People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Pani Mein Aag Lagi
Music: Bappi Lahiri
Album: Saamri(1985)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/3d-Saamri/Pani-Mein-Aag-Lagi/Jg9bZQNcckc
Video:
hey aah hey aah
pani me aag lagi
ye to hai baat nayi
bujha de tu tu peela de tu tu bacha le
aag lagi aag lagi
ayiya ayiya ayiya ayiya
pani me aag lagi
ye to hai baat nayi
jalaye tu tu sataye tu tu mitaye
aag lagi aag lagi
ayiya ayiya ayiya ayiya

shole se nur nikle
masti me chur nikle
dekha jo pass jake
mere huzur nikle
aag laga di aisi
sara gurur nikle
usko sazaye dena
jiska kusur nikle
sanam hai tu tu sitam hai tu tu karam hai
aag lagi aag lagi
ayiya ayiya ayiya ayiya
pani me aag lagi
ye to hai baat nayi
jalaye tu tu sataye tu tu mitaye
aag lagi aag lagi
ayiya ayiya ayiya ayiya

mera na naam lena
tu na ilzam dena
aaj bujhegi teri
khabo se kaam lena
hontho ke jaam dena
pahla inaam dena
masti me gir na jaau
baaho me tham lena
jaba me tu tu najar me tu tu ye dil hai
ayiya ayiya ayiya ayiya
aag lagi aag lagi
pani me aag lagi
ye to hai baat nayi
bujha de tu tu peela de tu tu bacha le
aag lagi aag lagi
ayiya ayiya ayiya ayiya
Ladki Kaise Phasayi
Singer: Kishore Kumar
Music: Bappi Lahiri
Album: Saamri(1985)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/3d-Saamri/Ladki-Kaise-Phansai-Jaati-Hai/BhJbaCAIfgs
Video:
hey ladki o ladki ladki kaise phasayi jati hai
baat tumko batai jati hai ladki kaise phasayi jati hai
baat tumko batai jati hai dosto bhaio gor se suno
dosto bhaio gor se suno dil tumhara ji kisis par aaye
vo tumhe dekh kar bhag jaye dosto uska picha na chhod o
uski diwar se sir ko foado ye bhi mumkin hai aa dikhaye
ye bhi mumkin hai vo man jayegi or na mane to kaho
darling i love you i cant live with out you setup

ladki kaise phasayi jati hai baat tumko batai jati hai
dosto bhaio gor se suno dosto bhaio gor se suno
din me soo bar tum uspe marna jutiyo chapalo se na darna
joad kar hath use karna namsate galiya suna tu haste haste
film dekhe chalo tum usko kahna aage vo piche tum uske rahna
dawa hai mera vo manlegi apna aashiq tumhe jan legi
jeb ki sari kamaai jati hai ladki kaise phasayi jati hai
arey baat tumko batai jati hai dosto bhaio gor se suno
dosto bhaio gor se suno ghar ke soo bar tum chakar lagao
us ki mummy ko tum apna banao bhaio ko karo pyar tum uske
uski bahano ko do taufi lake fir tum usko manao
bappi lahri ka gaana sunao konsa gana

dede pyar de pyar dede hume pyar de
dede pyar de pyar dede hume pyar de
hey chir ke dil use tum dikhao apni aankho me aasu bhi lao
shram se vo jhukaye gi sir ko tad lo uski tirchi nazar ko
tham lo hath me hath uska mil gaya fir sath uska
ho gaya mamla fit fit samjhlo pyar ki film ko hit samjh lo
ke pag ghungaru bhand vo nachegi dhak dhina dhin dhak
nachegi gayegi dhum machayegi ladki aise phasayi jati hai
arey baat tumko batai jati hai
dosto bhaio gor se suno dosto bhaio gor se suno
Bera Paar Karna Maa
Singer: Anup Jalota
Music: Bappi Lahiri
Album: Saamri(1985)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/3d-Saamri/Bera-Paar-Karna-Maa/Jx9YBjkIBXk
Video:
gabar sher par kare sawari jabardast mata
hamari jabardast mata
bada purana apna jagdamba se hai naata
beda paar karna maa dust sanghar karna maa
beda paar karna maa dust sanghar karna maa
gabar sher par kare sawari jabardast mata
hamari jabardast mata
bada purana apna jagdhama se hai naata
beda paar karna maa dust sangahar karna maa
beda paar karna maa dust sangahar karna maa
samri samri samri jai kali jai kali jai kali

tere chran ki sahran me janni
aaj samri aaya aaj samri aaya
saravnaash kare ye paap ka
de shakti maha maya de shakti maha maya
ye mahisasur mardini jamana tere gun gata
beda paar karna maa dust sangahar karna maa
beda paar karna maa dust sangahar karna maa
samri samri samri samri samri samri
jai kali jai kali jai kali jai kali jai kali jai kali

gabar sher par kare sawari jabardast mata
hamari jabardast mata
bada purana apna jagdamba se hai naata
beda paar karna maa dust sanghar karna maa
beda paar karna maa dust sanghar karna maa
gabar sher par kare sawari jabardast mata
Bacha Le Sambhale
Music: Bappi Lahiri
Album: Saamri(1985)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/3d-Saamri/Bacha-Le-Sambha-Le/CSINVx5ZewQ
Video:
bacha le bacha le sambhale koi to yaha se nikale
idhar kabr udhar kabr hai murda ghar zamin par
idhar dar udhar bhi dar bacha le bacha le sambha le
koi to yaha se nikale
iska pulav jaladi pakao bhukhe hai kab se sab ko khilao
bacha le bacha le sambha le koi to yaha se nikale
idhar kabr udhar kabr hai murda ghar zamin par
idhar dar udhar bhi dar o babu

bhuto ke mele lakho jhamele hum hai akele kaha fas gaye
teri gali me bhule se aaye jana kaha tha kaha fas gaye
bhuto ke mele lakho jhamele hum hai akele kaha fas gaye
teri gali me bhule se aaye jana kaha tha kaha fas gaye

londa hai zinda murda bana do bahar hai sardi andar bula lo