phir aankh se aansu barse phir chhai ghata ghanghor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
phir aankh se aansu barse phir chhai ghata ghanghor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
na kisi ko taras hi aaya na kisi ko aayi laz logo ne hanskar dekha
ek tamasha aaj lo aasman me kat gayi lo aasman me kat gayi
phir ek patang ki dor likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
phir ek aangan ki chaw ban gayi parwat ki dhup
phir ek ganga ki mauj ne badla madira ka rup
phir ek panghat ki rani phir ek panghat ki rani
chalti marghat ki aur likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
kat jaye udd kar panchi jiske na par na baal
or charo taraf shikari baithe failaye jaal
is choro ki nagri me is choro ki nagri me har koi rup ka chor
likhne walo se kahdo likhe ek kahani or phir aankh se anu barse
phir chhai ghanta ghanghor likhne walo se kahdo likhe ek kahani or
ja re ja maine tujhe
ha ja re ja maine tujhe jaan liya re
jaan liya jaan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
jaan liya pahchan liya re
jaan liya pahchan liya re
ja re ja ha ja re ja
ja re ja maine tujhe jaan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
tham ke dil jo khud hi aahe bharega
aahe bharega aahe bharega
ha ha ha aahe bharega
tham ke dil jo khud hi aahe bharega
meri dawa bhala wo khak karega
sar pe yuhi ahsan liya re
sar pe yuhi ahsan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
jaan liya pahchan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
mandir na dekha sabne murat hi dekhi
dil na kisi ne dekha surat hi dekhi
mandir na dekha sabne murat hi dekhi
dil na kisi ne dekha surat hi dekhi
tera bhi maine imtihan liya re
tera bhi maine imtihan liya re
ja re ja maine utjhe jaan liya re
jaan liya pahchan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
ja re ja maine tujhe jaan liya re
ho mere chehre ki taraf dekhe na mere meharba
ho mere chehre ki taraf dekhe na mere meharba
meri payal se sune bas mere dil ki dastaa
lal chunariya odh ke dil ke tukde jod ke
lal chunariya odh ke dil ke tukde jod ke
laz sharam ko chhod ke sab janjire tod ke
ghunghru bandh liye ki ghunghru bandh liye
lal chunariya odh ke dil ke tukde jod ke
laz saram ko chhod ke sab janjire tod ke
ghunghru bandh liye ki ghunghru bandh liye
mai nachungi aaj se mai mar jaungi laz se
mai nachungi nachungi mai nachungi mai nachungi
aaj se mar jaungi laz se
mai nachungi aaj se mai mar jaungi laz se
pahre jab gaye tut to kismat jab gayi ruth to
pahre jab gaye tut to kismat jab gayi ruth to
sathi sab gaye chhut sab sach ban gaye juth
ghunghru bandh liye ki ghunghru bandh liye
dil ka sauda kar liya khali daman bhar liya
dil ka sauda o sauda dil ka sauda kar liya
khali daman bhar liya dil ka sauda kar liya
khali daman bhar liya ye mahfil ki raat hai
daulat ki barsat hai ye mahfil ki raat hai
daulat ki barsat hai nagmo ki barat hai
ab gam ki kya baat hai
lal chunariya odh ke dil ke tukde jod ke
laz saram ko chhod ke sab janjire tod ke
ghunghru bandh liye ki ghunghru bandh liye
hum dono ne dekha tha ek sapna
kahi pe chhota sa ek ghar tha apna
angan me utari thi chandani rate
hum baithe karte the pyar ki bate
wo bate wo raate bhul jaye hum
to hame yaad dilana ha bhul an jana
na tumse hui na hamse hui
na tumse na hui na hamse hui
dono se mohabbat ho na saki
dono se mohabbat ho na saki
na tumse hui na hamse hui
na tumse hui na hamse hui
tumse bhi ye sikwa ho na saka
humse bhi sikayat ho na saki
hamse bhi sikayat ho na saki
na tha aisa irada kiya tha hamne wada
magar takdir hai ye koi janjir hai ye
ise ham tod dete jamana chhod dete
magar jina pada hai jahar pina pada hai
kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye
chalo insaf kar de khataye maf kar de
ho tumse bhi sarafat ho na saki
tumse bhi sarafat ho na saki
humse bhi sarafat ho na saki
