kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
bikhri si julfe, ankho pe chasma
ham kudrat ka ek krishma
naya naya andaz hai nayi nayi madhosiya sokhiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
aisa mila na koi bhi ladka
dekhke jisko dil mera dhadka
aise mujhe tadpayega bachke wo kaha jayega aayega
hamsa aawara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
kam nahi kisi se aaj ki ladkiya
dhadkano me jaagi nayi betabiya
hamsa awara hasi dekho na koi yaha
aage ham chale, piche hai sara jaha
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
dil ki tamnna rah gayi dil me
har lamha hai ab muskil me
le gayi mauje sab kuch apna kya rakha hai ab sahil me
chahat me jab koi mil ke na mil paye
sagar ke hote bhi dil pyasa rah jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
jo milna hai mil ke rahega, jo khona hai kho ke rahega
kitni bhi karle koshish koi, jo hona hai hoke rahega
wakt kabhi darde dil deke kyu tadpaye
or kabhi jakhmo ka khud marham ban jaye
jindagi ke faisle me hamne ye bhi to na socha
khubsurat khwab se badke koi hota hai na dhokha
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
khushiyo ke mausam ho ya ho gam ke saye
jina hi padta hai agar dil tut bhi jaye
aye bahar to gaye papiha
badal chhaye to nache mor
na jane kab bandhegi
teri ankho se ankho ki dor
hu hu hu hu hu he he he he he
tere pyar ne diwana mere dil ko kar diya
tere ikrar ne diwana mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha, mai kya karu bata de
tere pyar ne diwana mere dil ko kar diya
tere ikrar ne diwana mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha, mai kya karu bata de
tere pyar ne
jaagi jaagi soyi soyi, teri meri aankhe
aa raha hain hamko mazaa
dhimi dhimi khoyi khoyi, teri meri saanse
chha raha hai koi nasha
kahin nahi karaar hain
naa ye hansin saja de, tere pyar ne
la la la la la la la la
chori chori tune meri nindiya chura li
isme hain teri bhi khata
tere bina duniya lage hain khali khali
ye sanam hain mujhko pata
ye ishq ka khumaar hain
ye gam naa ho duaa de
tere pyar ne diwana mere dil ko kar diya
tere ikrar ne diwana mere dil ko kar diya
kho gaya na jane kaha, mai kya karu bata de
tere pyar ne
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
dil ye dua de raha hai sanam
pyar jinda hamara rahe yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
arzu yahi na bichade kisi mod pe
rah me kabhi na jana mujhe chhod ke
chahenge hum yu hi tumko hogi mohabbat na kam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam
har khusi mile daman me dildar ke
aa tumhi wahi ruke na kabhi har ke
manjil manjil tumko paye chume tumhare kadam
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
dil ye dua de raha hai sanam pyar jinda hamara rahe
yaha chahe rahe na rahe ham
yaha chahe rahe na rahe ham
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
ye hasi vadiya ye jawa silsile
ye ghadi phir hame ab mile na mile
ye hasi vadiya ye jawa silsile
ye ghadi phir hame ab mile na mile
is pal se kaho ruk jaye, na rut badle na jaye
is pal se kaho ruk jaye, na rut badle na jaye
kya anjani pyas hai, kya mastane khwab hai
kya anjani pyas hai, kya mastane khwab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
ham teri bajuo me yu soye rahe
ishk me pyar me yuhi khoye rahe
ham teri bajuo me yu soye rahe
ishk me pyar me yuhi khoye rahe
kya masti si hai chayi, badi dilkash hai tanhayi
kya masti si hai chayi, badi dilkash hai tanhayi
dhadkano me angdayiya, dil me chupe sailab hai
dhadkano me angdayiya, dil me chupe sailab hai
aao mil ke jile inko, aao milke jile inko
ye lamhe nayab hai, ye lamhe nayab hai
tum kitne bechain ho ham kitne betab hai
pardesi pardesi pardesi, pardesi pardesi pardesi
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
tumse juda hoke jane tamnna
pucho na kaise din gujare hai
maine bhi harpal dekha tumhi ko
palko me sapne saware hai
khan khan karke kahti mujhse ye chudiya
ab to sahi na jaye mujhse ye duri
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
wada kiya hai to wada nibhana
mujhko kabhi bhi tum bhula na jana
ho paas me aake dur na jana
dekho kabhi ye dil dukhana na
khusbu ban ke saanso me bikhar jaaunga
mang teri mahki chahat se bhar jaunga
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
mujhko sambhalo tum jara
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
ham to dil ke sath apni jaan bhi de denge
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
ham to dil ke sath apni jaan bhi de denge
ha dil ke badle dil to sari dunia deti hai
tu nahi jaanti meri diwangi, ishk ke naam hai ab meri jindagi
tu nahi jaanti meri diwangi, ishk ke naam hai ab meri jindagi
ho dhadkane chal rahi tere ahsaas se
dur jaana nahi tum mere paas se
ek pal ki tanhayi meri jaan leti hai
ek pal ki tanhayi meri jaan leti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
ham to dil ke sath apni jaan bhi de denge
ha dil ke badle dil to sari dunia deti hai
mai to betab hu tumse jayda sanam
jitna chahu tumhe utna lagta hai kam
mai to betab hu tumse jayda sanam
jitna chahu tumhe utna lagta hai kam
ho aao milke sanam ye hade tod de
tarasna chhod de tadpana chhod de
teri chahat is dil ko aram deti hai
teri chahat is dil ko aram deti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai
ham to dil ke sath apni jaan bhi de denge
ho dil ke badle dil to sari dunia deti hai
dil ke badle dil to sari dunia deti hai