umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
nain mere kaatil to zaalim adayen
chaal meri aise ki hosh ud jaye
rang gora gora gulabi gulabi
jisko bhi chahe bana de sharabi
jaanewafa aankh mila jaanewafa aankh mila
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
pyar bhare mausm ke chanchal ishaare
laut ke na aayenge fir ye nazare
raat bhi jawan hai sama bhi suhana
aaj bairi mujhse na nazre churana
raat dhale dour chale raat dhale dour chale
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
chand sa hai mukhda suhana suhana
pyar mere bas me bas me zamana
rang bhare sapno me halchal macha de
jaam koi masti ka bhar ke pila de
kahne lagi dil ki pari kahne lagi dil ki pari
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
dekhiye aap hume dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
aap bhi mere khayalo me na aaya kije
aap bhi mere khayalo me na aaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
aankho hi aankho me aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
dil me khamosh sa tufaan uttha dete ho
is tarah se na is tarah se na meri duniya pe chaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
ye damkata hua ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
nashe me dubi huyi haaye ye bojhil palke
aap aise na aap aise na mere hosh udaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije