People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Yeh Jawani Badi Deewani
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saazish/Yeh-Jawani-Badi-Diwani/KCshdBUDXFw
one two three four one and two and three four
dekho us ladki ki or are five and six seven and eight
mango isse yaro date, ja ja chal badi mastani wo badi diwani
diwani diwani ye jawani, ha ye jawani badi diwani
ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba ye jawani badi diwani
ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba

haye re kuch mujhe ho na jaye haye re dil kahi kho na jaye
solwe baras ke bad ka jamana rate nojawa shama mastana
solwe baras ke bad ka jamana rate nojawa shama mastana
logo ki najro se najre bachana o
aisa na ho ban jaye koi kahani kahani
tauba tauba tauba meri tauba tauba tauba tauba meri tauba
ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba

nahi hui hui hui hui hui hui ye junu haye kasia junu
ye junu haye kasia junu sar pe ye junu sawar ho na jaye
baithe baithe dil bekarar ho na jaye
sar pe ye junu sawar ho na jaye
baithe baithe dil bekarar ho na jaye
kisi ko kisi se pyar ho na jaye
pyar bina khak hai magar jindgani jindgani
tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba
ye jawani badi diwani khatre ki hai ye nishani
isse mujhko dar lagata hai kuch nahi hai par lagta hai
kuch ho jayega tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba tauba tauba tauba meri tauba
tauba tauba tauba meri tauba
Mere Sawal Ka Tum Do Jawab
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/album/hindi/Saazish-1988/5txZ0P8QF9A_
Video:
hello friend good evening
anybody wants to take a chance with me
romance with me i mean to say dance with me, come on
anybody from this side anybody from this side
he mere sawal ka tum do jawab
mere sawal ka tum do jawab
kya hai sabab or kya hai sarab
kya hai sabab or kya hai sarab
are ek hi chiz ke do nam hai janab
ek hi chiz ke do nam hai janab
are ye bhi kharab or wo bhi kharab
ye bhi kharab or wo bhi kharab
mere sawal ka tum do jawab

chahe bura hai chahe bhala hai
chahe bura hai chahe bhala hai
jisme nasha hai usme maja hai
jisme nasha hai usme maja hai
par tut jata hai ye nasha par tut jata hai ye nasha
kyunki nasha to hai ek khwab hai ek khawab
mere sawal ka tum do jawab tum do jawab
ha ha tum do jawab tum do jawab

ha dil me kisi ke arman kya hai
bolo dil me kisi ke arman kya hai
har admi ki pahchan kya hai
padh leti hai najar dil ka hal
padh leti hai najar dil ka hal
surat khuli hui hai ek kitab hai ek kitab
mere sawal ka tum do jawab tum do jawab
ha ha tum do jawab tum do jawab

ye to bata kya tujhko pata hai
are ye to bata kya tujhko pata hai
ha iishk manjil dil rasta hai
are ye ishk dil ki manjil sahi
are ye ishk dil ki manjil sahi
raste me khatre hai behisab hai behisab
oye kya bat hai tum ho lazwab
mere sawal ka mil gaya jawab mila gaya jawab
mere sawal ka mil gaya jawab
Ye Shahar Bada Mashoor Hai
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Video:
ye sheher ye sheher bada mashur
hai ye sheher bada mashur hai
ji haa ye singapur hai ji haa ye singapur hai
sara din bhagta hai sari rat jagta hai
bhagta hai jagta hai aankho ka hai ye sheher
ye sheher bada mashur hai ji haa ye
singapur hai ji haa ye singapur hai

yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
kisi hasi ki gali khoke rah gaya
yaha jo aaya yahi ka hoke rah gaya
kisi hasi ki gali khoke rah gaya
kis pe najar na jane jaye thahar
ye sheher bada mashur hai ji haa ye
singapur hai ji haa ye singapur hai

tu hai to mai hu mai tere bin kya hu ye
kya kaha kya mai tujhse juda hu
ye kya kaha kya mai tujhse juda
hu tu hai to mai hu mai tere bin kya hu
ye kya kaha kya mai tujhse juda
hu tu hai mera sahil mai hu leher
ye sheher bada mashur hai ji haa
ye singapur hai ji haa ye singapur hai

mujhko diwana bana diya tune
haye mujhko diwana bana diya tune
sara jamana bhula diya tune mujhko diwana bana diya tune
sara jamana bhula diya tune yad teri aati hai shamo sheher
ye sheher bada mashur hai ji haa
ye singapur hai ji haa ye singapur hai
sara din bhagta hai sari rat jagta hai
bhagta hai jagta hai aankho ka hai ye sheher
ye sheher bada mashur hai ji haa ye
singapur hai ji haa ye singapur hai
Mera Intezaar Karti Ho
Lyricist: Anand Bakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saazish/Mera-Intezar-Karti-Ho/FgdfAgwAZls
Video:
mera intzar karti ho karti hu mujhpe etbat karti ho karti hu
mera intzar karti ho karti hu mujhpe etbat karti ho karti hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karti ho na na na na na na na na
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu

aksar mujhko yad karti ho karti hu
aahe tum din rat bharti ho bharti hu
mujh par meri jan marti ho marti hu
khul na jaye bhed darti ho darti hu
tum iska inkar karti ho karti hu
mera intzar karte ho karta hu
mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu

hum sapno me roz milte hai milte hai
dil ke andar phul khilte hai khilte hai
hum sapno me roz milte hai milte hai
dil ke andar phul khilte hai khilte hai
tum aksar bechain rahte ho rahta hu
mujhko apni jan kahte ho kahta hu
tum isse inkar karte ho karta hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karti ho
na na na na na na na na mera intzar karte ho karta hu
mujhpe etbat karti ho karti hu

diwano sa hal rahta hai rahta hai
rang sharam se lal rahta hai rahta hai
diwano sa hal rahta hai rahta hai
rang sharam se lal rahta hai rahta hai
ang ang me dard hota hai hota hai
dard bada bedard hota hai hota hai
phir bhi tum takrar karti ho karti hu
mera intzar karte ho karta hu mujhpe etbat karte ho karta hu
iska matlab hai tum mujhse pyar karte ho
na na na na na na na na mera intzar karti ho karti hu
mujhpe etbat karte ho karta hu