dekho shaam dhali jaaye
faili julfo ke saaye
dil haath se jaaye to fir jaane do
pepito pepito pepito
chalo jhumte hi jaaye jaise jhumti hawaye
koi saamne aaye to use aane do
pepito pepito pepito
ye lo saamne khade hai matwaale
kiye dil ko najar ke hawaale
ye lo saamne khade hai matwaale
kiye dil ko najar ke hawaale
jaao humse na aise takraao
kahi jaan ke na pad jaaye laale
ye bhi hone do, aji jaane do
yun hi baato hi baato me tadpaaoge tum
chalo jhumte hi jaaye jaise jhumti hawaye
koi saamne aaye to use aane do
pepito pepito pepito
suno dil ne hai tumko pukara
kaho kya hai jawab tumhara
suno dil ne hai tumko pukara
kaho kya hai jawab tumhara
hume koi na aise pukaare
chale dil ka jidhar ho ishara
na na jana na pichhe aana na
chale aayenge aayenge jaha jaaoge tum
chalo jhumte hi jaaye jaise jhumti hawaye
koi saamne aaye to use aane do
pepito pepito pepito
dekho shaam dhali jaaye
faili julfo ke saaye
dil haath se jaaye to fir jaane do
pepito pepito pepito
ek main hu ek tum ho
mausam hain mastana
fir, laao dil najarana
laao dil najarana
kahati hain ye dhadkan, bato me mat aana
kyu, pyaar hain diwana
pyaar hai diwwna
ham hain maare pyaar ke
najaro se na maara karo
ham hain maare pyaar ke
najaro se na maara karo
na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi
na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi
honge rangin ye sitare
tum se rangin to nahi
na jane chand kaisa hoga
aate hai nile aasma pe, jane kidhar se sitare
aate hai nile aasma pe, jane kidhar se sitare
jalta hai sara hi jamana teri najar ke sahare
dil chahe aasma ko chu lu
le chal hume bhi vahi
na jane chand kaisa hoga
chhaiye hai kale kale badal kya tumne julfe bakheri
chhaiye hai kale kale badal kya tumne julfe bakheri
kho jau jake badlo me kab se tamanna meri
jane do khwab ki ye bate
humko ko hai in pe yakin
na jane chand kaisa hoga
sare jamane se nirali hum koi duniya basaye
sare jamane se nirali hum koi duniya basaye
dil ke rangile sapno se mafil rangini sajaye
aisa jahan hasi kaha pe hoga kahi na kahi
na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi