nahi hai koi bada husn se zamane me
hamara nam hai dunia ke har fasane me
ye kya kaha ke koi husn se bada hi nahi
tumhara hamse abhi wasta pada hi nahi
jao ji jao bade shangi dikhane wale
hamare husn ka charo taraf jala hai
jamane bhar me hasino ka bolbala hai
hamari jufle ghatao ko maat karti hai
ha ji maat karti hai
hamari aankhe sitaro se bat karti hai
ha ji bat karti hai
hamari mast nigaho ka bhi jawab nahi
sharab khane me aisi koi sharab nahi
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
bate banane wale haye dil ko jalane wale
jao ji jao bade shan ke dikhane wale
jamane wale jinhe ham se kam samajhte hai
tumhari sari hakikat ko hum samajhte hai
hamare pyar ne magrur kar diya hai tumhe
hamko aanhke dikhate ho tum kayamat hai
khud tumhi batao ke ye kon si sharafat hai
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
bate banane wale haye dil ko jalane wale
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
hame sikhayi hai so bar maut kya kahna
hamare samne badh badh ke bat kya kahna
tumhare jaise hazaro najar se gujre hai
najar se gujre hai
dilo ko hum sambhale ghar se gujre hai
ghar se gujre hai
garur walo ka hamne garur toda hai
jo dil me soch liya wo karke choda hai
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
bate banane wale haye dil ko jalane wale
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
chada ke sar pe tumhe hum gira bhi sakte hai
banane wale bana kar mita bhi sakte hai
jo jidd pe aaye baharo ko gul fiza karde
jami ko pyar se dekhe to aasma karde
jami ko pyar se dekhe to aasma karde
magar banake mitana hamari shan nahi
are tumhari tarah se hum log beiman nahi
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
shan ke dikhane wale shan ke dikhane wale
bate banane wale haye dil ko jalane wale
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
jao ji jao badi shan ke dikhane wale
aaja o aaja o aaja o aaja
aaja re diwane lagi dil ki bujhane
aaja aaja aaja aaja aaja
aaja re diwane lagi dil ki bujhane
aaja aaja aaja aaja aaja
fail gayi chandani pyar ki bhig gayi rate bahar ki
fail gayi chandani pyar ki bhig gayi rate bahar ki
naye fasane naye tarane mujhe sunane aaja
aaja re diwane lagi dil ki bujhane
aaja aaja aaja aaja aaja
dekha tera saya jaha jaha
tapke mere aasu waha waha
dekha tera saya jaha jaha
tapke mere aasu waha waha
naye purane gile mitane khushi lutane aaja
aaja re diwane lagi dil ki bujhane
aaja aaja aaja aaja aaja
aaja aaja o aaja aaja
aaja aaja o aaja aaja
kahna na manu main
kahna na manu main jawani ka
naam badnaam hain diwani ka ho
kahna na manu main jawani ka
pahle najro ke zamane khat ke
ye bade teer chalaye has ke
teer chalaye has ke
teer chalaye has ke
aur phir baith ke roye nada
kisi ke dame najar me fans ke
dame najar me fans ke
dame najar me fans ke
iska har kaam hain
iska har kaam hain nadani ka
naam badnaam hain diwani ka ho
kahna na manu main jawani ka
kya kahu mujhse kya kahti hain
jo meri lakh sitam sahti hain
lakh sitam sahti hain
lakh sitam sahti hain
kash dubone ko safina dil ka
ek nadi hain ki chadhi rahti hain
nadi chadhi rahti hain
nadi chadhi rahti hain
mauka na du ise
mauka na du ise rawani ka
naam badnaam hain diwani ka ho
kahna na manu main jawani ka
shri farhad ka hain afsana
dono ko isne kiya diwana
isne kiya diwana
isne kiya diwana
ye wo kaafir hain ke jiski khatir
laila majnu ko pada mar jana
haye pada mar jana
haye pada mar jana
sabko pata hain
sabko pata hain is kahani ka
naam badnaam hain diwani ka ho
kahna na manu main jawani ka
allah ki rahmat ne bando ko pukara hain
wo farz ada kar do
jo farz tumhara hain
humara kaarwa hain sidhi sacchi raah walo ka
chalo allah rakhwala hain hum allah walo ka
zindagi kya hain ek safar hain
humari har saans hain ibaadat
humari manjil khuda ka ghar hain
ye zindagi kya hain
ye zindagi kya hain ek safar hain
humari har saans hain ibaadat
humari manjil khuda ka ghar hain
ye zindagi kya hain
utho humare naseeb jaage
jhuka do sar ko khuda ke aage
wo sab ke dukh dard janta hain
har ek dil ki use khabar hain
ye zindagi kya hain
humara rasta na roke duniya
nahi hain dil me koi tamanana
hasi khushi ghar se chal pade hain
jawa iraade jawa najar hain
ye zindagi kya hain
na koi chote bade ka jhagda
na koi ache bure ka charcha
khuda ka dar hi ek aisa dar hain
zamane bhar ka jaha gujar hain
ye zindagi kya hain
watan ko karke salam aakhir
chale hain aaj watan se bahar
khuda hain hazfiz
khuda hain hazfiz milenge phir zindagi agar hain
ye zindagi kya hain
chali jati chhabiliya matakti
ho chali jati chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chali jati chhabiliya matakti
bhesh badal ke gori nikli nakhre kare hazar
bhesh badal ke gori nikli nakhre kare hazar
ghat me baitha ghat me baitha
kar gaya dil par war najar ka teer
kahe peeda chupaye kahi tan man gawaye
fir ban ban hirniya ban ban jati
chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chupke chupke chanchal arma dil me le angdayi
chupke chupke chanchal arma dil me le angdayi
dhime dhime are dhime dhime man me
jaise bajti ho shahanayi
lage panghat pe mile balo se khele
hawa baho me lele
kaho kyu na jawani machalti atakti chali jati
chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chali jati chhabiliya matakti
allah kasam aap se hum dur nahi
allah kasam aap se hum dur nahi
aap hame chede ye manjur nahi
allah kasam allah kasam
allah kasam aap se hum dur nahi
husn ke didar ka dur hi se hai maja
dur hi se hai maja
aap hi kahiye janab chand ko chute hai kya
kijiye khud faisla allah kasam
aap to hai bekhabar pyar ke dastur se
pyar ke dastur se
aap ko samjhaye kon hum bhi hai majbur se
dekhiye bas dur se allah kasam
allah kasam aap se hum dur nahi
dhalati jaa_e raat kah le dil ki baat
shamaa-paravaane kaa na hogaa phir saath
dhalati jaa_e raat
mast nazaare chaand sitaare raat
ke mehamaan hai ye saare
uth jaaegi shab ki mahafil
nur-e-sahar ke sunake nakkaare
ho na ho dubaaraa mulaaqaat
dhalati jaae raat
nid ke bas me khoi khoi
kul duniyaa hai soi soi
aise me bhi jaag rahaa hai
ham tum jaisa koi koi
kya hasi hai taaro ki baarat
dhalati jaae raat
jo bhi nigaahe chaar hai karata
uspe zamana vaar hai karata
hu raah-e-vafaa kaa ban ke raahi
phir bhi tumhe dil pyaar hai karta
baithaa naa ho le ke koi ghaat
hu dhalati jaae raat