humse bhi sarafat ho na saki
na tumse hui na hamse hui
na tumse hui na hamse hui
dono se mohabbat ho na saki
dono se mohabbat ho na saki
falak jo kam dede jise jo nam dede
bdal deta nahi wo sambhal sakta nahi wo
hamara nam kya hai hamra kam kya hai
wahi karna padega yuhi marna padega
sarifo me hamara nahi hoga gujara
luti ulfat hamari gayi izzat hamari
tumse bhi hifazat ho na saki
tumse bhi hifazat ho na saki
humse bhi hifazat ho na saki
humse bhi hifazat ho na saki
na tumse hui na hamse hui
na tumse na hui na hamse hui
dono se mohabbat ho na saki
dono se mohabbat ho na saki
aasama pe chandani ka ek dariya bah raha tha
ha to main kya kah raha tha
ha to main kya kah raha tha
kah rahe the tum hasina ishq me mushkil hai jeena
ha mujhe ab yaad aaya
jab se maine dil lagaya
aaj ,aaj kaun sa din hai
shukrawar hai
waqt yuhi ja raha hai thahro koi aa raha hai
koi musafir hai apne raste ja raha hai
tauba main to dar gaya tha
ha to main kya kah raha tha
ha to main kya kah raha tha
kah rahe the tum kahani jab se aayi hai jawani
ab suno tum baat aage jab se ye aamaan jage
aaj kaun si tarikh hai
aaj chhabbis tarikh hai
pyar sapne bun raha hai
dekho koi sun raha hai
mali hai, baag se kaliya chun raha hai
main to dhokha kha gaya tha
ha to main kya kah raha tha
yaad karte ye fasana tum mujhe mat bhul jana
kya diwana hu main koi
jab se meri nind khoi
are ha ye kaun sa mahina hai
january, rut suhani jhumti hai
ye police kyu ghumti hai
are baba tumhe nahi kisi chor ko dhundhti hai
darde furqat sah rahe the
ha to tum kya kah rahe the
ha to tum kya kah rahe the
jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
ek chor nikalta hai kaali si sadak pe ye avaz aati hai
chor-chor, chor-chor, chor-chor, chor-chor
shahro ki galiyo me jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
ek chor nikalta hai kaali si sadak pe ye avaz aati hai
chor-chor, chor-chor, chor-chor, chor-chor
shahro ki galiyo me jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
log band kamaro me, chain se jab sote hai
log band kamaro me, chain se jab sote hai
ye jagata hai sari rat bhagata hai
tale tute hote hai, jab savera hota hai, ya
jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
sunlo pahredaro hosh me rahna yaro
sunlo pahredaro hosh me rahna yaro
sath ghumti hai nagin rat jhumti hai
albela mastana wo sabera hota hai ya
jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
ek chor nikalta hai kaali si sadak pe ye avaz aati hai
chor-chor, chor-chor, chor-chor, chor-chor
shahro ki galiyo me jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
mai ek chor tu meri rani mai ek chor tu meri rani
chori chori le chala mai tumako tumse hi churake
mai ek chor tu meri rani mai ek chor
tu mera raja mai teri rani tu mera raja mai teri rani
chal padi mai sath tere sari duniya ko bhulake
tu mera raja mai teri rani tu mera raja mai teri rani
ham dono ne dekha hai ek sapna
kahi pe chota sa ek ghar hai apna
ham dono ne dekha hai ek sapna
kahi pe chota sa ek ghar hai apna
aangan me utari hai chandani rate
ham baithe karte hai prem ki bate
ye bate, ye rate bhul jaye ham
to hame yad dilana, ho bhul na jana
mai ek chor tu meri rani mai ek chor tu meri rani
chori chori le chala mai tumako tumse hi churake
mai ek chor tu meri rani mai ek chor
kismat ne to hamko dukh hi baate
apne raste me bikharaye kaate
kismat ne to hamko dukh hi baate
apne raste me bikharaye kaate
ho, hamne sajai pyar se apni galiya
kaate chun chun ke bikharai kaliya
ye kaliya ye galiya bhul jaye ham
to hame yaad dilana, ho, bhul na jana
tu mera raja mai teri rani tu mera raja mai teri rani
chal padi mai sath tere sari duniya ko bhulake
tu mera raja
mai ek chor tu meri rani mai ek chor tu meri rani
chori chori le chala mai tumako tumse hi churake
mai ek chor tu meri rani mai ek chor
tu mera raja tu meri rani, tu mera raja tu meri rani