bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me

bas ek tamanna hai
meri mohabbat me hoga asar to mai tujhe jeet lunga
dard-e-judai ki bebasi ab mai kabhi na sahunga

teri mohabbat me jan-e-wafa mai jan bhi apni dunga
milne ki maine khai hai kasam ab dur na rahunga
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai
tere mere darmya dilruba ye kaisi diwar aayi
milke bhi tujhse mai sahta raha itne dino tak judayi

chalti nahi hai kisi ki yaha rashm-e-mohbbat ke aage
hara jamana meri jan-e-man dil ki bagawat ke aage
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai
dunia badi jalim hai meri jan hai mushkil me

i love you kahti hu tujhe aaj is mahfil me

dunia badi jalim hai
tere liye ye mere hamdam dono jaha chhod dungi
rasmo riwajo ki me saari janjire tod dungi

i love you kahta hu tujhe aaj is mahfil me
i love you kahti hu tujhe aaj is mahfil me
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan
mere mahabub ki yahi pahachaan
thodi maasum hai thodi naadaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
ek din wo mili muskaraa ke ga_i
dard-e-dil mere dil me jamaa ke ga_i
wo hasi dilarubaa dil churaa ke ga_i
meri chaahat hai wo meraa aramaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
ajanabi do dilo ki mulaakaat thi
bas ghadi do ghadi wo mere saath thi
kah na paayaa thaa mai dil me jo baat thi
jaanati hai mujhe magar anjaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
gar kabhi phir mili to bataa_ungaa mai
haal-e-dil us hasi ko sunaa_ungaa mai
umr bhar na use bhul paa_ungaa mai
wo meraa chain hai wo meri jaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
tumhe chhede hava chanchal, shararat tumse seekhi hai
vo baitha phul pe bhanvara, muhabbat tumse seekhi hai
mere gulfaam sun lo tum diwane dil ka kehna hai
kiya hai faisala maine tumhare bin na rahna hai

kare diwaanagi mausam sanam tumhaari in adaao se
gazab lagati ho tum rab ki kasam
bharosa ho na jo mera to puchho in fizaao se
tumhe chhede hava chanchal, shararat tumse seekhi hai
vo baitha phul pe bhanvara, muhabbat tumse seekhi hai
banaaya aashiya maine sanam tumhari hi nigaho me
na jaau door main tumse kabhi
bita du umr main saari sanam teri hi baaho me
tumhe chhede hava chanchal, shararat tumse seekhi hai
vo baitha phul pe bhanvara, muhabbat tumse seekhi hai
bani hai surmai dekho ghata teri aankho ke kaajal se
churaati hai javaan kushbu hava
lipat ke meri jaan-e-man tere hi reshami aanchal se
tumhe chhede hava chanchal, shararat tumse seekhi hai
vo baitha phul pe bhanvara, muhabbat tumse seekhi hai
mere gulfaam sun lo tum diwane dil ka kehna hai
kiya hai faisala maine tumhare bin na rahna hai
tumhe chhede hava chanchal, shararat tumse seekhi hai
vo baitha phul pe bhanvara, muhabbat tumse seekhi hai
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai

kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
jan-e-wafa jane na tu
jan-e-wafa jane na tu jakhmo ko hum kaise site hai
kaise tere bina hum jite hai
kaise tere bina hum jite hai
jaam ka hai sahara varna kya hai humara
jaam ka hai sahara varna kya hai humara
ye dava jo na pite hum bhala kaise jite
dekhe mudke jaha hai vaha bebasi
bekhudi ban gayi ab meri jindagi
sath tera chhut gaya kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
tujhpe karke bharosa humne khaya hai dhokha

pahle jo jaan jate tujhse dil na lagate
apni har aarzu aansuo me dhali
dard ki aag me har tamana jali
kisko pata kisko khabar jakhmo ko hum kaise site
kaise tere bina hum jite hai
kaise tere bina hum jite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
jan-e-wafa jane na jane na tu jakhmo ko hum kaise site hai
kaise tere bina hum jite hai, kabhi jyada kabhi kam pite hai
jaise tere bina hum jite hai, kabhi jyada kabhi kam pite hai
jab hal-e-dil tumse kahne ko mai milne aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil

