Zid hai meri dard chir ke nikal chuka
Mauka mile to karu main ye dobara
Junoo ke aag mein ubalti meri koshisho ko
Chahiye na koi aur shahara
Zid hai, zid hai
Meri dard chir ke nikal chuka
Mauka mile to karu main ye dobara
Junoo ke aag mein ubalti meri koshisho ko
Chahiye na koi aur shahara
Jagga jiteya te milan badhaiyan
Jagga jiteya, jagga
Jagga jiteya te milan badhaiyan
Jagga jiteya
Jiteya te milan badhaiyan
Ke aaya hai fateh karke soorma
Soorma ke mane hai dum aa ek soorma
Soorma, soorma, soorma
Soorma…soorma….!, soorma…!
Jagga likh gaya nayi kahani
Jagga likh gaya, jagga….!
Roke wo kafi, rooke na tu to
Toke toh wo kafi zhuke zara bhi
Rokegi na par inkalabi
Mann hai raazi darna kyu
Ab apni baari maar hi lenge
Ab to baazi
Jagga likh gaya nayi kahani
Jagga likh gaya, jagga….!
Jagga jiteya te milan badhaiyan
Jagga jiteya, jagga
Jiteya te milan badhaiyan
Ke aaya hai fateh karke soorma
Soorma ke mane hai dum aa ek soorma
Soorma, soorma, soorma
Soorma…soorma….!, soorma…!
Zid hai, zid hai
Meri dard chir ke nikal chuka
Mauka mile to karu main ye dobara
Junoo ke aag mein ubalti meri koshisho ko
Chahiye na koi aur
Jagge da josh tufani, jagga…!
Jagge nu chadi jawani, jagga…!
Oh jagga sun na kisi ki, jagga…!
Ke jagga kar man maani
Jagge ta josh tufani jagga
Jagge nu chadi jawani, jagga…!
Oh jagga sun na kisi ki
Ke jagga kar man maani
Jagga jiteya te milan badhaiyan
Jagga jiteya, jagga
Jagga jiteya te milan badhaiyan
Jagga jiteya.
Kandhe pe suraj, tika ke chala tu
Hatho mein bhar ke chala bijliyan
Kandhe pe suraj, tika ke chala tu
Hatho mein bhar ke chala bijliyan
Tufaan bhi soche, zid teri kaisi
Aisa junoo hai kisi mein kaha..?
Behta chala tu, udta chala tu
Jaise ude bedhadak aandhiya
Behta chala tu, udta chala tu
Jaise ude aandhiya
Manzar hai yeh naya, manzar naya
Manzar hai yeh naya
Ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
Manzar hai yeh naya, manzar naya
Manzar hai yeh naya
Ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
Kapte the rashte lohe se baste
Basto mein tu bhar chala aasman
Aayengi sadiyan, jayengi sadiyan
Reh jayenge fir bhi tere nisan
Behta chala tu, udta chala tu
Jaise ude bedhadak aandhiya
Behta chala tu, udta chala tu
Jaise ude aandhiya
Manzar hai yeh naya, manzar naya
Manzar hai yeh naya
Ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
Manzar hai yeh naya, manzar naya
Ho ho ho….
Ki udd rahi hai bedhadak si aandhiya
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aaasman bhi kadmo mein
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jispe hai haq apna
Chheen ke le jayenge
Ab na chodenge, na chodenge
Jeetenge ye humse
Dekh rahe jo khawb
Ab hum todenge hum todenge
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Ab ayenge na baz hum
Mitti mein mila de aaj hum
Ye sar pe tere goorur hai jo chhaya
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Aag jaise barsa de irade
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya
Rag rag mein josh ki boonde
Boondo mein jeet hi goonje
Iss gunj se gir jayega
Aasman bhi kadmo mein
Roko na sapno ke tufano ko
Roko na jazbo ki udano ko
Roko na aankho ke nisano ko
Jigra hai jigra hai
Jigra hai jigra hai
Jigre se niklengi chingariya.