ek shab ke musafir hai hum to
ye duniya musafir khana hai
ek shab ke musafir hai hum to
ye duniya musafir khana hai
na apni koi kahani hai
na apna koi fasana hai
ek shab ke musafir hai hum to
saki se shikayat hai humko
saki se shikayat hai humko
jiska ye jaha maikhana hai
unko to pilaye khun ke khun
khali mera paimana hai
ek shab ke musafir hai hum to
betab tere jalwo ke liye
betab tere jalwo ke liye
wo aur koi musa hoga
tere jalwe dhundhege jise
wo mera dile diwana hai
ek shab ke musafir hai hum to
ye duniya musafir khana hai
na apni koi kahani hai
na apna koi fasana hai
ek shab ke musafir hai hum to
baithe baithe dile nadan baithe baithe dile nadan
ye khayal aaya hai hum nahi aaye yaha
koi hume laya hai baithe baithe dile nadan
rat ki aankh se shabnam ke gire do aansu
rat ki aankh se shabnam ke gire do aansu
aur ji husn pe gul koi itraya hai
baithe baithe dile nadan
kisne nanha sa mohabbat ka jalakar ye diya
kisne nanha sa mohabbat ka jalakar ye diya
dile vira ke andhero pe taras khaya hai
baithe baithe dile nadan
ye khayal aaya hai hum nahi aaye yaha
koi hume laya hai baithe baithe dile nadan
Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Yeh beqaraari kyoon ho rahi hai
Yeh jaanta hi nahin
Ho, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Dil to yeh chaahe har pal tumhe hum
Bas yunhi dekha kare
Marke bhi hum na tumse judaa ho
Aao kuch aisa kare
Mujh mein sama jaa, aa paas aa jaa
Hamdam mere hamnasheen
Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Teri vafaaye, teri mohabbat
Sab kuch hai mere liye
Tune diya hai nazraana dil ko
Hum to hai tere liye
Yeh baat sach hai sab jaante hai
Tumko bhi hai yeh yakeen
Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin.