jab hal-e-dil tumse kahne ko mai milne aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
jab hal-e-dil tumse kahne ko mai milne aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
dil to diwana hai maine jana hai
isliye to tumhe dilbar mana hai
yu dil ko kisi ke tarsana achi bat nahi
sache premi ko tadpana achi bat nahi
mai na dekhu jab talak tujhko na chain pati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
ye ishk nahi aasan bas itna samjh lijiye
ek aag ka dariya hai or dub ke jana hai
ishk wale kisi aag se na dare
pyar ki rah me marke bhi wo chale
chahe kuch bhi ab ho jaye tere pyar me
hai pyar bina rakha bhi kya is sansar me
tu yad aaye jis ghadi mujhko mai daudi aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
jab hal-e-dil
jab hal-e-dil tumse kahne ko mai milne aati hu
par dekh tera diwanapan mai soch me pad jati hu
mai soch me pad jati hu, mai soch me pad jati hu