gajbhar ka ghunghat nikaal meri rani
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
aankho ko apni sambhal mere raja
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
premi ke dil ko tum jo kharidon
bolu mai iski nilaami ho bolu mai iski nilaami
aashiq bane ho itna to sacho
sab se buri hai gulami
badlo zara apni chaal mere raja
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
gajbhar ka ghunghat nikaal meri rani
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
tumko jo chodu muh ko jo modu
kya haal hoga tumhara o o kya haal hoga tumhara
ham to hai sadhu dil par hai kaabu
kar lenge tum bin gujara
ham to hai sadhu dil par hai kaabu
kar lenge tum bin gujara
bhulenge tera khyaal meri rani
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
aankho ko apni sambhal mere raja
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
duniya me aisa dekh tamasha
billi ko chuhe draaye ho billi ko chuhe draaye
kalyug ki saari baate hai nyari
sher ki gidad sataaye
ye hai zamaane ka haal mere raja
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
gajbhar ka ghunghat nikaal meri rani
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
aankho ko apni sambhal mere raja
zamaana bura hai o o o zamaana bura hai
o o o zamaana bura hai
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
kahte hai pyaar jisko itana sa hai fasana
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
kahte hai pyaar jisko itana sa hai fasana
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
o o o o o o
hai nind me sitare, hai nind me sitare
aur raat so chuki hai
najare utha ke dekho sapno me kho chuki hai
najare utha ke dekho sapno me kho chuki hai
ho ho ho ho
chnda ki chandani me duba hua jamana
kahte hai pyaar jisko itana sa hai fasana
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
o o o o o o
masti me hai baharen, masti me hai baharen
mausam gurur ka hai
main bhi inhi me aayi sab kuchh hujur ka hai
main bhi inhi me aayi sab kuchh hujur ka hai
ho ho ho ho
gulshan luta raha hai kaliyon bhara kahjana
kahte hai pyaar jisko itana sa hai fasana
bulbul ka chahchahana phulo ka muskurana
kate na kaid me gujre na aashiyane me
raha na koi thikana mera zamane me
haye re zamane haye haye re zamane
haye re zamane haye haye re zamane
sun dard bhare afsane
sun dard bhare afsane
haye haye re zamane haye haye re zamane
haye re zamane haye haye re zamane
armano ka taaj saja ke
man ke tute taar baja ke
armano ka taaj saja ke
man ke tute taar baja ke
hum geet lage hai gane
hum geet lage hai gane
haye haye re zamane haye haye re zamane
haye re zamane haye haye re zamane
chin gaya mujhse jiwan mera
lut gaya baste baste dera
chin gaya mujhse jiwan mera
lut gaya baste baste dera
mera haal koi kya jane
mera haal koi kya jane
haye haye re zamane haye haye re zamane
haye re zamane haye haye re zamane
ujade chaman ke hal par tota laga rone
are kahne laga kab jayegi shaitan ki toli
aansu paro me pochh ke maina yahi boli
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aana jarur aana
aana huzur aana
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aana jarur aana
aana huzur aana
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aana jarur aana
aana huzur aana
maza to ye hai raja dariya kinare dera
hum apne karwa me ghar ghar lagaye phera
banjare hue to kya hamko khyaal tera
banjare hue to kya hamko khyaal tera
tum bhi to aake kabhi ise jarur khana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
matlab to ye hai raja dawat jamegi apni
milke padosiyo se jhaki tanegi apni
jamke thanegi apni kismat banegi apni
jamke thanegi apni kismat banegi apni
apne aana to aana auro ko sath lana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
mithi narangi lena lena anardana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
mansa to ye raja bigdi banaye jamke
ji bigdi banaye jamke
ho bigdi banaye jamke
o chidiyo ki toliyo pe aji goli chalaye jamke
ji goli chalaye jamke
ho goli chalaye jamke
dariya me jaal dale or machhli fasaye jamke
aji tarkari katne ko
tarkari katne ko chakku katar lana
mere ghar ke pichwade aaja jarur aana
aana huzur aana
tut gaye sab sath sahare
arman ban kar aashk hamare
bahte bahte bah jayenge
chupke chupke ro ro ke hum
haule haule ulfat ke gum
sahte sahte sah jayenge
tut gaye sab sath sahare
arman banke aashk hamare
pyar ko samjhe khel khilona
pyar ko samjhe khel khilona
haye hamne ye na jana
haye hamne ye na jana
aa jayegi sham muskil me
dil ke arman dil hi dil me
rahte rahte rah jayenge
tut gaye sab sath sahare
arman banke aashk hamare
bahte bahte bah jayenge
aahe bharte rote rote
aahe bharte rote rote
ashko se muh dhote dhote
ashko se muh dhote dhote
ab to dil me hai ye thani
jag ko apni ram kahani
kahte kahte kah jayenge
tut gaye sab sath sahare
arman bankar ashk hamare
bahte bahte bah jayenge