sanchi kaho mose balma sanchi kaho mose balma
kal ko roko jo ye jahan
kya fir bhi sajna hamse pyar karogo
ho hamse hamse pyar karoge
jab tak mohabbat hai maharban
kaise rokega ye jahan hamko a janejan
tumse pyar karenge tumse pyar karenge
mano ek din mai tumse bekhata aise yu hi rut jau piya
mano ek din mai mano ek din mai tumse bekhata
aise yu hi rut jau piya kal aane ka vada to karu
vada karke to phir na aau piya
to ham sanam thadap thadap tera intjar karenge
jab tak mohabbat hai maharban
sanchi kaho mose balma
o kahi aao tum mai banwari khidki tak na aa sakun daud ke
kahi ao tum o kahi na aao tum mai banwari
khidki tak na aa sakun daud ke soi rah jau mai hari thaki
gore mukh pe aanchra odh ke
to ham sanam machal machal teri hi pukar karenge
sachi kaho balma jab tak mohabbat hai maharban
kaise rokega ye jahan hamko a janejan
kya phir bhi sajna hamse pyar karenge
tumse pyar karenge ho hamse hamse pyar karoge
tumse pyar karenge
ho rama re ho
tum aise hay tum aise, bse more naain
tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
tum aise bse more naain
hay tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
aisa khoya hain tumpe ye manwa
aaye ho jabse more anganawa
aisa khoya hain
aisa khoya hain tumpe ye manwa
aaye ho jabse more anganawa
jaane jaane din hain ki rain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
tadfat hu kab se ab na tadpao
pyaar se hans ke galva lag jaao
tadfat hu
tadfat hu kabse ab na tadpao
pyaar se hanske garva lag jaao o re
o re jiyara ke chain, ki ab sujhat nahi
hay ki ab kachhu sujhat naah
tum aise hay tum aise, bse more nain
tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi