wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
naam hain uska sharla, naam hain uska sharla
naam hain uska sharla
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
wo rang hain wo nur hain, usi ka dil pe surur hain
nazar me wo sama rahi, mere khayalo pe chha rahi
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
wo to hontho se kuchh bhi kaheti nahi
baat aankho se karti hain wo
uski dhadakan me main samane laga
ye batane se darti hain wo
wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
naam hain uska sharla, naam hain uska sharla
naam hain uska sharla
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
wo rang hain wo nur hain, usi ka dil pe surur hain
nazar me wo sama rahi, mere khayalo pe chha rahi
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
thodi pagal hain thodi nadan hain wo
thodi thodi divani lage
use dkekhe jo dekhta hi rahe
wo to itani suhani lage
wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
wo hain meri jaane jana, yaro uska main divana
uski ek jhalak hain tauba, dil chura le gayi
naam hain uska sharla, naam hain uska sharla
naam hain uska sharla
sharla shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
wo rang hain wo nur hain, usi ka dil pe surur hain
nazar me wo sama rahi, mere khayalo pe chha rahi
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
shara la shara la la la shara la
shara la la la la
hmm dekha hain jis din se meri jaan tujhe
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
us din se nahin kuch hosh mujhe
aa pukare tujhe ye dil mera
aa ki jeena hua mushkil mera
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
phirta hu main yahan wahan
yaaden teri liye huye
pagal hain dil maane nahin
baitha hai zidd kiye huye
haal ab sunau main
tujhe kahan se lau main, milta nahin tera pata
aa pukare tujhe ye dil mera
aa ki jeena hua mushkil mera
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
sapne me kal aayi thi
tujhko gale laga liya
dekha tujhe jee bhar sanam
saason me phir basa liya
aankh jab khuli meri, sirf yaad thi teri
uske siva kuch bhi na tha
aa pukare tujhe, ye dil mera
aa ki jeena hua mushkil mera
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
us din se nahin kuch hosh mujhe
aa pukare tujhe yeh dil mera
aa ke jeena hua mushkil mera
dekha hain jis din se meri jaan tujhe
hum na jaane, pyaar humko ho gaya kaise
dillagi me is kadar, dil kho gaya kaise
hum na jaane, pyaar humko ho gaya kaise
dillagi me is kadar, dil kho gaya kaise
ke ab raat din, tadapte hain hum
tumhe yaad karke, o jaanam
hum na jaane, pyaar humko ho gaya kaise
dillagi me is kadar, dil kho gaya kaise
ke ab raat din, tadapte hain hum
tumhe yaad karke, o jaanam
jab jab tumhe dekhe sanam
ho jaaye dil betaab sa
in aankh me chupke se tum
rakh deti ho, ek khaab sa
yaade tumhari har ghadi dil ko jalati hain
tanhayiya aksar hume tadpake jaati hain
tumse hokar juda, ab jeeye kaise hum
hum na jaane, pyaar humko ho gaya kaise
dillagi me is kadar, dil kho gaya kaise
ke ab raat din, tadapte hain hum
tumhe yaad karke, o jaanam
is pyaar me hum aajkal,
dube rahe shaam o sahar
dil ki lagi kya kar gayi
humko nahi kuch bhi khabar
na hosh hai, apna hame
na dil pe hai kaabu
na jaane hum pe kar diya hai
tumne kya jaadu
dil ye paagal huwa, aaj apni kasam
hum na jaane, pyaar humko ho gaya kaise
dillagi me is kadar, dil kho gaya kaise
ke ab raat din, tadapte hain hum
tumhe yaad karke, o jaanam
jjina hain tere liye hai marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo vaade kiye
teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi tujhe dhundu mai kaha
too kaha hain meri jaan kahe dil meraa
jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo
vaade kiye teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri jaan kahe dil meraa
jina hain tere liye marana hain tere liye
tere khayaalo me aajkal raato ko jaaga
karu mai kaise kategi yeh jindagi har pal yeh socha karu mai
meri yaade ro padi jaise saawan ki jhadi
tune badala rasta too kaha hain kya pata
juda too ho gayi jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako mohabbat ke naam pe tujhase
mili hain judaayi leke teraa naam aaj dil dene laga hain duhaayi
mai toh tanaha reh gaya jabse teraa sang
gaya mere dil ko tod ke naye rishte jod ke
kaha chali gayi jina hain tere liye marana hain tere liye
mujhako hain yaad sanam tune jo vaade
kiye ho ho teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri
jaan kahe dil meraa teri yaade aa gayi mere dil pe chha gayi
tujhe dhundu mai kaha too kaha hain meri
jaan kahe dil mera
jina hain tere liye marana hain tere liye
o janeja yeh sach hai ki mai apni mohabbat ka ijhar
kabhi khul ke na kar saka magar meri ankhe hamesha
mere dil ki halat batati rahi hai aur tu hai ke
mujhse bekhabar aj bhi hai mere dil ki har dhadkan
sirf tera nam leti hai sirf tera nam
mohabbat kabhi maine ki to nahi thi
kisiki nigaho se pi to nahi thi
magar yeh achanak huwa kya ho ho ho
mohabbat kabhi maine ki to nahi thi
kisiki nigaho se pi to nahi thi
magar yeh achanak huwa kya ho ho ho
tu sanso me samaye tu dhadkan ko churaye
kahi divana ho jau na tera
tu sanso me samaye tu dhadkan ko churaye
kahi divana ho jau na tera
pehali najar ka pehla nasha dil me utarta jaye sanam
sharmake mujhse milana tera jadu sa karata jaye sanam
yeh bekarari aisi khumari pehale kabhi to mujhpe na thi
kabhi dil pe yu bekhudi to nahi thi
kisise mujhe ashikui to nahi thi
magar yeh achanak huwa kya ho ho ho
kitne hi chehre dekhe magar maine chuna hai bas ek tujhe
har pal ho meri baho me tu mil jaye aisi kismat mujhe
dil yeh pukara tera najara karata hi jau o janeja
mujhe pehale itni khushi to nahi thi
yu mehaki hui jindagi to nahi thi
magar yeh achanak huwa kya ho ho ho
tu sanso me samaye tu dhadkan ko churaye
kahi divana ho jau na tera
tu sanso me samaye tu dhadkan ko churaye
kahi divana ho jau na tera
mohabbat kabhi maine ki to nahi thi
kisiki nigaho se pi to nahi thi
magar yeh achanak huwa kya ho ho ho
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
bekhudi ban ke dil pe chhai hain
meri nas nas me wo samai hain
maine usko kabhi chhuaa bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
bekhudi ban ke dil pe chhai hain
meri nas nas me wo samai hain
maine usko kabhi chhuaa bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
tujhe saamne bitha ke dekha karun
yahi baat raat din main socha karun
bahut chahata hu tujhko ae zindagi
ki tu ban gayi hain meri divangi
tu hain meri bas meri ye mujhko hain yakin
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
tere bin to ek pal bhi jiya jaye na
ki ab intjaar mujhse kiya jaye na
tamashe ajab ajab se karta hain dil
ye sach hain sanam ki tujhpe marta hain dil
nahi jina ab tujh bin ae mere hamnashi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
bekhudi ban ke dil pe chhai hain
meri nas nas me wo samai hain
maine usko kabhi chhuaa bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
kuchh hua aur kuchh hua bhi nahi
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
khayaalo me har pal, tumhe dekhte hain sanam
tumhi pe fida hain, diwane tumhare hain hum
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
koyi aur dekhe jo tumko agar
to jalta hai dil, kya kare
tumhari wafa ke liye raat din
machalta hai dil, kya kare
kehta hai tumse dil ye diwaana
diwaane ko mushkil hai samjhana
tum kya jaano yaad tumhari
humko tadpaye pal pal
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
tumhe chahta hai kyu itna ye dil
ke ab dil pe bas na chale
bhaut din se is dil ko, jid hai sanam
tumhe hum lagaaye gale
tumse milne ki ab to chahat hai
tum jaano kya, dil ki jo haalat hai
dil ka agar ye haal raha to
hum ho jayenge paagal
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
khayaalo me har pal, tumhe dekhte hain sanam
tumhi pe fida hain, diwane tumhare hain hum
hume tumse pyaar hai, kaise kahe
ye dil bekaraar hai, kaise kahe
o o o o o o o
o o o o o o o
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
o o o o o o o
o o o o o o o
dosto se teri baate roz karta hu main
naam tera ab le le kar aahen bharta hun main
jabse tu nazar me aai, bekhudi si chhai hain
har jagah tujhe hi dekhun, teri dhun samai hain
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
o o o o o o o
o o o o o o o
sochta hu tujhse agar, main chura lu tujhko
aaj dil ki gahraai me, aa chhupa lu tujhko
dillagi na kr tu mujhse, dil se dil mila le
chain kyun churaya karti, dhadakane chura le aa
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
dekha maine sara jahan, tujhsa na dekha kahin
aisa mujhko lagta hain kyun, tu is jahan ki nahi
ae baharo ki zawani, rup ki malika
teri aankho se chhalkta, jo nasha halka
wo nasha to dil pe chhaye
kaise mujhko hosh aaye
dar hain tujhse pyaar ho na jaaye
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
is zindagi se bhi zyada meri jaan
tujhko main chahuga apni kasam
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
is dil ki duniya basane main aaya
har saans tujhpe mitane main aaya
bejaan dhadakan me tu jaan bhar de
aa meri baahon me kuchh aaisa kar de
lag jaa gale se mite bekarari
ab door rahke nikalta hai dum
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
ye pyaar mujhko kahan leke aaya
diwanagi ne ye kya kar dikhaya
ab nind raato ko aati nahi hai
teri yaad aaye to jaati nahi hai
kitana tadapta hun main kya bataun
ho jaaye aksar meri aankh nam
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
is zindagi se bhi zyada meri jaan
tujhko main chahuga apni kasam
mere siva na koi tujhko dekhe
aa dil me rakh lun chhupa ke sanam
la la la la la la la la