People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 9 *

Chhota Sa Mann
Lyricist: Rashmi Virag
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=vnQTFeW1B4U
Video:
Chhota Sa Mann Karta Jatan
Batore Hain Khushiyon Ki Dhoop Ye
Savare Hain Jeevan Ka Roop Ye
Thoda Sa Hai Pagal Barishon Mein Chahe Bheegna

Pal Bhar Ko Bhi Yeh Chaahe Na Rukna
Nange Paon Hai Aakash Pe Chalna
Pal Bhar Ko Bhi Yeh Chaahe Naa Rukna
Nange Paon Hai Aakash Pe Chalna

Chand Pakadne Ki Jid Pe Adda Hain
Aur Taaron Ke Peeche Pada Hain
Rang Churata Hai Titliyon Ke
Ghar Sajaata Hai Koshishon Se

Bhola Bhala Hai Baawra
Raat Bhar Khwaab Dekhe
Din Mein Chahe Sach Unhein Karna

Pal Bhar Ko Bhi Yeh Chahe Na Rukna
Nange Paav Hai Aakash Pe Chalna
Pal Bhar Ko Bhi Yeh Chahe Na Rukna
Nange Paon Hai Aakash Pe Chalna

Batore Hain Khushiyon Ki Dhoop Ye
Savare Hain Jeevan Ka Roop Ye
Nange Paav Hai Aakash Pe Chalna
Pal Bhar Ko Bhi Yeh Chahe Na Rukna
Nange Paav Hai Aakash Pe Chalna
Ek Tukda
Lyricist: Shakeel Azmi
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/ek-tukda-dhoop/QycERiddGkY
Video:
Toot ke hum dono mein
Jo bacha woh kum sa hai
Ek tukda dhoop ka
Andar andar namm sa hai

Ek dhaage mein hain uljhe yun
Ke bunte bunte khul gaye
Hum the likhe deewar pe
Baarish huyi aur dhul gaye

Toot ke hum dono mein
Jo bacha woh kum sa hai
Ek tukda dhoop ka
Andar andar namm sa hai

Toote-phoote khwaab ki haaye
Duniya mein rehna kya
Jhoothe-moothe vaadon ki haaye
Leharon mein behna kya

Ho…dil ne dil mein thaana hai
Khud ko phir se paana hai
Dil ke hi saath mein jaana hai

Toot ke hum dono mein
Jo bacha woh kum sa hai
Ek tukda dhoop ka
Andar andar namm sa hai

Tere hi toh the hum pe haaye
Jitne bhi rang the
Bekhayali mein bhi hum haaye
Tere hi toh sang the

Ho…sang jo ye utre hain
Mushqilon se utre hain
Jeete-jee jaan se hum guzre hain

Raasta hum dono mein
Jo bacha woh kum sa hai
Ek tukda dhoop ka
Andar andar namm sa hai

Toot ke hum dono mein
Jo bacha woh kum sa hai
Ek tukda dhoop ka
Andar andar namm sa hai.
Hayo Rabba
Lyricist: Shakeel Azmi
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/hayo-rabba/RiImYhBvRVU
Video:
Sajna di galiyan chhoott gaiyan ve
Imliyan mithiyan toot gaiyan ve
Ho chot si gehari saah na thehari
Jee ke bhi ki main karaan

Hayo rabba naiyon lagda dil mera
Haayo rabba naiyon lagda dil mera
Sajna baaj hoya hanera

Haayo rabba naiyon lagda dil mera
Haayo rabba naiyon lagda dil mera
Haayo rabba naiyon lagda dil mera
Haayo rabba naiyon lagda dil mera.
Dancing In The Sun
Singer: Sharvi Yadav
Lyricist: Shakeel Azmi
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/dancing-in-the-sun/ExAYfU1odF8
Video:
Char aana ki raate
Barha aane ka hai din
Gulak main rakhti hu main
Rakhti hu main

Suraj meri aankho main
Dube nikale rozana
Rashan rehti hu main
Rehti hu main

Meri chhoti si duniya main
Thodi si main vasi hun
Thodi si main vasi hun
Yani main apni hi jasi hun

