nasha bad jayega thodi si sharat kar le
yaar angur ki beti se mohobat kar le
saki tere maikade me apna ghar banana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
ha saki tere maikade me apna ghar banana hai
fir na kahna pardesi ho fir na kahna pardesi
kya tera thikana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
jo nasha shabab me hai wo kaha sharabo me
jo nasha shabab me hai wo kaha sharabo me
jo nasha shabab me hai wo kaha sharabo me
pile meri aankho se ye shrab khana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
aaj ji bhar ke pila mujhko madhosh bana
ek do jaam nahi puri botal laa utha
bekarari na bada tut jayega nasha
sakiya der naa kar mai sharabi hu bada
mai sharabi hu bada ye pari gulabi jo band botal me hai
ye pari gulabi jo band botal me hai
ye pari gulabi jo band botal me hai
jaam me ise bhar se ab hame nachana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
hey saki tere maikade me apna ghar banana hai
pyar wo nasha hai jo uamr bhar nahi dhalta
pyar wo nasha hai jo uamr bhar nahi dhalta
pyar wo nasha hai jo uamr bhar nahi dhalta
khatam jo kabhi na ho aise ye khazana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
hey saki tere maikade me apna ghar banana hai
pyaar ki baat na kar chod takrar na kar
jaam bhar de tu mera ek inkaar naa kar
raat baaki hai abhi baat baki hai abhi
bekhudi aur badha hosh baaki hai abhi
hosh baki hai abhi jaam gin ke pita ho wo naya sharabi hai
haan jaam gin ke pita ho wo naya sharabi hai
jaam gin ke pita ho wo naya sharabi hai
mujhko tere aankho me dubana nahana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
hey saki tere maikade me apna ghar banana hai
fir na kahna pardesi ho fir na kahna pardesi
kya tera thikana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
saki tere maikade me apna ghar banana hai
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
jaan meri jaan leko kidhar chali tu
ae jaan meri jaan leko kidhar chali tu
woti meri karti hai ye nakhre kaay ko
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
kaay ko satati, baate banayati
dur jaako dil me mere aag lagayati
tum ho mere pichhe pade
kyu ho apne zid pe ade
tere jaise dekhe maine
majnu yaha bade bade
are kaay ko satati, baate banayati
dur jaako dil me mere aag lagayati
jaan meri jaan leko kidhar chali tu
jaan meri jaan leko kidhar chali tu
woti meri karti hai ye nakhre kaay ko
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
ayise na mayko, julfe na jhatko
mere karib aao
idhar udhar na bhatko
aau na teri gali, main akeli hi bhali
mujhko manao na tum
main apne maiyke chali
ayise na mayko, julfe na jhatko
mere karib aao
idhar udhar na bhatko
jaan meri jaan leko kidhar chali tu
jaan meri jaan leko kidhar chali tu
woti meri karti hai ye nakhre kaay ko
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
kala mera rang hai, mera kya kusur
gora tera ang hai chashmebadur
dhire dhire kiya tune najro ka waar
haule haule chhin liya dil ka karar
dhire dhire kiya tune najro ka waar
haule haule chhin liya dil ka karar
pyar tujhe karti hu, tujhpe main marti hu
tujhko mohabbat hai, ke nahi, ke nahi
dhire dhire kiya tune najro ka waar
haule haule chhin liya dil ka karar
pyar tujhe karti hu, tujhpe main marti hu
tujhko mohabbat hai, ke nahi, ke nahi
tujhe pyar karte karte
main ho gayi hu pagal
tera patthar dil na jane
kab hoga ha mera kayal
dil me utarne ki, had se gujarne ki
tujhko fursat hai, ke nahi, ke nahi
dhire dhire kiya tune najro ka waar
haule haule chhin liya dil ka karar
pyar tujhe karti hu, tujhpe main marti hu
tujhko mohabbat hai, ke nahi, ke nahi
tere pass khinch layi hai
mujhko teri chahat
na jane kab milegi
diwane dil ko rahat
suni suni baahe teri
khoyi khoyi aankhe teri
inme shararat hai, ke nahi, ke nahi
dhire dhire kiya tune najro ka waar
haule haule chhin liya dil ka karar
