maar na sakta koi re jisko rakhe ram
jisko rakhe ram usko darne ka kya kam
usko darne ka kya kam jai jai ram jai jai ram
jai jai ram jai jai ram
bam bhola nath bam bhola
kaha gaye tum are dhund rahe hum
kaha gaye tum are dhund rahe hum
chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak
chale aao bedhadak dhund rahe ham are bhaktn
fuk de shankh fuk de shankh
are laga ke jara dum bam bam
kaha gaye tum are dhund rahe hum
chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak
dhund rahe hum
khoj fira mai dunia sari khoj fira mai dunia sari
mili na aankho ki jyot hamari
kaisi chinta o sansari
madhav ki patni kare rakhwari
madhav ki patni kare rakhwari
idhar udhar kyu bhatak rahe ho bhakto ka ye dham
karlo kuch aaram yaha tum
karlo kuch aaram yaha tum
yahi milenge ram ho yahi milenge ram
sita ram sita ram sita ram sita ram
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
ho rahi ho ho rahi ho
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
o gadi wale dekh gali ke khadke gali re chalaye
najuk najuk dil hai mera hachke na khaye
jiya hachke na khaye atak atak kyu tu bole
ye to mitha ke hichkole lage halke halke
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
manjil hai kitni dur manjil hai kitni dur janu na haye re
soch ke yahi mera jiya ghabraye re jiya ghabraye re
hone aayi sham hone aayi sham ek na tara chalke
chalna sambhal ke ji sambhal ke chalna
milo ki koso ki tu dekhna duri tu dekhna duri
man me jo aasha teri hogi wo puri hogi wo puri
phir ek bar chalke chalna sambhal ke ji
sambhal ke chalna hoshiyar khabardar
bam bhole nath bam bhola
kaha gaye tum are dhundh rahe ham
kaha gaye tum are dhundh rahe ham
chale aao bedhadak khuli saf hai sadak
chale aao bedhadak dhundh rahe ham
fuk de shankh arey fuk de shankh
zara bhar ke dam bam bam bam bam
kaha gaye tum are dhundh rahe ham
chale aao bedhadak khuli saaf hai sadak
dhundh rahe ham
bojh fira mai dunia sari bojh fira mai dunia sari
mili na aanhko ki jyot hamari kaisi chinta o sansari
madhaw ki patni kare rakhwari
madhaw ki patni kare rakhwari
idhar udhar kyu bhatak rahe ho
bhakto ka ye dham karlo kuch aaram yaha tum
karlo kuch aaram yaha tum yahi milenge ram
ho yahi milenge ram sita ram sita ram sita ram sita ram
dil jo de dungi raja nikal ke
dil jo de dungi raja nikal ke
rakhoge kya tum sambhal ke
jabse dekha tujhe mai teri hui
jabse dekha tujhe mai teri hui
haye galti yahi bas meri hui
haye galti yahi bas meri hui
haye teri hui teri hui teri hui
na socha na samjha na dekha na bhala
apne hi hatho se dil ko nikala
isme mere tum aaoge najar tum waha se
ke tukde hue haye gaya na sambhala
samjhoge tum bhi ke hum kitne bhole
khud jalaye mohabbat ke shole
apni hi najro se najre bachake
apni hi najro se najre bachake
laga in inki ghar se banale
apne hi hatho chhubhole sui
haye teri hui teri hui teri hui
o maa o maa na bolegi na bolegi
ab tere lakh bulaye na bolegi na bolegi
ab na uthega hath ki jisne jhule jhulaye
ab na khulegi aanhk bhi jisme
sada najar tu aaye fir na mile wo dudh
bhale tu lahk janam le aaye na bolegi na bolegi
ab tere lakh bulaye na bolegi
kaise daha triya hokar kaise chita jalayi jaye
mana lohe ki diware lekin na ghabraye
aasu bhi ganga jamuna the tan ko tu nahlaye
phir dhire se dharti maa ki
god me maa ko sulaye aag jalaye
jalte dilo ke sholo se chita jalaye
na bolegi na bolegi ab tere lakh bulaye na bolegi
o jane jigar dekho idhar o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi
chahti hu tujhko nigaho se bandh lu
chahti hu tujhko nigaho se bandh lu
chaho se bandh lu aaho se badh lu
or dil ke pas lekar or dil ke pas lekar hotho se bandh le
wo kuch kahe mai kuch kahu o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi
kaise jaoge bachke bachke raja bachke raja
kaise jaoge bachke raja ho kaise jaoge bachke phulo ke har palu
raz raz ke pyar mangu phulo ke ban maru kas kas ke
kaise jaoge bachke maine sikhi machhli pakadni
teer najar ke jan se jaoge tum kaise nikal ke mera naino ke jal se
ye naino ka jal maine tumpe dala tu hai bhola bhala
tu hai bhola bhala re tu hai bhola bhala
tujhko na paya apna banaya na de dungi jan raja hans hans na
kaise jaoge bachke pushp ko sambhal ke arzu ka taj le
aa rahi hai jhumti ek pari dulhan bani pushp ko sambhal ke
arzu ka taj le geet gao bahar ke preet ke pyar ke
aapas me ek ho dil mile ha o aaj do badal intzar ke
