pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil me milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil me milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya
sath me rehte the do panchhi
ek dali pe tha unka basera
sath me rehte the do panchhi
ek dali pe tha unka basera
ruth gaye kyu ek duje se
tod ke rista muh kyu fera
dur to hue yad kyu sath reh gayi
tute dil me milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya
barbadi dukh dard ka shikwa
kispe karegi ye tanhayi
barbadi dukh dard ka shikwa
kispe karegi ye tanhayi
jis mali ne phul khilaye
aag chaman me usne lagayi
aashiya jala rat kyu pak reh gayi
tute dil me milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya pyar ki pyas reh gayi
tute dil me milan ki kyu aas reh gayi
pyar to kiya
maa meri maa pyari pyari maa
maa meri maa pyari pyari maa
tu meri manjil hai tere bin jau kaha
teri in aankho me mere hai dono jaha
maa meri maa pyari pyari maa
mujhko pita ki yad rulaye
pal pal uska pyar bulaye
mujhko pita ki yad rulaye
pal pal uska pyar bulaye
na tujhko chhod saku na usko bhul saku
bina tum dono ke jiu mai kaise yaha
maa meri maa
ek se din na rahe kisi ke
samay badataa jaaye
ek se din na rahe kisi ke
samay badataa jaaye
raat kateri din bhi hoga
raat se kyo ghabraye
raat kateri din bhi hoga
raat se kyo ghabraye
ek se din na rahe kisi ke
samay badataa jaaye
dukh sukh ki sansar kahani
dukh sukh ka hai mel
dukh sukh ki sansar kahani
dukh sukh ka hai mel
ho sukh pane ki aasha hai to
pagle dukh bhi jhel
ho sukh pane ki aasha hai to
pagle dukh bhi jhel
jeevan me jo sukh hi sukh ho
sukh hi dukh ho jaaye
ek se din na rahe kisi ke
samay badataa jaaye
aasha bin jeevan hai suna
kyun bati bin deep
aasha bin jeevan hai suna
kyun bati bin deep
deep hai jeevan aasha moti
kya moti bin deep
ho deep hai jeevan aasha moti
kya moti bin deep