mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lungi mai tujhe taqdir se
ho ji nahi bharta teri taharir se
yu dhadakata hai kai rato se dil
bas gaya samjho mere hatho se dil
kya bhare kad ki mulakato se dil
kaise bahalau teri bato se dil
kya kahu mai is dile be pir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
mang lungi mai tujhe taqdir se
ho ji nahi bharta teri taharir se
har sitam manjur hai vaise mujhe
naam bhulega tera kaise mujhe
yaad aati hai teri aise mujhe
tune itni dhur se jaise mujhe
bhand rakha hai kisi zanzir se
ho ji nahi bharta teri tahrir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se
tere mere shaher ki ye duriya
hum ne shamo shaher ki ye duriya
hai kayamat kahar ki ye duriya
aaye aatho pahar ki ye duriya
ho ji nahi bharta teri tahrir se
mang lunga mai tujhe taqdir se
arey ji nahi bharta teri tasvir se