o jane jigar dekho idhar o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi
rain bhai so ja re panchhi
rain bhai so ja re panchhi
bhor bhai ud jana hain
aaj to so le sukh ki nindiya
aaj to so le sukh ki nindiya
kal kahi aur thikana hain
rain bhai so ja re panchhi
bhor bhai ud jana hain
rain bhai so ja re panchhi
samjh aa re, jivan ki bhasha
samjh aa re, jivan ki bhasha
aasha me bhi chhipi nirasha
aasha me bhi chhipi nirasha
jivan bhar ka rona hain
aur pal bhar ka muhkana hain
rain bhai so ja re panchhi
rain bhai so ja re panchhi
is nagari ki reet hain jhuthi
meet hain jutha pret hain jhuthi
is nagari ki reet hain jhuthi
meet hain jutha pret hain jhuthi
laut ke panchhi is nagari me
laut ke panchhi is nagari me
tujhko kabhi na aana hain
tujhko kabhi na aana hain
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
sune sune raste akele hum tum
sune sune raste akele hum tum
baje mori payal chhamak chham chham
baje mori payal chhamak chham chham
kahna na mane mere dil ke ishare
mere dil ke ishare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
kali kali ghume wo sath sajan
kali kali ghume wo sath sajan
lagi more man me jalan tan tan
lagi more man me jalan tan tan
dekhe na jaye mose rangin najare
piya rangin najare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
aaja ho aaja ke dil mera tujhko pukare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
bhigi bhigi chandani me chup chup tare
aisi julmi najariya se dekho nahi raja
maine pyar kiya koi chori nahi
maine pyar kiya ho koi chori nahi
aisi julmi najariya se dekho nahi raja
maine pyar kiya koi chori nahi
maine pyar kiya ho koi chori nahi
nind na aaye chain na aaye jab se lage naina
ho nind na aaye chain na aaye jab se lage naina
jagti aankhe sapne dekhu mai tore din raina
kabhi dil ki nagariya me piya more aaja
maine pyar kiya ho koi chori nahi
maine pyar kiya ho koi chori nahi
chamke jab aakash pe chanda chanchal man ho jaye
chamke jab aakash pe chanda chanchal man ho jaye
sar se dhalke aachal mora yad teri tadpaye
mere naino me sapno ki galiyo se aaja
maine pyar kiya ho koi chori nahi
maine pyar kiya ho koi chori nahi
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takra lo
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takra lo
bhala ye koi bat hai kisi ko dil de aana
bhala ye koi bat hai kisi ko dil de aana
koi jo dekhe pyar se jale na kyu parwana
koi jo dekhe pyar se jale na kyu parwana
sine me halchal hai koi shola bhadkalo
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takralo
bada suhana ye shama machal gaya dil apna
bada suhana ye shama machal gaya dil apna
abhi to din hai ladli abhi na dekho sapna
abhi to din hai ladli abhi na dekho sapna
sapno ke ye jugnu apne dil me chamkalo
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takralo
hame bhi kuch to boliye kiya ye kisne jadu
hame bhi kuch to boliye kiya ye kisne jadu
huyi kuch aisi dillagi raha na dil pe kabu
huyi kuch aisi dillagi raha na dil pe kabu
chhayi hai khamoshi dil ka sauda kar dalo
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takralo
chala na jaye dil hatho se kahi najar na dalo
bada maja hai takrane me kisi se dil takralo
do do aane chaku char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
do do aane chaku char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
dekhe tere chaku dekhi teri katari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
aaj sauda karle pyare kal warna pachtayega
aaj sauda karle pyare kal warna pachtayega
is saude se baz aaya main dil ka khun ho jayega
chaku se bhi tej hai jalim najar teri do dhari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
do do aane chaku char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
bachpan se is dil ko hamne nazo se hai pala
bachpan se is dil ko hamne nazo se hai pala
kaid tera duniya ki isko laga diya kyu tala
haldi papad chuhe jaise bano na tum vyapari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
dekhe tere chaku dekhi teri katari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari
jitna tum inkar karoge utna hi dil aayega
jitna tum inkar karoge utna hi dil aayega
dil ki bato me jo aaya jite ji mar jayega
shiri or farhad ke dil ko yahi to thi bimari
do do aane chak char aane katari
dil ke badle dete hai hum dil ki duniya sari
dil ka sauda nahi karenge hamko jan hai pyari