People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

More Saiya Pakde Baiya
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/More-Saiyan-Pakde-Baiyan/Og0ZXhlnRws
Video:
more saiya pakde baiya
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori

kabhi kabhi aawe more ji me use chhod du
saat phero wali bedi ghabra ke tod du
socho jo aisa to wo gale se lagale
chum ke kaliya mori mujhko manale
more saiya pakde baiya
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori

sadi se pahle wo mera gulam tha
mere aage piche bas ghumne ka kam tha
mardo ki jaat bhi bhawre ki jaat hai
mai bhi ek kali thi kal ki hi bat hai
more saiya pakde baiya
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori

chali gayi ek din ruth ke mai mayik
bhukha pyasa let gaya chokhaat pe aaike
ho jab fazul ki ho jag hasayi
lachar man gayi sath chali aayi
more saiya pakde baiya
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori
mose jhagda kare aadhi raat
phir sari rat paiya dabaye mori
Beet Chali Hai
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/Beet-Chali-Haye-Ram/GiApXA4BZVI
Video:
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
beet chali haye ram rut ye bahaar ki aye na ab tak balma
dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
aaye na ab tak balma aaye na ab tak balma

teri yado ko dilse lagaye hue
kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
teri yado ko dilse lagaye hue
kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
jane wale judai me teri mujhe
jane wale judai me teri mujhe
ek jamana hua muskuraye hue
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma aye na ab tak balma

mere sawan me dil mera jalta raha
tera gum mere sine me palta raha
mere sawan me dil mera jalta raha
tera gum mere sine me palta raha
mai khadi hi rahi dil ko thame hue
mai khadi hi rahi dil ko thame hue
dard virah ka karwat badlata raha
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma aye na ab tak balma

ek din aake wada nibhaoge tum man ke
ujade nagar ko basaoge tum
ek din aake wada nibhaoge tum man ke
ujade nagar ko basaoge tum
ji rahi hu abhi tak isi aas par ji rahi hu abhi tak isi aas par
aake sine se mujhko lagaoge tum
beet chali haye ram rut ye bahaar ki
aye na ab tak balma ho aye na ab tak balma
dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
aaye na ab tak balma ho aaye na ab tak balma
Kab Se Dhari Hai
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/Kabse-Dhari-Hai-Samne-Botal-Sharab-Ki/IiFSVhVgDgc
Video:
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki

o sagar me aaj dhal ke saya sawab ka
saki ne rukh hi mod diya aftab ka aftab ka
aa baith meri julf ki chhaw me do ghari
aayega tujhko lutf sabe aftab ka
aa baith meri julfo ki chhaw me do ghari
aayega tujhko lutf sabe aftab ka
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ki isme band hai rate sabab ki

saki fiza jamane ki kitni udas hai
mai aa gaya ye soch ke maykhana paas hai
maykhana paas hai
tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
jisme mere hasin labo ki mithas hai
tere liye hi rakha hai maine wo ek jam
jisme mere hasin labo ki mithas hai
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki

saki sharab la ke ye dil bekarar hai
har chiz is kaha ki be etbar hai be etbar hai
jo maykhadi me aa gaya dunia ko chhod kar
ek ek lamha uske liye to duswar hai
kab se dhari hai samne botal sarab ki
kab se dhari hai samne botal sarab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki
aa pile isme band hai
ke isme band hai rate sabab ki
Sach Ke Kante
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/Ae-Dost-Mere-Maine-Duniya-Dekhi-Hai/HR5YAEwEQQQ
Video:
sach ke kante tumhe mubarak
hume mubarak juth ki kaliya
apna to vahi rasta jisme
kadam kadam pe ho rangraliya
ho rangraliya
juth ke lakho raste
juth ke lakho raste
lekin sachaai ki ek dagar
har muskil aasan wo samjhe
jis dil me bhagwaan ka dar

ae dost, ae dost
ae dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni nazar se dekhi hai
yaha acha bura kaun hai
pahchanana mushkil
ae dost mere maine duniya dekhi hai
ae dost mere maine duniya dekhi hai
ae dost mere maine duniya dekhi hai
ae dost mere maine duniya dekhi hai
ae dost mere maine duniya dekhi hai
ae dost mere maine duniya dekhi hai
Aye Dost Mere
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Video:
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni, najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

sach ki puja karne vale, hamne bhukhe marte dekhe
jhuth ka daman thamne, vale hamane mauje karte dekhe
phulo ki sej par
phulo ki sejo par so kar, jhuthe ko aaram na aaye
lekin sache ko pal bhar me, kanto par bhi nind aa jaye
aye dost, aye dost
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

jiska man ho saaf wo girkar, bhi upar aa jata hai
chand ko dekho jo ghat ghat, kar phir bhi aage badh jata hai
jiska tara chamka
jiska tara chamka sabne, badhakar uska sath diya
girate ko yaha kisane thama, kisne usko hath diya
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai

apani to har subah holi apani, to har shaam divali
do din ki ye duniya sath nahi, hai jaane wali
is dunia me
is dunia me jine ki aye dost, ada kuch or hi hai
dekh parayi aag me jalkar, iska maja kuch or hi hai
aye dost, aye dost
aye dost mere maine duniya dekhi hai
achi tarah apni najar se dekhi hai
yaha achha bura kaun, hai pahachanna mushkil
aye dost mere maine duniya dekhi hai
Sau Baras Ki Zindagi Se
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/Sau-Baras-Ke-Zindagi-Se/MQAgWixdR0k
Video:
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din

pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma
pyar hi se ye jami hai pyar hi se aasma
pyar lekar sahara, chal raha hai ye jaha
pyar sabnam pyar shola, pyar hi wade sabah
phul kaliya chand tare, sab mohabbat ke hai nisa
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din

ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai
ye mohabbat do dilo ka khubsurat raz hai
dil ki dhadkan jiski sargum, hai yahi wo saj hai
chahe bhawre ka ho nagma, ya papihe ki sada
pyar kahte hai jise, wo ek hi awaz hai
so baras ki zindagi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
jindagi ki har khusi se achhe hai, achhe hai
pyar ke do char din, pyar ke do char din
pyar ke do char din
Mere Gunaah Maaf Kar
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Rajendra Krishan
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sachaai/Mere-Gunaah-Maaf-Kar/A1o5ay0GQAE
Video:
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma

dekhe jo husan ye jindagi aisi mujhe nigah de
aaya hu saramsar mai ab to mujhe panah de
ab to mujhe panah de
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma

koi bhi imtehaan le kaise bhi mujhko ajma
apne karam se ab magar apna hi rasta dikha
apna hi rasta dikha
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma

oro ke waste jiu apne liye to ji chuka
khune jigar bhi ab piu khusio ke jaam pi chuka
khusion ke jaam pi chuka
mere gunah maaf kar mera zamir saaf kar
mere yasu mere khuda o mere parmatma
o mere parmatma, o mere parmatma