ye faasle kam ho zara
ye faasle kam ho zara
sargoshiya karti hain hawa
bas ik dafa, sunle zara
kitne lamhe mere yaha sadiya huye
batau tujhe main
kis tarah, kis tarah bata
ye faasle kam ho zara
ye faasle kam ho zara
kya dhundhe tu yaha
kadmo ke wo nisha
ek pal ki thi dua
ek pal mein hi dhua
kitni wafao ne umre kaati hai
kishto kishto mein
raate baanti hain yaha, yaha bata
kitne lamhe mere yaha sadiya huye
batau tujhe main
kis tarah, kis tarah bata
ye faasle kam ho zara
ye faasle kam ho zara
kyun darmiya apne beqashi bebaya
sahrao me ik sada bhatki phire tanha
kitne ummedo ne raahe taaki hai
saanse katra hai
ab bhi baki hai yaha, yaha bata
kitne lamhe mere yaha sadiya huye
batau tujhe main
kis tarah, kis tarah bata
ye faasle kam ho zara
ye faasle kam ho zara