o jane jigar dekho idhar o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi
chahti hu tujhko nigaho se bandh lu
chahti hu tujhko nigaho se bandh lu
chaho se bandh lu aaho se badh lu
or dil ke pas lekar or dil ke pas lekar hotho se bandh le
wo kuch kahe mai kuch kahu o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi
kaise jaoge bachke bachke raja bachke raja
kaise jaoge bachke raja ho kaise jaoge bachke phulo ke har palu
raz raz ke pyar mangu phulo ke ban maru kas kas ke
kaise jaoge bachke maine sikhi machhli pakadni
teer najar ke jan se jaoge tum kaise nikal ke mera naino ke jal se
ye naino ka jal maine tumpe dala tu hai bhola bhala
tu hai bhola bhala re tu hai bhola bhala
tujhko na paya apna banaya na de dungi jan raja hans hans na
kaise jaoge bachke pushp ko sambhal ke arzu ka taj le
aa rahi hai jhumti ek pari dulhan bani pushp ko sambhal ke
arzu ka taj le geet gao bahar ke preet ke pyar ke
aapas me ek ho dil mile ha o aaj do badal intzar ke
o jane jigar dekho idhar o jane jigar jara dekho idhar
meri najar kya kah rahi o jane jigar dekho idhar
o jane jigar jara dekho idhar meri najar kya kah rahi