Do Dilon Ki Ye Prem Kahani
Le Aayi Dekho Kahan
In Lakiron Me Mil Na Apna Tha
Janamo Phele Likha
Hamare Milan Ko Hai Trase Jo Naina
Inhen Aaj Na Rokk Na
Juda Ab Naa Hoge Karo Ham Se Wada
Mera Sathh Na Chhodna
Tumhe Aaj Payenge
Ya Maar Hi Jayenge
Ye Khwab Na Todna
Mere Dholna Sun
Mere Payar Ki Dhoon
Mere Dholna Soon
Meri Chahate To
Fija Me Bahenge
Zinda Raehge Hoke Fana
Ami Je Tomar
Shodu Je Tomar
Ami Je Tomar
Tu Jo Nahi To Mera Yeh Mann Hai
Banjar Zameen
Sookhi Ret Jaisi Hoon Main
Tu Hai Nami
Tu Jo Nahi To Mera Ye Mann Hai
Banjar Zameen
Sookhi Ret Jaisi Hoon Main
Tu Hai Nami
Khamosh In Khaalon Se
Tere Sada Aate Hain
Sajde Mein Sar Jhukaun Main
Teri Duaye Aati Hai
Meri Zindagi Kya Hai
Teri Hi Toh Amanat Hain
Chaah Kar Bhi Na Bujhegi
Ab Janmon Ki Jo Chahat Hai
O Piya
Mere Dholna Sun
Mere Payar Ki Dhoon
Mere Dholna Sunn
Meri Chahate To
Fiza May Bahegi
Zinda Rahe Gi Hoke Fana
Aami Je Tomaar
Shodhu Je Tumar
Ami Je Tomar
Ami Je Tomar
Tu Jane Na Jane Hai Tere Deewane
Tujhi Ko Hai Mana Sanam
Tere Pass Aane Ke Dhudhu Bahane
Jara Tu Badha Ek Kadam
Kya Dil Chahta Hai Na Puchu Hume Tum
Bas Itna Pata Hai Kisi Ke Nahi Honge Hum
Zaroorat Se Zyada Hua Mein Tumhara
Na Ab Pyar Hoga Na Kam
Bana Na Sake Jo Tumhe Hum Hamara
To Lenge Dobara Janam
To Lenge Dobara Janam
Kuch Batana Tha Tumhe Jo Kabhi Na Keh Saka
Aane Mein Deri Huyi Me Jara Hi Door Tha
Ek Adhure Mod Pe Reh Gaya Ye Silsila
Ab Use Samet Le Jo Bhi Baki Hai Bacha
Mujhe Muskurana Sikhate Sikhate
Bata De Kaha Tu Chala Chod Ke
Aankhein Nam
Zaroorat Se Zyada Hua Mein Tumhara
Na Ab Pyar Hoga Na Kam
Bana Na Sake Jo Tumhe Hum Hamara
To Lenge Dobara Janam
To Lenge Dobara Janam
Kismaat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karvaan ummeedon ka
Chaal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shaayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka safar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Dhoop me chhaon me
Chalte hai saath sehraon me
Dil ki baato se donon
Fir kyun anjaan hai
Jaise barsaat me
Baadal hamesa hai saath me
Ek duje ke hoke
Phiir bhi hairan hain
Ho joh khuda ne socha hai
Bas wahi toh hota hai
Zor koi chalta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Kismaat ne ho likha jinke
Ishq unko hi milta yahan
Jitni bhi koshishein karlo
Mangne se yeh milta kahan
Ho khel yeh naseebon ka
Karvaan ummeedon ka
Chaal pada toh rukta hai kahan
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Labon pe naam joh hoga
Use dil dhoond hi lega
Laqeeron ka saafar shayad
Mohabbat pe khatam hoga
Jahan Saanson Ne Daud Lagai Nahi
Jahan Neendon Se Koi Ladai Nahi
Jahan Pedon Ka Saya Nadi Tak Hai
Jahan Jheelon Mein Chand Abhi Tak Hai
Jahan Hasne Pe Shart Na Ho
Log Jeene Se Darte Na Hon
Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan
Jahan Ke Raaste
Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan
Jahan Ke Raaste
Befikar Apne Ghar Se Nikal
Raasta Dil Ko Tere Pata Hai
Raah Mein Shaam Hogi Kahan
Yeh Musafir Kahan Sochta Hai
Jahan Sar Pe Koi Haath Phere
Jahan Apno Ne Rang Ho Bikhere
Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Jate Nai Jahan
Jahan Ke Raaste
Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan
Jahan Ke Raaste.
Yeh lamha jo thehra hai
Mera hai ye tera hai
Yeh lamha main jee loon zara
Tujh mein khoya rahoon main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khudko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa..phir kabhi
Kyun bewajah gungunaaye
Kyun bewajah muskuraaye
Palkein chamakne lagi hai
Ab khwaab kaise chupaaye
Behki si baatein kar lein
Hans hans ke aankhen bhar lein
Ye behoshiyan phir kahan
Tujhme khoya rahoon main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa..phir kabhi
Dil pe taras aa raha hai
Pagal kahin ho na jaaye
Woh bhi main sun’ne laga hoon
Jo tum kabhi keh na paaye
Tujhme khoya rahoon main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoondh lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haa..phir kabhi.
Patthar ke hain sab raaste
Parwah nahin..
Dhundhle hain chehre khwaab ke
Parwah nahin..
Chhalni hai seena rehne do
Ab jo bhi ho parwah nahin..
Sanki hua jaata hai dil
Mann ki kiye jaata hai dil
Kadke betahasha ye
Bijli hua jaata hai dil
Sanki hua jaata hai dil
Mann ki kiye jaata hai dil
Kadke betahasha ye
Bijli hua jaata hai dil
Baadal mein dhoondhe hausle
Pagla gaye hain hausle
Gir jaaye ya udey
Ab toote ya jude, parwah nahin..
