Kash fir se beete lamhe chura ke wo
Main jiyoon
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Hain aayi teri yaade tu fir dhadka de
Nahi dhadka kai dino se dil mera
Lafzon bin baatein, haan kaise samjhate
Meri khamoshi faanslon ki hai wajah
Kash phir se beete lamhe chura ke wo
Main jiyoon
Kash phir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Chaahe mera dil ye tu chahe fir mujhe
Meri zindagi mein main rakhlun fir tujhe
Tere kadmon se ye raahein fir judein
Teri hi hawa mein ye saansein fir udein
Hain aankhon ki duayein wo fir laut aaye
Jo palkon se tha rootha khwaab sa
Kash phir se dhop chhaon tere sang
Baant loon
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Hain aayi teri yaade tu fir dhadka de
Nahi dhadka kayi dino se dil mera
Lafzon bin baatein haan kaise samjhate
Meri khamoshi faanslon ki hai wajah
Kash phir se beete lamhe chura ke wo
Main jiyoon
Kaash phir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon.