khafa na hona agar main puchhu
kaha se paya ye husn o sabab tumne
khafa na hona agar main puchu
kaha se paya ye husn o sabab tumne
kaho dekhe hai kabhi bhule se
apne galo pe khilte gualab tumne
khafa na hona agar main puchu
suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui
suna jo apna jikar jara aankhe hai sarmayi hui
jism simata chala gaya ruh hai sarmayi hui
sadgi me bhi sokhi ka andaz hai
khafa na hona agar mai puchu
kaha se paya ye husn o sabab
tumne khafa na hona agar main puchu
chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi
chand ko humne chand kaha or kuchh apni bhul nahi
kaise khulti apni juba hote na tum agar hasi
sari mahfil se pucho ke kya hal hai
khafa na hona agar main puchu
kaha se paya ye husn o sabab tumne
khafa na hona agar main puchu
kaha se paya ye husn o sabab tumne
kaho dekhe hai kabhi bhule se
apne galo pe khilte gualab tumne
khafa na hona agar mai puchu
meri khata huzur ke kuch kuch hu mai hasi
aur aapka kasur ke ji bhar ho jawa
aur ispe ye maja ke ye dono kasurwar
is bhigi bhigi rat me ek sath hai yaha
magar afsos sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
bhor bhaye to kaun kaun mai
bhor bhaye to kaun kaun mai
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
garaj pade to lakho wade garaj pade to lakho wade
rat dhale sang rab rah jaye adhe
rat dhale sang rab rah jaye adhe
janu mai janu tere dil ke irade
janu mai janu tere dil ke irade
dil ke irade tere dil ke irade
sajan tori preet sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
tere liye ye rup salona tere liye ye rup salona
char ghadi ka ek khilona char ghadi ka ek khilona
sach kahu to khafa mat hona
sach kahu to khafa mat hona
khafa mat hoan khafa mat hona
sajan tori preet sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
bhor bhaye to kaun kaun mai
bhor bhaye to kaun kaun mai
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
sajan tori preet rat bhar ki
husn aur ishq ke takarane ki baat aayi hai
aaj baho me simth jane ki baat aayi hai
husn aur ishq ke takarane ki baat aayi hai
aaj baho me simth janie ki baat aayi hai
husn aur ishq ke
aaj tarse huye hatho ki suni jayegi
har kli pyar ki gin gin ke chuni jayegi
pyar ki aag me jal jane ki raat aayi hai
aaj baho me simth janie ki baat aayi hai
husn aur ishq ke
aaj in aankho ki garayi me kho jane do
aaj in aankho ki garayi me kho jane do
dil jo betab huaa jata hai ho jane do
bin piye aaj bahk jane ki raat aayi hai
aaj baho me simth janie ki baat aayi hai
husn aur ishq ke
aaj ham waqt ki raftar khadi kar dege
zidgani se bhi ye raat badi kar dege
aaj har chij pe chha jane ki raat aayi hai
husn aur ishq ke takarane ki baat aayi hai
aaj baho me simth janie ki baat aayi hai
husn aur ishq ke
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
aandhiyo me na jale to wo charag hi nahi
aandhiyo me na jale to wo charag hi nahi
bahar hi me jo khile wo bag bag hi nahi
uljhane na ho agar to jindagi fizul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
paw kat gaye to kya hausle jawan hai
paw kat gaye to kya hausle jawan hai
ummid pe hi to khade jami or asman hai
ye bekashi ye bebasi raste ki dhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
muskurake kat de ranj or gum ke raste
muskurake kat de ranj or gum ke raste
intzar me khadi khushi hai tere waste
intzar me khadi khushi hai tere waste
usi ki hai ye jindagi gum jise kubul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
gum se har manna admi ki bhul hai
khak me mila to kya phul fir bhi phul hai
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma
badh ke laga le hotho se jam ko
aaye hai dur se jalwe salam ko
badh ke laga le hotho se jam ko
aaye hai dur se jalwe salam ko
roj nahi milte ye mauke kuch to rang jama
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma
aakho ki mastiya pyalo me ghol de
dil me jo baat hai khul ke tu bol de
aakho ki mastiya pyalo me ghol de
dil me jo baat hai khul ke tu bol de
khte hai julfo ke saye pyar ke rahi aa
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma
lele sahara bahe pukare chli na jaye aake bhare
lele sahara bahe pukare chli na jaye aake bhare
aakho se aakhe tkara ke dil ki piyas buja
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
aaj khusi ka din hai pyare jpi wpi pa
o pape na sharma
o pape na sharma kuch garmi sardi kha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
chale kaha se kaha pe aaye, khumar ban ke jaha pe chhaye
chale kaha se kaha pe aaye, khumar ban ke jaha pe chhaye
nibhai rasm-e-vafa kuchh aise mohabbato ke chaman khilaye
na kaise aasan hoti manjil, har ek arman naujawa tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
hami ne taro ko roshani di, hami ne phulo ko tajgi di
hami ne taro ko roshani di, hami ne phulo ko tajgi di
jidhar se gujare jaha bhi thahre, har ek jarre ko jindagi di
kuch isme dil ki tadap thi shamil
kuda bhi kuch humpe meharban tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
najar me phulo bhari hai rahe, khushi se rangin hai nigahe
najar me phulo bhari hai rahe, khushi se rangin hai nigahe
suno to kuch kah rahi hai hamse bahar faila ke apni baahe
idhar se gujroge ek din tum, nasib aisa mera kaha tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha