jala do jala do jala do jala do jala do dunia yahi dunia hai to
dunia jala do aag laga do jala do jala do
jala do dunia yahi dunia hai to
dunia jala do aag laga do jala do jala do
har sapna jale arman jale insan jale bhagwan jale
har sapna jale arman jale insan jale bhagwan jale
har dil ko har ek sine ko samsan bana do jala do jala do
jala do dunia yahi dunia hai to
dunia jala do aag laga do jala do jala do
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
ae kash tujhe aata sansar basana bhi
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
ae kash tujhe aata sansar basana bhi
aasan hai jalna bhi kyu pi gaya ghabara ke
zahar etna tu nafrat ka thoda sa mila leta
amrit bhi mohabbat ka taskin bhi mil jati
jine ka bahana bhi aasan hai jalna bhi
aasan jalana bhi ae kash tujhe aata
sansar basana bhi aasan hai jalna bhi
ek roj yahi sehara tha chaman
thi kitni khushi the kitne magan ek roj yahi sehara tha chaman
thi kitni khushi the kitne magan kyu ruth gaye mujhse vo din
koi to bata de jala do jala do jala do dunia yahi dunia hai to
dunia jala do aag laga do jala do jala do
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
ae kash tujhe aata sansar basana bhi
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
ae kash tujhe aata sansar basana bhi
aasan hai jalna bhi ye ashak kabhi dil me tufan uthayenge
jo ruth gaye tujhse vo lot bhi aayenge
hai khel mukadar ka bicchado ko milana bhi
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
ae kash tujhe aata sansar basana bhi
aasan hai jalna bhi aasan jalana bhi
phulo sa mahka hua hain
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
phulo sa mahka hua hain
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
khile gulabi mere labo pe
hai jo nashili hansi
khile gulabi mere labo pe
hai jo nashili hansi
dard me dube pyase dilo ki
yahi to hai jindagi
yahi to hai jindagi
phulo sa mahka hua hain
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
gore badan pe chhaye ujala
aankho se barse nasha
gore badan pe chhaye ujala
aankho se barse nasha
aise chalu mai jaise dilo pe
jadu chale pyar ka
jadu chale pyar ka
phulo sa mahka hua hain
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
mai to wahi hu jiski tamanna
sara jamana kare
mai to wahi hu jiski tamanna
sara jamana kare
dil ki lagi ye koi bataye
koi bahana kare
koi bahana kare
phulo sa mahka hua hain
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
phulo sa mahka hua
ye reshmi tan mera
baho me jab bhi khile
aaye maja pyar ka
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
ae mere sanam zindagi meri aise hai mohabbat baharo ke bina
ae mere sanam zindagi meri aise hai mohabbat baharo ke bina
raat ke samaye dur badi hu jaise koi aasama sitaro ke bina
raat ke samaye dur badi hu jaise koi aasama sitaro ke bina
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
ye hasi fiza or ye hawa dono me chhupi hai mere dil ki sada
ye hasi fiza or ye hawa dono me chhupi hai mere dil ki sada
kash ki ho tujhe jaye kabhi jhumate nazaro se baharo ka pata
kash ki ho tujhe jaye kabhi jhumate nazaro se baharo ka pata
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
aa jao jara pyar ka nasha aankho me gori hamari yaad to rahe
aa jao jara pyar ka nasha aankho me gori hamari yaad to rahe
dekho ji abhi aage na badho thoda thoda dunia ka rivaj to rahe
dekho ji abhi aage na badho thoda thoda dunia ka rivaj to rahe
tujh me hu mai mujh me hai tu phulo me basi hai jaise khushbu
pyar me rivaj tute na kabhi hatho me hai piya meri aabaru
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
mishri se mithi teri nazar hai
han han mishri se mithi teri nazar hai
sab ko lubhale aisa asar hai
han han sab ko lubha le aisa asar hai
tu chain dil ka, ghar ka ujala
tu meri jaan hai mera jigar hai
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
gam ko bhula de tu aisa khilona
han han gam ko bhula de tu aisa khilona
mukhda hai tera kitna salona
mukhda hai tera kitna salona
teri damak se kismat roshan
tu mere man ka sachha hai sona