dil to diwana hai maine jana hai
isliye to tumhe dilbar mana hai
yu dil ko kisi ke tarsana achi bat nahi
sache premi ko tadpana achi bat nahi
mai na dekhu jab talak tujhko na chain pati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
ye ishk nahi aasan bas itna samjh lijiye
ek aag ka dariya hai or dub ke jana hai
ishk wale kisi aag se na dare
pyar ki rah me marke bhi wo chale
chahe kuch bhi ab ho jaye tere pyar me
hai pyar bina rakha bhi kya is sansar me
tu yad aaye jis ghadi mujhko mai daudi aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
jab hal-e-dil tumse kahne ko mai milne aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
mai soch me pad jati hu, mai soch me pad jati hu
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna

sahe hans ke tumhare gam
sahe hans ke tumhare gam mere saajan duaa karna

ulfat ke nashe man me kisne ye gam ki aag lagayi hai

mud kar jo humne dekha to bas chaaro taraf tanhaayi hai
bas chaaro taraf tanhaayi hai
aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna
aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna
sahe hans ke tumhare gam
sahe hans ke tumhare gam mere saajan duaa karna
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna
yaado ki sulgati raat me hum dil tham ke roya karte hai

badi hasarat se tasvir teri ashqo se bhigoya karte hai
ashqo se bhigoya karte hai
ulfat ki ho nazar-e-karam meri jaanam duaa karna
ulfat ki ho nazar-e-karam meri jaanam duaa karna
sahe hans ke tumhare gam
sahe hans ke tumhare gam mere humdam duaa karna
mile tum se bichhad ke hum mere humdam duaa karna
kya khub hai hum the divaane jo unki tamanna karte hai

ye baate hume maalum hai vo kisi aur ko chaha karte hai
kisi aur ko chaha karte hai
kabhi pyaar na ho ye kam mere humdam duaa karna
kabhi pyaar na ho ye kam mere humdam duaa karna
sahe hans ke tumhare gam
sahe hans ke tumhare gam mere saajan duaa karna
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna
ulfat ki ho nazar-e-karam meri jaanam duaa karna
kabhi pyaar na ho ye kam mere humdam duaa karna
aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
dil jab se tut gaya
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
jam ka hai sahara, warna kya hai hamara
jam ka hai sahara, warna kya hai hamara
ye dawa jo na peete, hum bhala kaise jite
dekhe mud ke jaha, hai waha bebasi
bekhudi ban gayi, ab meri jindagi
sath tera chut gaya
kaise kahe kaise jeete hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
tera wada tha jhuta, pyar ka rishta tuta

tune parda hataya, asli chehra dikhaya
bewafa bekhabar, sangdil beraham
sochte hai tujhe, kya kahe ham sanam
kisko pata kisko khabar
jakhmo ko hum kaise site hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
dil jab se tut gaya, kaise kahe kaise jite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
kabhi jyada kabhi kam pite hai
chehra kya dekhte ho dil me utar kar dekho na
dil me utar kar dekho na

mausam pal me badal jayega
patthar dil bhi pighal jayega
meri mohabbat me hai kitna asar dekho na
kitna asar dekho na

thode karib aao aise na itrao
mujhse sanam dur baithe ho kya
thode karib aao aise na itrao
mujhse sanam dur baithe ho kya
bechain kar dunga itna tumhe
aake lipat jaogi dilruba
aise kya sochti ho aake idhar dekho na
aake idhar dekho na
chehra kya dekhte ho dil me utar kar dekho na
dil me utar kar dekho na
mai to tumhari hu tumpe dil hari hu
fir kisliye hai ye betabiya
mai to tumhari hu tumpe dil hari hu
fir kisliye hai ye betabiya
aake gale se laga lo mujhe
ab duriya na rahe darmiya
kisne tumhe roka hai shamo sahar dekho na
shamo sahar dekho na