jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
ek chor nikalta hai kaali si sadak pe ye avaz aati hai
chor-chor, chor-chor, chor-chor, chor-chor
shahro ki galiyo me jab andhera hota hai aadhi rat ke bad

log band kamaro me, chain se jab sote hai

ye jagata hai sari rat bhagata hai
tale tute hote hai, jab savera hota hai, ya
jab andhera hota hai aadhi rat ke bad
sunlo pahredaro hosh me rahna yaro
sunlo pahredaro hosh me rahna yaro
sath ghumti hai nagin rat jhumti hai
albela mastana wo sabera hota hai ya