Dancing in the sun
Dancing in the sun
Dancing in the sun
But she tha in light
And sun in bright
All the day
Dancing in the sun
Dancing in the sun

That in work in go
Thats not on works
Dancing in the sun

Main zulfo mein bhi
Hoon dupato mein bhi
Khili hawa mujhse
Leke ada mujhse
Pagal dhoop ka
Aaina roop ka
Puchhe pataa mujhse
Kya hai chupaa mujhse

Meri aankho ki galiyo main
Ye jo mere sapne hai
Yahi mere ghane hai
Jo meri palko ne
Lahre hai

Dancing in the sun
Dancing in the sun
But she tha in light
And sun in bright
All the day
Dancing in the sun
Dancing in the sun

That in work in go
Thats not on works
Dancing in the sun

Jungalo main titaliyo si
Ud rahi hu main
Hoon zami par aasma se
Jud rahi hu main

Dancing in the sun
Dancing in the sun
But she tha in light
And sun in bright
All the day
Dancing in the sun
Dancing in the sun

That in work in go
Thats not on works
Dancing in the sun.
Intezari
Singer: Armaan Malik
Lyricist: Shakeel Azmi
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/intezari/GB0ZQQQEQgA
Video:
Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri
Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri
Woh jo hum roye saath thhe
Bheege din aur raat thhe
Khaare khaare paani ki kahani woh leja na

Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri
Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri

Daant kaate, sang baante
Khatte meethe ka maza hai
Zabaan pe ab bhi taaza saathiya
Chand dekha tha jo humne
Chaar aankhon se kabhi
Kaise dekhun usko tanha saathiya

Daant kaate, sang baante
Khatte meethe ka maza hai
Zabaan pe ab bhi taaza saathiya
Chand dekha tha jo humne
Chaar aankhon se kabhi
Kaise dekhun usko tanha saathiya

Ho.. kabhi yunhi takna tujhe, yunhi dekhna
Kabhi baithe baithe yunhi tujhe sochna
Wo pal qaraar ke, woh jo the lamhe pyaar ke
Unhe mere khwabon se khayalon se le jaa na

Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri
Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri

Kabhi roothna woh tera kisi baat par
Kabhi hanske taali dena mere haath pe
Thode shikve kuch gile
Woh jo thhe apne silsile
Toote huve waade woh iraade woh le jaa na

Aa na.. aa bhi jaa na intezari hai teri
Le ja.. jo rishton ki rezgaari hai teri

Daant kaate, sang baante
Khatte meethe ka mazaa hai
Zubaan pe ab bhi taaza saathiya
Chaand dekha tha jo humne
Chaar aankhon se kabhi
Kaise dekhun usko tanha saathiya

Daant kaate, sang baante
Khatte meethe ka mazaa hai
Zubaan pe ab bhi taaza saathiya
Chaand dekha tha jo humne
Chaar aankhon se kabhi
Kaise dekhun usko tanha saathiya.
Kahab Toh
Singer: Sayani Gupta
Lyricist: Shakeel Azmi
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/kahab-toh/GxoEVh0FTl8
Video:
Kahab toh lagi jaayi dhak se dhak se
Kahab toh lagi jaayi dhak se dhak se
Kahab toh lagi jaayi dhak se dhak se
Kahab toh lagi jaayi dhak se dhak se

Bade bade logan ke mahla do mahla
Bade bade… Bade bade haa
Bade bade logan ke mahla do mahla
Bade bade logan ke mahla do mahla
Aur bhaiya jhoomar alag se alag se
Aur bhaiya jhoomar alag se alag se
Bade bade logan ke haluwa paratha
Bade bade… Bade bade haa
Bade bade logan ke haluwa paratha
Bade bade logan ke haluwa paratha
Aur mineral water alag se alag se
Aur mineral…
Hamre gariban ke chatni aur roti
Hamre gariban ke chatni aur roti
Hamre gariban ke chatni aur roti
Paani piye balu wala nal se nal se
Paani piye balu wala nal se nal se
Paani piye…
Paani piye balu wala nal se

Bade bade logan ke school college
Bade bade… Bade bade haa
Bade bade logan ke school college
Bade bade logan ke school college
Aur bhaiya tution alag se alag se
Aur bhaiya tution alag se alag se
Kahab toh lagi jaayi… Dhak se
Kahab toh lagi jaayi… Dhak se.
Heartquake
Singer: Papon
Lyricist: Akarsh Khurana
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Karwaan/Heartquake/FUU-dzVIVgQ
Video:
Ae mohotarma yun na sharma
Main aashiq hoon koi creep nahi
Ae husan pari oh dont worry
Meri shayari bhi jyada deep nahi

Tujhe jo dekha kaaynaat hilaa
Maano jaise yahan heartquake hua
Sab rukk sa gaya waqt tham sa gaya
Highway pe suddenly jaise break hua

Suno na dil ka yeh kehana
Tere mera connection to hai na
You know na sang hai rehana
Kyoki tum meri rooh ka ho gehana

Kitni lovely hai raat
Tum jo ho mere saath
Ban gaya ishq ka karwaan

Jabse dekha yeh mujhe kya hua
Mano jaise yahan heartquake hua
Sab ruk sa gaya waqt tham sa gaya
Highway pe suddenly jaise break hua

Masha allah yeh samaa
Shukriya ae khuda
Ab jo together hum
Forvever bhi kam
Meri life ki tu wajah

Jabse dekha yeh mujhe kya hua
Uff bhayanak yeh heartquake hua
Sab ruk sa gaya waqt tham sa gaya
Highway pe suddenly jaise break hua
Chota Sa Fasana
Singer: Arijit Singh
Lyricist: Akarsh Khurana
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Karwaan/Chota-Sa-Fasana/Al0mZSVjeWc
Video:
Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Isey kya sunana

Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahaana
Isey hai nibhaana

Ye safar hai nayaa
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana

Bekhabar main yahaan
Befikar hai jahaan
Kisey kya bataana
Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..)
Par man phir bhi (ho..) yeh maane na…

Khuli aankhein dekhe
Manzar nayaa sa hai
Dekho raahein pooche
Manzil meri kaha hai

Ho pata laapata
Kisi ko kya pataa
Ki mujhe jaana hai kahaan?

Iss safar ki wajah
Hai yeh farz yaa sazaa
Yeh maine jaana hai kahaan?
Ki dil mera (ho..) hai banjaara (ho..)
Par man phir bhi (ho..) yeh maane na…
Piya Samaye
Lyricist: Shakeel Azmi
Album: Mulk(2018)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Mulk/Piya-Samaye/IDo,VxFofUM
Video:

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5.00 out of 5)
More piya, more piya
More piya re, piya…
More piya more
More piya, more piya
Ho more piya
More piya…

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyaara

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyaara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara

Bhaa giya, mujhe ye bha
Jaagi hai milne ki chah

Sab sakhiyon ka piya pyaara
Aa…
Sab sakhiyon ka piya pyara
Sab mein hai aur sabsoon nyaara
Sab sakhiyon ka piya pyara…

Hhoo…
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Ni sa sa ni sa re sa
Ni sa sa ni sa re sa
Ma pa dha pa ma ga re…

Ni sa sa ni sa re sa
Ni sa sa ni sa re sa
Ma pa dha pa ma ga re…

Ho…

Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke

Saaton se mil ke…
Saaton se mil ke bhayi main ujhli
Koi hara koi gerua bataaye



Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye

Ho…
Kashi bhi mujh mein…
Kaaba bhi mujh mein
Ghee mora dar, mori chaukhat
Ishq hai more… piya ka mazhab
Kehu se mora, kahe ka jhanjhat
Kahe ka jhanjhat



Mandir ke chhajje ki main goreya
Peepal hai mora rain basera
Masjid ke gumbaj ki main kabootar
Main jo udun to hove sawera

Tu hai aisi rangaani
Bhayi na purani
Indra dhanush hai mori chunariya
Piya ko more mehu na dekhun
Dekhe magar more mann ki nazariya…
More mann ki nazariya…

Ho…

Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke
Saat rang hain saaton piya ke
Dekh sakhi kabhi tu bhi laga ke

Saaton se mil ke…
Saaton se mil ke bhayi main ujhli
Koi hara koi gerua bataaye

Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye
Piya samaye, piya samaye
Jiya mein more piya samaye.