Yaara Yaara
Andheron Ke Beech Roshni
Yaara Haan Khudgarzi Ke Beech Hai Qurbani
Yaara Nafrat Se Hai Seenchi Ye Zameen
Yaara Dushman Ke Hi Beech Ye Yaari
Matlabi Si Iss Duniya Mein
Dekhi Hai Begaraz Dosti
Jaan De De Wo Jo De Di Ho Zubaan Yaara
Aisi Dosti Jo Ho Wafa Ka Farmaan Yaara
Raaton Ke Saaye Mein Hi Din Mile
Zahreele Pyaale Mein Jeevan Mile
Saath Aaye To Milkar Kar De Hairaan Yaara
Haath Mil Jaaye Tham Jaaye Ye Jahan Yaara
Qisson Mein Hamne Suni Hai Daanav Hota
Hinsa Ke Beejon Ko Rakshas Bota
Uske Vinaash Hetu Phir Hai Naayak Aata
Lekin Wo Bhi Waisa Khud Ho Jaata
Uss Neech Ka Anth Karke
Wo Waise Hi Tann Jaaye
Krodh Agni Mein Khud
Jalkar Daanav Hi Baan Jaye
Jo Zor Se Dharam Karte Hain Wo
Shor Ke Bina Darte Hain
Par Shaan Aman Hai Balshaali
Ekta Ki Lau Se Mi Andhiyaari
Tera Krosh Tera Dosh Hai
Jang Jeet Kabhi Muskuraake
Tu Dushman Bhi Saathi Bane
Tu Aise Kar Achhaiyan
Tera Naam Chadhhe Oonchaaiyan
Ku Karmon Ki Parchhaiyan
Na Mita Sake Sachchaiyaan
Karke Jhagde Praashodh Mein Jo Jalaa
Uske Dukh Ka Koi Ant Na Ho Bhalaa
Nit Mann Dharya Sthapana
Karuna Mann Mein Jagaana
Aatma Shaanthi Sajaana Na Darna
Sukh Aur Dukh Ka Yeh Sila
Waqt Ka Lekha Na Tala
Anth Bhala Toh Ho Bhalaa Yaad Rakhna
Tera Krosh Tera Dosh Hai
Jang Jeet Kabhi Muskuraake
Tu Dushman Bhi Saathi Bane
Tu Aise Kar Achhaiyan
Tera Naam Chadhhe Oonchaaiyan
Ku Karmon Ki Parchhaiyan
Na Mita Sake Sachchaiyaan
Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode
Lyricsbogie.Com
Har Ik Lamha Hifaazat
Zameen Se Hai Falak Tak
Uski Aankein Baaz Jaise
Har Taraf Dekhi
Hai Akela Fauj Jaisa
Waar Na Chooke
Jhanjhaa Jangal Mein
Kasauta Dangal Mein
Ek Toofaan Ek Garjan
Mile To Dharati Hile
Ek Jwala Ek Andhi
Phaile To Jale Phatak Kile
Dost Aisa Zindagi Mein
Har Kisi Ko Mile
Jaise Saans Tann Ko Mile
Wo Rusul Jaise
Kabhi Rann Tumul Jaise
Ek Dhaar Aur Ek Khanjar
Ghaat Aisi Kare
Ek Barbar Ek Tatpar
Bhay Bhi Dahshat Se Dare
Dost Aisa Zindagi Mein
Har Kisi Ko Mile
Jaise Saans Tann Ko Mile
Sooraj Hi Chhaon Banke
Aaya Hai Aaj Tanke
Uska Saaya Dhaal Banke
Saath Na Chhode
Aisi Taakat Jiske Aage
Maut Damm Tode