na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi
na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi
honge rangin ye sitare
tum se rangin to nahi
na jane chand kaisa hoga
aate hai nile aasma pe, jane kidhar se sitare
aate hai nile aasma pe, jane kidhar se sitare
jalta hai sara hi jamana teri najar ke sahare
dil chahe aasma ko chu lu
le chal hume bhi vahi
na jane chand kaisa hoga
chhaiye hai kale kale badal kya tumne julfe bakheri
chhaiye hai kale kale badal kya tumne julfe bakheri
kho jau jake badlo me kab se tamanna meri
jane do khwab ki ye bate
humko ko hai in pe yakin
na jane chand kaisa hoga
sare jamane se nirali hum koi duniya basaye
sare jamane se nirali hum koi duniya basaye
dil ke rangile sapno se mafil rangini sajaye
aisa jahan hasi kaha pe hoga kahi na kahi
na jane chand kaisa hoga
tum sa hasin to nahi