ye kori karari kuwari nazar
maar dalegi zalim tumhari nazar
ye kori karari kuwari nazar
maar dalegi zalim tumhari nazar
are husn wale tu daman bachale
jhukale nigahe ye aankhe churale
are husn wale tu daman bachale
jhukale nigahe ye aankhe churale
kabhi to milegi hamari nazar
mar dalegi zalim tumhari nazar
ye kori karari kuwari nazar
mar dalegi zaalim tumhari nazar
abhi jo jhuki hai abhi jo uthi hai
isi pe hamari jawani luti hai
abhi jo jhuki hai abhi jo uthi hai
isi pe hamari jawani luti hai
yahi hai mohabbat ki mari nazar
mar dalegi zalim tumhari nazar
ye kori karari kuwari nazar
mar dalegi zalim tumhari nazar
bade shaukh se tum koi khel khelo
mujhe qatl kardo meri jan lelo
bade shaukh se tum koi khel khelo
mujhe qatl kardo meri jan lelo
ye dil ek panchhi shikari nazar
mar dalegi zalim tumhari nazar
ye kori karari kuwari nazar
mar dalegi zalim tumhari nazar
tum dono ho kitne achhe, chhodo gussa jhuthe sache

ache bacche jid nahi karte, ache bacche jidd nahi karte
tum dono ho kitne achhe, chhodo gussa jhuthe sache
unkle ji kuch bolo ji, aunty ji muh kholo ji
hasna muskil lagta hai to thoda sa rolo ji
unkle ji kuch bolo ji, aunty ji muh kholo ji
hasna mushkil lagta hai to thoda sa rolo ji
tum dono ho zid ke pakke, chhodo gusse jhuthe sache
ache bache zid nahi karte
ache bache zid nahi karte, tum dono ho kitne ache
aapas me karlo mel aao khele koi khel
siti gaurd bajaye to jhuk jhuk jhuk jhuk daude rel
aapas me karlo mel aao khelo koi khel
siti gaurd bajaye to jhuk jhuk jhuk jhuk daude rel
dilli se pahuche kalkatte, chhodo gussa jhuthe sache
ache bache jid nahi karte
ache bache jid nahi karte, tum dono ho kitne ache
tum to bade kehlate ho choto ko samjhate ho
choti choti bato par tum bache ban jate ho
tum to bade kehlate ho choto ko samjhate ho
choti choti bato par tum bacche ban jaate ho
satrah atharah sal ke bache, chhodo gussa jhuthe sache
ache bache zid nahi karte
ache bache zid nahi karte, tum dono ho kitne ache
rang ai mahfil machal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
rang e mahfil machal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
ho rang ai mahfil
ho rangin mera badan rangin teri najar
rangin mera badan rangin teri najar
do rang mil jaye to kya rang ho kya khabar
dil diwana machal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
ho rang ai mahfil
mausam gulabi hai ye isme kharabi hai ye

mausam na isko kaho koi sarabi hai ye
gir raha hai sambhal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
ho rang ai mahfil
tauba karo ishq me itni hai dushwariya
tauba karo ishq me itni hai dushwariya
har dil me is ishq ne rakh di hai chingariya
jisko dekho wo jal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
ho rang ai mahfil machal raha hai
na jane kaha se kidhar se kisi ki najar se
ye jadu chal raha hai ye jadu chal raha hai
pyar samunder se hai gehra
isme kahi dub na jaye
dil chahe tufan se khele
sahil par wapas na aaye
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro

o sahil sahil manjil manjil humko le chalo

jaisa betab ye ek dil nadan hai
dekhe aisa kahi koi tufan hai
jaisa betab ye ek dil nadan hai
are dekhe aisa kahi koi tufan hai
basti basti kashti kashti hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
o meri mehboob sa kya hai koi hasi
ho mere dildar sa aashik koi nahi
sehra sehra dariya dariya hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
hum dono ke siwa koi na ho jaha
ye dunia chhod ke rah jaye hum waha
are hum dono ke siwa koi na ho jaha
chalte chalte raste raste hamko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
o sahil sahil manjil manjil humko le chalo
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
eye sagar ki lahro ham bhi aate hai thehro
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye

hum dono ye kasam utha le, jo bhule bas wo mar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kaun kisi ko chhod raha hai, kaun ye wada tod raha hai
khun ke badle ab nas nas me, pyar tumhara daud raha hai
ye to sach ho par ye na ho, tu dunia se dar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
jab se hamne pyar kiya hai, tab se tujhe aisa lagta hai
ho teri bate tu hi jane, mujhko to aisa lagta hai
babul ka ghar chhod ke gori, jaise sajan ke ghar jaye
us din mujhko bhul na jana, jis din mujhse ji bhar jaye
kuch to ye dil diwana hai, kuch mausam bhi mastana hai
baki bate fir kar lena, achha mujhko ab jana hai
jo jaye jane se pahle, aane ka wada kar jaye
hum dono ye kasam uthale, bas wo mar jaye