tanuk tuk tanda tanak tuk tanda tank tuk tanda
aise logo ka dhanda are kabhi na hoga manda
nahi jiski jeb me teen digariya chori
jhuth or dhanda tanuk tuk tanda
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
aise logo ka dhanda are kabhi na hoga manda
nahi jiski jeb me teen digariya chori
juth or chanda tanuk tuk tanda
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
hath me digri hath me digri b a ki hai
phir bhi man me udasi hath me digri b a ki hai
phir bhi man me udasi socha tha kuch ban ke rahenge
ban gaye ye chprasi pandrah sal ki mehnat pe bhi
fir gaya dekho randha tanuk tuk tanda
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
jisne usko isne usko usne isko luta pata nahi lagta ha iyaro
kisne kisko luta haye haye kisne kisko luta
golmal sab ho jate hai karke gorakh dhandha
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
jo deta bhashan hai dharam pe jo deta bhashan hai dharam pe
uske dil me dharam nahi ankho pe do so ka chasma hai
phir bhi isme saram nahi dharam karam ko kha gaya dekho
ye chandi ka banda tanuk tuk
tanda tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
sun lo sunlo yaro jamana kaisa palta hai
sun lo sunlo yaro jamana kaisa palta hai
kam dunia ka jo dekho ho raha ulta ulta hai
gadhe ki kimat hai do so gadhe ki kimat hai do so
admi so me bikta hai sab kuch ho gaya mahanga
lekin sasta ho gaya banda tanuk tuk
tanda tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
aise logo ka dhanda are kabhi na hoga
manda nahi jiski jeb me teen digariya
chori juth or chanda tanuk tuk tanda
tanuk tuk tanda tanuk tuk tanda
saikdo kishor yahan arey saikdo lata
bin sune chalega tumhe kis tarah bata
dil na badhao na sahi dil to na todo
beksur pe julm ke yun teer na chodo
na rup dekhiye na nam dekhiye jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
na rup dekhiye na nam dekhiye jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
ye purane log ye purane raste
ye purane log ye purane raste maut hai purana pan kala ke waste
mauka naye khoon ko diya hi na jayega
mauka naye khoon ko diya hi na jayega
kala me fir nayapan kahan se aa payega
jo aaj hai mashoor, jo aaj hai mashoor kal wo bhi the naye
aage kisi ne unko bhadaya to badh gaye
aage kisi ne unko bhadaya to badh gaye
na roop dekhiye na nam dekhiye jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
kitne hi tansen gumnam reh gaye
kitne hi tansen gumnam reh gaye ek mauka na mila to nakam rah gaye
tulsidas kayi hain, kayi taigore bhi yahan
tulsidas kayi hain, kayi taigore bhi yahan
ek hi aap na samjhe hai galib or bhi yahan
hai lakho kalakar, hai lakho kalakar parki ki kami hai
hire to hain hazar jhohri ki kami hai
hire to hain hazar jhohri ki kami hai
na roop dekhiye na nam dekhiye jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
na roop dekhiye na nam dekhiye jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
jo dekhiye to admi ka kam dekhiye
apnake mujhe aapne mujhe yun zindagi de di
khoya tha andhero me mujhe roshni de di
yun deke pyar aapne mera dil bada diya
chote se ik chirag ko suraj bana diya
hum jaise or bhi naye aayenge kalakar
ummid hai un sabko aap denge yun hi pyar
ummid hai un sabko aap denge yun hi pyar
jo dilo ke nate hai vo jode nahi jate
jo dilo ke nate hai vo jode nahi jate
jod liye to fir tode nahi jate
ye nate ye nate ye nate dil me basye hai
pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
zindagi me gam bhi milte hain
ho patjhad aate hi rahte hain
patjhad aate hi rahte hain
ki madhuban phir bhi khilte hai
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
ret ke niche jal ki dhara
ret ke niche jal ki dhara
har sagar ka yaha kinara
rato ke aachal me chupa hai suraj pyara
rato ke aachal me chupa hai suraj pyara
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
zindagi me gam bhi milte hain
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
de do mujhko zimmedari
de do mujhko zimmedari
main ban jau nazar tumhari
tum meri ankho se dekho duniya sari
tum meri ankho se dekho duniya sari
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
zindagi me gum bhi milte hain
ho patjhad aate hi rahte hain
patjhad aate hi rahte hain
ki madhuban phir bhi khilte hain
samjhauta gamo se kar lo
samjhauta gamo se kar lo
sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera
koi nahi hai mera
sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera
koi nahi hai mera
suraj ko chhune nikla tha, aaya hath andhera
koi nahi hai mera
meri kismat me hai thokar, yu to bahut hai sahare
mere dil ka deep bujha to, fir kya chand sitare
chanda wali rat bhi kali, chanda wali rat bhi kali
kala hai mera sawera, koi nahi hai mera
sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera
sabke rahte lagta hai, jaise koi nahi hai mera
koi nahi hai mera
rasta hi rasta hai, aage na manjil na kinara
jane kaha par le chali hai, mujhko samya ki dhara
tuti nayya bichade khiwayya, tuti nayya bichade khiwayya
tufano ne ghera koi nahi hai mera
sabke rahte lagta hai jaise koi nahi hai mera
koi nahi hai mera, koi nahi hai mera, koi nahi hai mera
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
apna lo ya thukra do, pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
jo dilo ke nate hai wo jode nahi jate
jo dilo ke nate hai wo jode nahi jate
jod liye to fir tode nahi jate
ye nate ye nate
ye nate dil me basaye hai, pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
anjane logo me koi sathi to milega
anjane logo me koi sathi to milega
koi to haga jo hamko samjhega
ye sapna ye sapna
ye sapna dil me sajaye hai, pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai
hum yar hai yaro ke nibha denge yari
hum yar hai yaro ke nibha denge yari
yari hai hamko sari dunia se pyari
apna to dil hai sada, fir bhi atal hai irada
hai jan se pyara wada, wada kabhi na tdoenge
jite ji hum yaro ka sath na chodenge
jite ji hum yaro ka sath na chodenge
sahare sahare
sahare yaro ke paye hai, pyar ka tohfa laye hai
badi dur se aaye hai pyar ka tohfa laye hai