love love love love pyar pyar pyar pyar ishq ishq ishq ishq
love love love love rang mulk kom juban mahjab kabul sab
lekin khawab mohabbat ke samne asul sab rang mulk kom juban
mahjab kabul sab lekin khawab mohabbat ke samne asul sab
love love love love pyar pyar pyar pyar
dil ki fariyaad hai dil ki duniya barbad hai dil ki fariyaad hai
dil ki duniya barbad hai pyar ko pinzare
me na dalo ye panchhi aazad hai
dil ki duniya barbad hai dil ki fariyaad hai dil ki duniya barbad hai
prit ka rang nirala hai gora hai na kala hai prit ka rang nirala hai
gora hai na kala hai isko mat zanzir banao ye phulo ki mala hai
ye koi insaf nahi zulm hai betab hai dil ki fariyaad hai
dil ki duniya barbad hai dil ki fariyaad hai dil ki duniya barbad hai
love love love love pyar pyar pyar pyar ishq ishq ishq ishq
love love love love badlo in dasturo ko dekho in mazburo ko
badlo in dasturo ko dekho in mazburo ko suli pe jo lataka do
ho in do bekasuro ko logo ko inko
pahchano ye ye shiri ye parhad hai
dil ki fariyaad hai dil ki duniya barbad hai dil ki fariyaad hai
dil ki duniya barbad hai
shuru ye ab talim karo pyar ka hak taslim
karo shuru ye ab talim karo
pyar ka hak taslim karo dharti ambar
dariya banto dilo ko mat takshim karo
is duniya ka ye virana inse hi aabad hai dil ki fariyaad hai
dil ki duniya barbad hai pyar ko pinzare me na dalo
ye panchhi aazad hai dil ki duniya barbad hai dil ki fariyaad hai
dil ki duniya barbad hai love love love love pyar pyar pyar pyar
ishq ishq ishq ishq love love love love pyar pyar pyar pyar
ishq ishq ishq ishq love love love love pyar pyar pyar pyar
ishq ishq ishq ishq love love love love pyar pyar pyar pyar
ishq ishq ishq ishq love love love love love love love love
oh my god tum mujhse karte ho itna pyar
oh my god tum mujhse karte ho itna pyar
mai pagal ho jaungi by god by god by god
oh my god tum mujhse karte ho itna pyar
mai pagal ho jaungi by god by god by god
chudiya banva de mujhe kangana pahana de
mera gunghata gira de mere mathe pe tu laga de
apne pyar ki bindiya mere mathe pe tu laga de
apne pyar ki bindiya jo dekhe pahchan le wo
ye hai love from india oh my god tum mujhse
karte ho itna pyar mai pagal ho jaungi
by god by god by god
hum tum kaise mil gaye by chance
ho gaya ha ha ha romance
hum tum kaise mil gaye by chance
arey ho gaya ha ha ha romance
come lets dance come lets dance
come lets dance come lets dance
kaisi hawa hai kaisi ye mitti
kaisa yaha ka pani itna pyar kaise
karte ho tum hindustani oh my god tum mujhse
karte ho itna pyar mai pagal ho jaungi
by god by god by god
aur intzar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
oo dil ka aitbar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
oo dil ka aitbar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
rang rup ka khil gaya chaman
rang rup ka khil gaya chaman
nir ki gajal ko mil gaya badan
ab kise karar ab mushkil hai
aur intzar intzar
aur intzar ab mushkil hai
zapat shart hai ek pyar ki
zapat shart hai ek pyar ki
pyar ki liye hai rut bahar ki
ho aa gayi bahar ab mushkil hai
aur intzar intzar
aur intzar ab mushkil hai
dil ke pas aa dil ki rah se
dil ke pas aa dil ki rah se
ab mana na kar tu is nigah se
aaye nigahe yar ab mushkil hai
aur intzar intzar
aur intzar ab mushkil hai
ho dil ka aitbar ab muskil hai
aur intzar ab mushkil hai
aur intzar ab mushkil hai
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
jiske liye jite hai log
jiske liye jite hai log bas hai kami us naam ki
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
jisko nahi hai arman koi kaisi jawani hai ye
jisko nahi hai arman koi kaisi jawani hai ye
jiska nahi hai unwan koi aisi kahani hai ye
na hai khabar aagaz ki
na hai khabar aagaz ki, na hai khabar anzam ki
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
pyasa raha mai meri gali me sawan barsata raha
pyasa raha mai meri gali me sawan barsata raha
mele me jaise koi akela aise tarsata raha
puchho na ye kaise bhala
puchho na ye kaise bhala maine subah se sham ki
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
dil bahalane ko likhte hai dil ke kisse fasano me log
dil bahalane ko likhte hai dil ke kisse fasano me log
rakhate hai hire moti saza ke apni dukano me log
bazar me kimat hai kya
bazar me kimat hai kya tute huye is jaam ki
ye zindagi kuch bhi sahi par ye mere kis kam ki
jiske liye jite hai log
jiske liye jite hai log bas hai kami us nam ki
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lungi mai tujhe taqdir se
ho ji nahi bharta teri taharir se
yu dhadakata hai kai rato se dil
bas gaya samjho mere hatho se dil
kya bhare kad ki mulakato se dil
kaise bahalau teri bato se dil
kya kahu mai is dile be pir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lungi mai tujhe taqdir se
ho ji nahi bharta teri taharir se
har sitam manjur hai vaise mujhe
naam bhulega tera kaise mujhe
yaad aati hai teri aise mujhe
tune itni dhur se jaise mujhe
bhand rakha hai kisi zanzir se
ho ji nahi bharta teri tahrir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
tere mere shaher ki ye duriya
hum ne shamo shaher ki ye duriya
hai kayamat kahar ki ye duriya
aaye aatho pahar ki ye duriya
ho ji nahi bharta teri tahrir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
aa gaya phulo ke khilne ka mosam, duniya ke aashiqo ke milne ka mosam,
duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
aa gaya phulo ke khilne ka mosam, duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
apne nasibo me hai kyu ye judayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
log kahe to mai ye jan gawa du, kaise labo se tera naam mita du
log kahe to mai ye jan gawa du, kaise labo se tera naam mita du
mujhse na hogi kabhi ye bewafayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
maut ke kadmo pe hum ghir padenge, hum do akele kis kis se ladenge
maut ke kadmo pe hum ghir padenge, hum do akele kis kis se ladenge
pyar ki dushman hai ye sari kudhayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi, aayi aayi, aayi teri yaad aayi