pyar tujhe karti hu, tujhpe main marti hu
tujhko mohabbat hai, ke nahi, ke nahi
yaad aayi teri yaad aayi
yaad aayi teri yaad aayi
yaad aayi teri yaad aayi
aayi aayi aayi aayi aayi aayi
aayi aayi
jane kyu teri yaad aayi
yaad jo aaye jaan meri jaye
yaad jo aaye jaan meri jaye
chain gawaya maine
nind bhi na aayi
aayi aayi aayi aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
yaad jo aaye jaan meri jaye
yaad jo aaye jaan meri jaye
chain gawaya maine
nind bhi na aayi
aayi aayi aayi aayi
aayi aayi
hotho pe aahe dil me dhua hai
aankho me kitni nami hai
tere alawa sab kuch yaha hai
tere alawa sab kuch yaha hai
bas ek teri kami hai
ye jami aasma hai sabhi bejuban
koi khabar na aayi
aayi aayi aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
yaad jo aaye jaan meri jaye
yaad jo aaye jaan meri jaye
chain gawaya maine
nind bhi na aayi
aayi aayi aayi aayi
aayi aayi
yaado ki teri najuk si dori
apni taraf mujhko khiche
diwana dil ye ankhiyo ko miche
diwana dil ye ankhiyo ko miche
chalta hai yaado ke piche
tu chupi hai kaha
kaun sa hai jaha
tu najar na aayi
aayi aayi aayi aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
aayi aayi jane kyu teri yaad aayi
yaad jo aaye jaan meri jaye
yaad jo aaye jaan meri jaye
chain gawaya maine
nind bhi na aayi
aayi aayi aayi aayi
aayi aayi
ghar se bhaag aaya
main ghar se bhaag aaya hun
mujhe hero bana lijiye
mujhe hero bana lijiye
main jo tankha mangunga
usme zero ghata lijiye
mujhe hero bana lijiye
main ghar se bhaag aaya hun
main thoda ro bhi sakta hun
main thoda ga bhi sakta hun
bahut hi besaram hun main
magar sharma bhi sakta hun
pata likha diya hai dekhiye ji
mujhko bula lijiye
are are ghar se bhaag aaya
main ghar se bhaag aaya hun
mujhe hero bana lijiye
tauba mujhe hero bana lijiye
ati julfo ki ek patli si lat
maathe pe thodi hai
gujaara dekhiye patlun bhi niche se modi hai
gujaara dekhiye
haay gujaara dekhiye patlun bhi niche se modi hai
agar kuch aeb baaki ho to makeup me chhupa lijiye
main ghar se bhaag aaya hun
mujhe hero bana lijiye
prabhu ji mujhe hero bana lijiye
kasam allah ki main aap ke bacche khilaaunga
kasam bhagwaan ki main aap ka khana pakaunga
kasam hai waah guru ji ha kasam hai waah guru ji
kaam ka putar bana lijiye
kasam hai waah guru ji kaam ka putar bana lijiye
are are ghar se bhaag aaya
main ghar se bhaag aaya hun
mujhe hero bana lijiye
mujhe hero bana lijiye
jo ek din ban gaya hero
to ek ek ko saja dunga
main ? ke liye sab hansne waalo ko rula dunga
mujhe dar pe khada karke
sata lijiye rula lijiye
sata lijiye rula lijiye
are are ghar se bhaag aaya
main ghar se bhaag aaya hun
mujhe hero bana lijiye
mujhe hero bana lijiye
mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
ha koi mere dil ki nigaaho me jhule
mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
ha koi mere dil ki nigaaho me jhule
mohabbat ka mausam
hawa me masti jhume
ho hawa me masti jhume
ye aankhe pyaari pyaari
ho na jaane kisko dhundhe
na jaane kisko dhundhe
ho na jaane kisko dhundhe
nigaahe aashikana kaafirana
haan ji dil hai diwana
na jaane kisko dhundhe
mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
ha koi mere dil ki nigaaho me jhule
mohabbat ka mausam
kare ye pichha pichha ki mera dil na lage
haay humra dil na lage
nigaahe pichhe picche jiyara aage aage
jiyara aage aage
haay jiyara aage aage
jab dekhi main boli haule haule haule
mora jiyra na dole haay
mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
ha koi mere dil ki nigaaho me jhule
mohabbat ka mausam
lage hai jindgaani hasino ke ye mele
haay hasino ke ye mele
nigaaho me hai ye shokhi, ada ke ye jhamele
ada ke ye jhamele
ye ladkiya diwani o diwani
kahe ye kahani
ye ladkiya diwani o diwani
haay mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
ha koi mere dil ki nigaaho me jhule
mohabbat ka mausam
umango ke jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
koi mere dil ki nigaaho me jhule
jab chhaye kabhi saawan ki ghataa
ro ro ke na karna pyaar mujhe
ae jaane tamanna gham tera
karde na kahin barbaad mujhe
jab chaaye kabhi saawan ki ghataa
jo mast bahaare aayi thi
wo ruth gayi us gulshan se
jo mast bahaare aayi thi
wo ruth gayi us gulshan se
jis gulshan me do din ke liye
kismat ne kiya aabaad mujhe
jab chaaye kabhi saawan ki ghataa
wo raahi hoon pal bhar ke liye
jo zulf ke saaye me thehra
wo raahi hoon pal bhar ke liye
jo zulf ke saaye me thehra
ab le ke gayi hai peer kahin
ab ishq teri bedaag mujhe
jab chaaye kabhi saawan ki ghataa
ae yaade sanam ab laut bhi jaa
kyun aa gayi tu samjhaane ko
ae yaade sanam ab laut bhi jaa
kyun aa gayi tu samjhaane ko
mujhko mera gham kaafi hai
tu aur na kar nashaad mujhe
jab chaaye kabhi saawan ki ghataa
ro ro ke na karna pyaar mujhe
ae jaane tamanna gham tera
karde na kahin barbaad mujhe
jab chaaye kabhi saawan ki ghataa
kyo ji aakhir kaun ho tum
aawara hu
ghas ke pass khade ho kyu
ghasiyaara hu
kyo ji aakhir kaun ho tum
aawara hu ghasiyaara hu aawara hu hu hu
tu hai hur zami ki rani mai masum farishta
tu hai hur zami ki rani mai masum farishta
hur tumhari kahti hai
ke jod na dil ka rishta
ja ja jod na dil ka rishta
aakhir teri jaat hai kya
bhatiyaara hu
kyo ji aakhir kaun ho tum
aawara hu ghasiyaara hu aawara hu hu hu
dil ki gathdi sar par rakh kar
gali gali hum phirte
ha ha gali gali hum phirte
aisa kyu karte ho tum
banjara hu
kyo ji aakhir kaun ho tum
aawara hu bhatiyaara hu banjaara hu hu hu
jab tu nache naaj-o-ada se
dharti ka dil dhadke
jab tu nache naaj-o-ada se
dharti ka dil dhadke
tujhe pakad kar pitungi mai
bhaag yaha se ladke
chal hat bhaag yaha se ladke
mai rustum ki ladki hu, mai dara hu
kyo ji aakhir kaun ho tum
aawara hu bhatiyaara hu banjaara aawara hu hu hu
zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi
zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
zulfo ki ghata lekar
machle hue is dil me arman hazaro hai
machle hue is dil me arman hazaro hai
in pyasi nigaho me tufan hazaro hai
in pyasi nigaho me tufan hazaro hai
tujhse na bichadne ki
tujhse na bichadne ki is dil ne kasam khai
zulfo ki ghata lekar
aati to aankho me bijli si chamakti hai
aati to aankho me bijli si chamakti hai
shayad ye mohabbat hai aankho se chalakti hai
shayad ye mohabbat hai aankho se chalakti hai
chhod u na tera daman chhod u na tera daman
mai hu tera saudai
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
zulfo ki ghata lekar
surkhi hai mohabbat ki in phul se galo me
surkhi hai mohabbat ki in phul se galo me
kya chiz mai layi hu in aankho ke pyalo me
kya chiz mai layi hu in aankho ke pyalo me
aa tujhko bata du mai
aa tujhko bata du mai ae husn ke saudai
zulfo ki ghata lekar sawan ki pari aayi
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
barsegi tere dil par hans hans ke jo lahrai
zulfo ki ghata lekar
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye
dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka
jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka
dard banake jo mere dil mein raha dhal na saka
jadu banake teri aankhon mein ruka chal na saka
aaj laya hu vahi geet main tere liye
jalte hai jiske liye
dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi
geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi
dil mein rakh lena ise hantho se ye chhute na kahi
geet najuk hai mera shishe se bhi tute na kahi
gungunaunga yahi geet main tere liye
jalte hai jiske liye
jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile
yu aawara firega ye teri julfo ke tale
jab talak ye na tere rashke bhare hontho se mile
yu aawara firega ye teri julfo ke tale
gayejaunga yahi geet main tere liye
jalate hai jiske liye teri aankhon ke diye
dhundh laya hu vahi geet mai tere liye
jalte hai jiske liye
gardish me ho tare, na ghabarana pyare
agar tu himmat na hare, to hoge vare nyare
gardish me ho tare na ghabarana pyare
agar tu himmat na hare, to hoge vare nyare
mujhko meri asha, deti hai dilasa
mujhko meri asha, deti hai dilasa
ayegi bahare chali jaegi khiza
ho, asma ye nila-nila kare hai ishare
gardish me ho tare na ghabarana pyare
agar tu himmat na hare, to hoge vare nyare
duniya hai saray, rahne to ham aye
duniya hai saray, rahne to ham aye
aya hai to hansi-khushi rah le tu yahan
ho, surama hai zindagi jo kanto me guzare
gardish me ho tare na ghabarana pyare
agar tu himmat na hare, to hoge vare nyare
bazuo me dam hai, phir kahe ka gam hai
bazuo me dam hai, phir kahe ka gam hai
apne irade hai, umage hai java
ho, mushile kahan hai, unhe mera dil pukare
gardish me ho tare na ghabarana pyare
agar tu himmat na hare, to hoge vare nyare
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
o ho ek najar
gaal surkh hai chup juban hai
ho na ho koi maharban hai
gaal surkh hai chup juban hai
ho na ho koi maharban hai
kaun hai vo kaho janejigar
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
o ho ek najar
uljhi sans kyu dil pe hath kyu
dil diya to fir aisi baat kyu
uljhi sans kyu dil pe hath kyu
dil diya to fir aisi baat kyu
aankh ladegi to hoga asar haye
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
ek najar
julf me hai kya are gaal par hai kya
so gayi hai jo vo najar hai kya
ched chad ka kaam kar gayi
hoth khil gaye lat bikhar gayi
lena ji ab jara apni khabar
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
ha ek najar
chhodo in adao me dam nahi
tum hasin ho ham bhi kam nahi
chhodo in adao me dam nahi
tum hasin ho ham bhi kam nahi
ho na yakin to milao najar
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
ek najar ek ada kimat dil aur hai kya
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai
teri julfe ko chede nigahe meri yu na hoga
teri baho se lipte ye bahe meri yu na hoga
teri julfe ko chede nigahe meri yu na hoga
teri baho se lipte ye bahe meri yu na hoga
yu na hoga ye hai apne dil pe yakin
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai
ye mohabbat hai dilbar nahi dil lagi tujhko dar kya
hosh me hai abi tak wafaye meri tujhko dar kya
ye mohabbat hai dilbar nahi dil lagi tujhko dar kya
hosh me hai abi tak wafaye meri tujhko dar kya
tujhko dar kya ke jhukne ko hai ye jamin
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai
dekhi jati nahi ab ye sahami najar chal diya mai
ye to jane ka mausam nahi magar chal diya
dekhi jati nahi ab ye sahami najar jal diya
ye to jane ka mausam nahi hai magar chal diya mai
chal diya mai chal diya ye chala ye chala mai kaha
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai par mai to nashe me nahi
ke tu hai hasin ke tu hai hasin
maine pi hai pi hai pi hai
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
ja re piya jana nahi tune mere dil ko
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
dil mera leke yu na dil ka karar lo
mukhde pe bikhr isi julfe sawar lo
dil mera leke yu na dil ka karar lo
mukhde pe bikhr isi julfe sawar lo
ghadiya ye pyar ki bite na takrar me
ja re piya jana nahi tune mere dil ko
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
ja ja ke mile tu shahar ke ujalo se rista hi kya hai
rista hi kya hai ab ganv walo se
mujhko hasaye kabhi mujhe rulaye tu
mujhko hasaye kabhi mujhe rulaye tu
samjha hai kya khilona tune mere dil ko
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
jitne bharam hai wo dil se nikal do
chupke se bahe meri baho me dal do
wada karo ke kabhi tum nahi todoge
wada karo ke kabhi tum nahi todoge
piya mere sapno ke shish mahal ko
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
ja re piya jana nahi tune mere dil ko
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho
aise bhi na rutho tum ke jina mushkil ho