Parwah nahin..hey..yeah..
Parwah nahin..yeah..
Parwah nahin..yeah…
Jhoothe hain ya sachche hain
Sapne aakhir sapne hain
Saare taare tumhi rakh lo
Saare jugnu toh mere hain
Jhoothe hain ya sachche hain
Sapne aakhir sapne hain
Saare taare tumhi rakh lo
Saare jugnu toh mere hain
Roke ruke na dil jale
Pagla gaye hain hausle
Ziddi hain dhadkane
Ab bigde ya bane, parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Ho..parwah nahin..
Yeah..parwah nahin..yeah…
Saanson mein jo bhatti hai
Woh raat aur din dehakti hai
Paani-waani toh dhoka hai
Yeh aag aag se bujhti hai
Saanson mein jo bhatti hai
Woh raat aur din dehakti hai
Paani-waani toh dhoka hai
Yeh aag aag se bujhti hai
Aaye toh aaye zalzale
Pagla gaye hain hausle
Sholon pe hum chale
Ab pighle ya jale, parwah nahin!
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..
Wo..parwah nahin..o..
Maine khwabon mein tumhara noor dekha hai
Dil ne bhi tumko kahin toh zaroor dekha hai
Main roz tera chehra sunehra
Aankhon mein leke jagaa
Kya jaanta tha, tu bhi tha mera
Ab jo mila toh lagaa
Der se hi sahi magar tu mila
Mila toh hai na
Dheere dheere sahi magar faasla
Mita toh hai na
Der se hi sahi magar tu mila
Mila to haina
Dheere dheere sahi magar faasla
Mita toh hai na
Tujhse kisi bhi bahaane
Main roz milta rahoon
Khudko bhi main jaan loonga
Jo main tujhe jaan loon
Tu jo dikhaaye, dekhe nigaahein
Tu jo sunaaye, sunoon
Saanson ki hai kisi zaroorat
Tere bharose jiyun
Der se hi sahi magar tu mila
Mila to haina
Dheere dheere sahi magar faasla
Mita toh haina
Der se hi sahi magar tu mila
Mila to hai na
Dheere dheere sahi magar faasla
Mita toh haina.
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare,
Itna lage sochne kyun,
Main aaj kal tere baare..
Tu jheel khamoshiyon ki,
Lafzon ki main to lahar hoon,
Ehsaas ki tu hai duniya,
Chhota sa main ek sehar hoon…
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Khud se hai agar tu bekhabar..bekhabar,
Rakh loon main tera khyal kya,
Chupke chupke tu nazar mein utar,
Sapno mein loon main sambhal kya,
Sapno mein loon main sambhal kya..
Main daudd ke pass aaun,
Tu neend mein jo pukaare,
Main rait hoon,
Tu hai dariya,
Baithi hoon tere kinaare..
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Tanha hai agar tera safar..humsafar,
Tanhai ka main jawab hoon,
Hooga mera bhi asar tu agar,
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon…
Sheene pe mujhko saja ke,
Jo raat saari guzaare,
To main sabere se keh doon,
Mere sehar tu na aa ree..
tere bin jeena hai aise dil dhadka na ho jaise
ye ishq hai kya duniya ko hum samjhaye kaise
aa dilo ki raaho me hum kuch aisa kar jaye
ek duje se bichhde to saans liye bin mar jaye
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
pyar ki in raaho mein
milte hai kitne dariya
laakh tufano mein bhi
dil ko mil jata hai zariya
is dil ke irado mein hai itna asar
lehro se kinaro pe karta hai safar
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
aaj apne rango se bichhdi
hain ye tasveere
hatho mein kahin tut rahi hain
mil kar do taqdeere
duniya ye jeet gayi, dil haar gaya
nahi socha tha kabhi milkar kabhi honge juda
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
o khuda, bata de kya lakeero mein likha
humne to, humne to bas ishq hai kiya
aankhon ke panno pe
maine likha tha sau dafaa
lafzon mein jo ishq tha
hua naa hothon se bayaan
khud se naraaz hoon
kyun be-aawaaz hoon
meri khamoshiyan hain sazaa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
main hoon hero hero tera
raahon mein bhi har kadam
main tere saath chala
haathon mein the ye haath magar
phir bhi rahaa faasla
seene mein hain chhupe
ehsaas pyaar ke
bin kahe tu sun le zaraa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
teri wajah se hai mili
jeene ki sab khwahishein
paa loon tere dil mein jagah
hai yeh meri koshishein
main bas tera banu
bin tere naa rahun
maine toh maangi hai yeh duaa
dil hai yeh sochta
phir bhi nahi pataa
kis haq se kahun bataa
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
ke main hoon hero tera
aankhon ke panno pe
maine likha tha sau dafa
lafzo mein jo ishq tha
hua na hotho se bayan
khud se naraz hu
kyun beaawaz hu
meri khamoshiya hain saza
dil hai ye sochta
phir bhi nahi pata
kis haq se kahu bata
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
main hu hero hero tera
raaho mein bhi har kadam
main tere sath chala
hatho mein the ye hath magar
phir bhi raha faasla
seene mein hain chhupe
ehsaas pyar ke
bin kahe tu sun le zara
dil hai ye sochta
phir bhi nahi pata
kis haq se kahu bata
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
teri wajah se hai mili
jeene ki sab khwahishe
pa lu tere dil mein jagah
hai ye meri koshishe
main bas tera banu
bin tere na rahu
maine to maangi hai ye dua
dil hai ye sochta
phir bhi nahi pata
kis haq se kahu bata
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera
ke main hu hero tera