Ik vaari aaa
Ik vaari aa bhi jaa yaara
Ik vaari aa
Raah takun main bechara
Ik vaari aaa
Dhal rahi shaam hai
Dil tere naam hai
Iski aadat padi hai
Teri yaariyan
Chaand hoon main tu hai taara
Ik vaari aa
Ik vaari aa bhi jaa yaara
Ik vaari aa
Ye ishq ki inteha
Lene lagi imtehaa
Had se guzarne lagi hai
Meri chaahaten
Dhadkan ki betaabiyan
Karne lagi iltazaa
Lag jaa gale se zara
To mile rahatein
Bas tujhe chaahna
Ik yahi kaam hai
Kaam aane lagee
Saari bekaariyan
Uspe samaa bhi hai pyaara
Ik vaari aa
Ik vaari aa bhi jaa yaara
Ik vaari aa..