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
rote dilo ko tu hi hasaye
rote dilo ko tu hi hasaye
tu bholepan se jab muskaye
tu bholepan se jab muskaye
milta hai dil ko kitna sukun
tujhko gale se jo bhi lagaye
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
mishri se mithi teri nazar hai
han han mishri se mithi teri nazar hai
sab ko lubhale aisa asar hai
han han sab ko lubha le aisa asar hai
tu chain dil ka, ghar ka ujala
tu meri jaan hai mera jigar hai
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
gam ko bhula de tu aisa khilona
han han gam ko bhula de tu aisa khilona
mukhda hai tera kitna salona
mukhda hai tera kitna salona
teri damak se kismat roshan
tu mere man ka sachha hai sona
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
rote dilo ko tu hi hasaye
rote dilo ko tu hi hasaye
tu bholepan se jab muskaye
tu bholepan se jab muskaye
milta hai dil ko kitna sukun
tujhko gale se jo bhi lagaye
tujh jaisi ladli lakho me ek
milti hai jiski niyat ho nek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
tujh jaisi ladli lakho me ek
lage koi lottery koi jeckpot lage
lage lage o lage koi lottery
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery
ghodo ki chal se jage takdir ye
kagaz ki lootery badle tasvir ye
kismat jo hath ho har bazi hath ho
sare dard ki tute janjir ye lage o lage
lage koi lootery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery
rup ki koi pari ho basi nigaho me
sath sath jo chale bahe dale baho me
note ho hare hare jeb me bhare bhare
har khushi kharid le jindagi ki raho me
lage o lage lage koi lootery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery
partio ki dhum ho hotelo me dance ho
jindagi ho aish ki pyar ho romance ho
har ada me force ho har jagah pe source ho
hame mile leadri aisa koi chance ho
lage lage o lage koi lottery
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery
pyara, pyara o pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
aisa moti na hoga sagar me
aisa ambar me hoga na taara
pyara, pyara o pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
aisa moti na hoga sagar me
aisa ambar me hoga na taara, pyara
banke surajmukhi mera man khil gaya
ye na puchho mujhe aaj kya mil gaya
banke surajmukhi mera man khil gaya
ye na puchho mujhe aaj kya mil gaya
kisne dharti pe suraj utara o utara
pyara, pyara o pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
aisa moti na hoga sagar me
aisa ambar me hoga na taara, pyara
phul vo jis ke aage chaman kuch nahi
aisa dhan jis ke aage ratan kuch nahi
phul vo jis ke aage chaman kuch nahi
aisa dhan jis ke aage ratan kuch nahi
apne angna bahegi rasdhara, rasdhara
pyara, pyara o pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
aisa moti na hoga sagar me
aisa ambar me hoga na taara, pyara
jiske aate hi aanchal bahak jaayega
jisko paate hi jiwan mahak jaayega
jiske aate hi aanchal bahak jaayega
jisko paate hi jiwan mahak jaayega
jiske sapno ne jiwan sanwara, o sanwara
pyara, pyara o pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
aisa moti na hoga sagar me
aisa ambar me hoga na taara, pyara
pyara, pyara, pyara sabse nyara
aane wala hai koi humara
mai teri prem diwani meera meera
mai teri prem diwani meera
mai teri prem diwani aao chaliya aao na
aao chaliya aao na ab to preet nibhao na
mai teri prem diwani
meera meera meera meera
angint tere rup sawre angint tere rup sawre
dekh ke naina hue bawre
o bahrupiya ab to pal bhar ke rup ho jao na
mai teri prem diwani meera
mai teri prem diwani
jiwan mera dhyan hai tera
jiwan mera dhyan hai tera
bol bol re kaun hai tera
har ek rah tere ghar jawe jau kidhar batao na
mai teri prem diwani meera
mai teri prem diwani
aao chaliya aao na ab to preet nibhao na
mai teri prem diwani
meera meera meera meera
tu sabke sang ras rachaye
tu sabke sang ras rachaye
sare jag ko nach nachaye
ek bar mujhko bhi apni murli sham banao na
mai teri prem diwani meera
mai teri prem diwani
aao chaliya aao na ab to preet nibhao na
mai teri prem diwani
meera meera meera meera