zindagi kahin gum hai
uski hi yaadon mein
uska hi manzar hai
mere din raat mein
zindagi kahin gum hai
uski hi yaadon mein
uska hi manzar hai
mere din raat mein
mere khuda use bata
mere khuda use bata
lamha lamha yu dhundhe
bas usko ye nazar
jaane kaisa hai uski chahat ka asar
sare falak mein, sari zamee pe
mana usi ko sanam o o
meri wafaye meri duaye
woh hi hai mera karam
mere khuda use bata
mere khuda use bata
suni suni thi raahe
jo muskurane lagi
raaten jo thi andheri wo jhilmilane lagi
wo meri shab hai, wo meri shamen
wo hi meri ashiqui, wo mera dil hai
wo meri saansein, wo hi meri zindagi
mere khuda use bata
mere khuda use bata
kitne dino se man mein liye teri baate
sapno mein tere kaate, din ye maare maare
kitne dino se liye, teri hi ye yaade
bite nahin din ye, jaagi jaagi raatein
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya ho
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya
chahe na chahe tu batlaaye na
dil ke is bandhan ko dikhlaaye na
chahe na chahe tu batlaaye na
dil ke is bandhan ko dikhlaaye na
pichhe pichhe sab chhupaye na
keh du sach hai ab ye tanhaiya
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya ho
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya
chah kar bhi paas mere tu aaye na
na rehkar dur bhi jeeya jaaye na
chah kar bhi paas mere tu aaye na
na rehkar dur bhi jeeya jaaye na
julfo se tere khele purwaiya
aakhon mein dekh
bhula du ruswaiya ho
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya ho
tu hi tu hai, tu hi tu hai
tu hi mera jiya
pal pal bekal man kyu chanchal
gun gun gaati hawaye
palkon mein yu laakhon sapne
jaane kahan se laaye
aasmaai rangon mein duba
meri aakhon ka har ek nazara
leharati hui lahro pe
dur jaata hua ek shikara
pal pal bekal man kyu chanchal
gun gun gaati hawaye
palkon mein yu laakhon sapne
jaane kahan se laaye
lehki lehki, chahki chahki
satrangi saari dishaye
thamti chalti, chalti thamthi
maddham si ye fizaye
ye nazare deewana banaye
haule haule dhadkhan churaye
aasmaai rangon mein duba
meri aakhon ka har ek nazara
leharati hui lahro pe
dur jaata hua ek shikara
ithlaati si, balkhaati si
ye titliya man lubhaye
behki mehki do dhule bhi
saanson ko mehkaaye
main deewaani ho na jau
dheere dheere main kho na jau
aasmaai rangon mein duba
meri aakhon ka har ek nazara
leharati hui lahro pe
dur jaata hua ek shikara
kabse bulaye dil, deke sadaye re
rasta nihare dil, palke bichhaye re
kabse bulaye dil, deke sadaye re
ojhal nigahon se
tu kahan kahan aaja re yahan
jiya re jiya re laage na jiya re
jiya re jiya re laage na jiya re
piya piya piya piya laage naahi
jiya jiya jiya jiya laage naahi piya
manzar manzar ret ka sagar
dil ek pyasa raahi
o sabz nazara ek na dekha
jabse mili hai judai
jism hu main, tu jaa hai meri
bekhudi aashiqi hai meri
tere bin kuch na bhaye laut aa
jiya re jiya re jaaye na jiya re
jiya re jiya re laage na jiya re
piya piya piya piya laage naahi
jiya jiya jiya jiya laage naahi piya
khwaab hasi jo sanjoye the
chhod gaye sab naina
o pal pal mar mar ke dhalti hai
kaali ghaneri raina
jism hu main, tu jaa hai meri
jeene ki tu wajah hai meri
tere bin kuch na bhaye laut aa
jiya re jiya re laage na jiya re
jiya re jiya re jaaye na jiya re
piya piya piya piya
piya piya piya piya
piya piya piya piya