na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha

na ye jami thi na aasma tha
chale kaha se kaha pe aaye, khumar ban ke jaha pe chhaye

nibhai rasm-e-vafa kuchh aise mohabbato ke chaman khilaye
na kaise aasan hoti manjil, har ek arman naujawa tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
hami ne taro ko roshani di, hami ne phulo ko tajgi di

jidhar se gujare jaha bhi thahre, har ek jarre ko jindagi di
kuch isme dil ki tadap thi shamil
kuda bhi kuch humpe meharban tha
na ye jami thi na aasma tha, na chand-taro ka hi nisha tha
magar ye sach hai ke un dino bhi tera-mera pyar yu hi jawa tha
na ye jami thi na aasma tha
najar me phulo bhari hai rahe, khushi se rangin hai nigahe

suno to kuch kah rahi hai hamse bahar faila ke apni baahe
idhar se gujroge ek din tum, nasib aisa mera kaha tha