People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Husn Pahadon Ka
Lyricist: Ravindra Jain
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ram-Teri-Ganga-Maili/Husn-Pahadon-Ka/OCRaWzhich4
Video:
husn pahado ka o sahiba husn pahado ka
kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka
kya kahna ke baro mahine yaha mausam jado ka
ye suhani hai meri ja rut ye suhani hai
ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai
ke sardi se dar kaisa sang garam jawani hai

tum pardeshi kidhar se aaye
aate hi mere man me shamaye
karu kya hatho se man mitwa jaye
karu kya hatho se man mitwa jaye
chote chore jharne hai ke jharno ka pani chuke kuch wade karne hai
jharne to bahte hai kasam le pahado ki jo kayam rahte hai

khile khile phulo se bhari bhari wadi
rat hi rat me kisne saja di
lagta hai jaise yaha apni ho shadi
lagta hai jaise yaha apni ho shadi
kya gul bute hai pahado me ye kahte hai pardesi to jhuthe hai
hath hai hatho me ke rasta kat hi gaya in pyar ki baato me
dunia ye gati hai suno ji dunia ye gati hai
ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai
ke pyar se rasta to kya jindagi kat jati hai