mujhko dekhoge jaha tak
mujhko paoge waha tak
rasto se karwa tak is jami se asma tak
mai hi mai hu mai hi mai hu dusra koi nahi
mujhko dekhoge jaha tak
mujhko paoge waha tak
rasto se karwa tak is zami se asma tak
ho mai hi mai hu mai hi mai hu dusra koi nahi
tu jo chala hai daal ke mere hath me apna hath
tu jo chala hai daal ke mere hath me apna hath
sari fazaye charo dishaye ab hai mere sath
mujh talak aaye na jo wo rasta koi nahi
ho mai hi mai hu mai hi mai hu
dusra koi nahi mujhko dekhoge jaha tak
mujhko paoge waha tak
rasto se karwa tak is zami se asma tak
mai hi mai hu mai hi mai hu dusra koi nahi
yaara o yaara
tujhse mila mujhe jine ka isara
tune meri shahmi si hasti ko ubhara
tu meri jaan tujh pe kurban
meri har sanspe hai tera ahsan kaise jayega ubhara
sahiba sahiba
tujhsa nahi koi dunia me pyara
tu hi meri mazil tu hi sahara
dil ke mehman kahna mera maan
dil ke tahkhane se pyari lagi shan
jaldi aana tum dobara
sahiban
pehan liya maine tere pyar ka gahana
pehan liya maine tere pyar ka gahana
mushkil hai ab tere bin rahna
naino se kah de din rat na kahna
naino se kah de din rat na kahna
prit me padta hai birha bhi sahna
sahiban, sahiban
kal kya hoga kuch na vichara
sawariya ban tu roop ye sawara
dil ke mehman kahna mera maan
dil ke tahkhane se pyari lagi shan
jaldi aana tum dobara
sahiban, sahiban
lage rahe pehare tuti na zanjire
lage rahe pehare tuti na zanjire
kar kar hara main to sab takdire
n jane chahat ki kaise he takdire
n jane chahat ki kaise he takdire
bichad diya ye sada ranjho se hire
yaara o yaara main sagar tu nadiya ki dhara
hoke rahega sada milan hamara sun meri jaan tujhpe kurban
meri har sans pe hai tera ehsan kaise jayega gujara
sahiban, sahiban
tujhsa nahi koi dunia me pyara
tu hi meri mazil tu hi sahara
dil ke mehman kahna mera maan
dil ke tahkhane se pyari lagi shan
jaldi aana tum dobara
sahiban yaara sahiban yaara sahiban
rama teri ganga maili ho gai suno to ganga ye kya sunaae
ke mere tatapara jo loga aae jinhone aise niyam banaae
ke prana jaae para vachana na jaae
ganga hamari kahe bata ye rote rote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
hama usa deshake vasi hai jisa deshame ganga bahati
rishhiyoke saga rahanevali patitoke saga rahati
na to hothope sachchai nahi dilame safai
karake gangako kharab dete gangaki duhai
kare kya bichari ise apanehi loga dubote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
vahi hai dharati vahi hai ganga badale hai gangavasi
sabake hath lahu se rage hai mukha ujale mana kale
diye vachana bhulake jhuthi saugadha khake
apani atma girake chale sarako uthake
aba to ye papi ganga jalasebhi shuddha na hote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
ganga hamari kahe bata ye rote rote
ganga hamari kahe bata ye rote rote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
rama teri ganga maili ho gai papiyoke papa dhote dhote
teri dhrohar teri nishani, liye phiru me bani diwani
bhulane wale kabhi to aaja, ki teri ganga hai pani pani
ki teri ganga hai pani pani
ek dukhiyari oo
ek dukhiyari kahe baat ye rote rote
raam teri ganga mali ho gayi, papiyo ke paap dhote dhote
ho oo, raam teri ganga mali ho gayi, papiyo ke paap dhote dhote
dharti par utari thi lekar, itna pawana pani
kitne nahaye kami karodhit, lo bhi ghan abiyani
layi dudh jaisi dhara, gaya farz se utara
iski bundo me hai jiwan, is ki laharo me kinara
nadi or nari ho oo
nadi or nari rahe oro ka kalankar dhote
raam teri ganga mali ho gayi, papiyo ke paap dhote dhote
har har gange, har har gange
har har gange, har har gange
har har gange, har har gange
aatama hai ek sacha hira, kaya hai ek dharye
ho hire ko mat jhutha kahna, dekh ke maila
koi tane mat maro is ki aarti uthro
devi kah ke pukaro, man ki aankho se niharo
karo rakh vali ho oo
karo rakh vali, hire ki dal se sote
raam teri ganga mali ho gayi, papiyo ke paap dhote dhote
raam teri ganga mali ho gayi, papiyo ke paap dhote dhote
har har gange, har har gange
har har gange, har har gange
har har gange, har har gange
sun sahiba sun pyaar ki dhun
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
koi haseena kadam pehle badhaati nahin
majboori dil se na ho to paas aati nahi
majboori dil se na ho to paas aati nahi
majboori dil se na ho to paas aati nahi
khushi mere dil ko had se zyaada hai
tere sang zindagi bitaane ka iraada hai
o preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh
hote na ishaara to chal doon main saath bhi
hote na ishaara to chal doon main saath bhi
tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi
dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi
ho daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
o mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri
tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri
dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi
aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi
o kar le kabul mujhe hoga bada pun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun
sun sun sahiba sun pyaar ki dhun
ek radha, ek mira dono ne shyam ko chaha
antar kya dono ki chah me bolo
ik prem divani, ik daras divani
ek radha, ek mira
ek radha, ek mira dono ne shyam ko chaha
antar kya dono ki chah me bolo
ik prem divani, ik daras divani
radha ne madhuban me dhundha, mira ne man me paya
radha jise kho baithi vo, govind aur daras dikhaya
ek murali ek payal, ek pagali, ek ghayal
antar kya dono ki prit me bolo
antar kya dono ki prit me bolo
ek surat lubhani, ek murat lubhani
ek surat lubhani, ek murat lubhani
ik prem divani, ik daras divani
mira ke prabhu giridhar nagar, radha ke manamohan
mira ke prabhu giridhar nagar, radha ke manamohan
radha din shrigar kare aur mira ban gayi jogan
ek rani ek dasi, dono hari prem ki pyasi
antar kya dono ki tripti me bolo
antar kya dono ki tripti me bolo
ek jit na mani, ek har na mani
ek jit na mani, ek har na mani
ik prem divani, ik daras divani
ik prem divani, ik daras divani
ek radha, ek mira
ek radha, ek mira dono ne shyam ko chaha
antar kya dono ki chah me bolo
antar kya dono ki chah me bolo
ik prem divani, ik daras divani
ik prem divani, ik daras divani
tujhe bulaye ye meri bahe na aisi ganga kahi milegi
mai tera jiwan mai teri kismat ke tujhko mukti yahi milegi
mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai
mere hi pas tujhe aana hai tere hi sath mujhe jana hai
ganga ye teri hai fir kaisi deri hai
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
pahadiyo ki bulandiyo se, kabhi kinaro ke darmya
kabhi najar se kabhi juba se, tujhe pukara kaha kaha se
tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai
tu jiski khoj me aaya wo jisne tujhko bulaya hai
parwat ke piche hai jharne ke niche hai
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu
kohre ki chadar lapete hu, pani me khud ko samete hu
baho me ghere me man ke basere me
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
suno to ganga ye kya sunaye ke mere tat par wo log aaye
jinhone aise niyam banaye ke pran jaye par vachan na jaye
vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai
vaade pe tere bharosa hai, main janti hu tu mera hai
jab tak na aayega dil mera gaayega
aaja re aaja re ab aa bhi ja
tu aa bhi ja o ho ho aa bhi ja
o sayiba, o sayiba, o sayiba
husn pahado ka o sahiba husn pahado ka
kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka
kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka
ye suhani hai meri ja rut ye suhani hai
ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai
ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai
tum pardeshi kidhar se aaye
aate hi mere man me shamaye
karu kya hatho se man mitwa jaye
karu kya hatho se man mitwa jaye
chote chore jharne hai ke jharno ka pani chuke kuch wade karne hai
jharne to bahte hai kasam le pahado ki jo kayam rahte hai
khile khile phulo se bhari bhari wadi
rat hi rat me kisne saja di
lagta hai jaise yaha apni ho shadi
lagta hai jaise yaha apni ho shadi
kya gul bute hai pahado me ye kahte hai pardesi to jhuthe hai
hath hai hatho me ke rasta kat hi gaya in pyar ki baato me
dunia ye gati hai suno ji dunia ye gati hai
ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai
ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai