udi udi jaye
udi udi jaye
dil ki patang dekho
udi udi jaye
udi udi jaye
udi udi jaye
dil ki patang dekho
udi udi jaye
kehne ko toh khel hai
ye tera mera sanjha
par mera dil hai patang
aur teri nazar manjha
manjhe se lipti ye patang
judi judi jaaye
udi udi jaye
udi udi jaye
dil ki patang dekho
udi udi jaye
do dil ude do dil ude
unche aasmaano mein jude
mujhe kab tha pata iska
tere prem ka iktaara
mann mein yun pal pal baajega
mujhe kab thi khabar iski
mere mann ke sinhasan par tu
sada ko yun tu birajega
koi bhi kathinayi ho ya koi ho majburi
teri meri ek bhi pal hove nahi doori
manjhe se lipti ye patang
judi judi jaye
udi udi jaye
udi udi jaye
dil ki patang dekho
udi udi jaye
ye jo patang hai
tere hi sang hai
teri hi aur dekh
mudi mudi jaye
do dil ude do dil ude
unche aasmaano mein jude
do dil ude do dil ude
unche aasmaano mein jude
udi udi jaye
saanson ke kisi ek mod par
mili thi tu zindagi
meri dost ban ke
chal diya teri baat maan kar
tera haath thaam kar
tujhe saathi chun ke
main kis manzil ka raahi hoon
tu kin raahon pe laayi hai
samajh paaun na main tujhko
naa tu mujhko
jo na-manzoor hai mujhko
wahi manzoor hai tujhko
samajh paaun na main tujhko
naa tu mujhko
jo le liya tha tune faisla
zameen pe aasmaan mein rakh diya
main chhanw mein lapete dhoop ko
kaha jo tune kehna kar diya
chala main apni manzil ko
ja tu bhi laut ja ghar ko
samajh paaun naa main tujhko
naa tu mujhko
jo na manzoor hai mujhko
wahi manzoor hai tujhko
samajh paaun naa main tujhko
naa tu mujhko
andaaz tere baanke na jaanu hai kahaan ke
andaaz tere baanke na jaanu hai kahaan ke
aaj bhi nayi lage teri har adaa
chhalka chhalka jo husn tera
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
tu kya hai aur kya dekhe
koi tujhse hi ye seekhe
dil mein kya hai tere mujhe hai pataa
dhalka dhalka jo aanchal mera
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
ho ho tum jo kehti ho
ho meri tum sirf meri ho
to mera man jhoom jaata hai
mera man jhoom jhoom jhoom jaata hai
ho ho tum jo kahti ho
mere hi tum banke rahte ho
to mera manngeet gaata hai
mera man geet koi geet gaata hai
hmm andaaz tere baanke
na jaanu hai kahaan ke
aaj bhi nayi lage teri har adaa
chhalka chhalka jo husn tera
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
baatein adhoori hongi poori
ab na rahegi koi doori baat maan le
main mulaazim hoon tera itna jaan le
ho jaane na doongi
aur tumhe tadpaane na doongi
jaanke anjaan kyun bane
saiba pyar se hi baat ye bane
mere dil mein tu hi tu hai
aisa tera jaadu hai
meri saanson mein ghula naam hai tera
dhalka dhalka jo aanchal mera
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
halka halka hai mujhe tera nasha
hey ghummar ghammar maru valonu gaaje
ghammar ghammar maru valonu gaaje
shyam aavi ne mari matuki fode
hey shyam aavi ne mari matuki fode
jamuna ne kanthe hu to murli vagadu
jamuna ne kanthe hu to morli vagadu
morli vagadi thara dalna rijaaun
morli vagadi thara dalna rijaaun
hey vagi vagi morli ne bhuli hu to bhan
hey vagi morli ne bhuli hu to bhan
vagi morli ne bhuli hu to bhan
shyam aavi ne mari matuki fode
maara shyam aavi ne mari matuki fode
chaar panch govadiya tode vadine
chaar panch govadiya tode vadine
ek bija ne kandhe chadhi ne
ek bija ne kandhe chadhi ne
hey matuki ma morli mare maro shyam
hey matuki ma morli mare maro shyam
matuki ma morli mare maro shyam
shyam aavi ne mari matuki fode
hey mara shyam aavi ne mari matuki fode
hey ghummar ghammar maru valonu gaaje
ghammar ghammara maru valonu gaaje
shyam aavi ne mari matuki fode
hey mara shyam aavi ne mari matuki fode
shyam aavi ne mari matuki fode
hey mara shyam aavi ne mari matuki fode
shyam aavi ne mari matuki fode
hey mara shyam aavi ne mari matuki fode
shyam aavi ne mari matuki fode
hey mara shyam aavi ne mari matuki fode
zara dhyan se suno
ainu naam che raees
akkhi duniya mein yeh
ek single piece single piece
arey pyar se pukaaro toh
jaan bhi lutaa de
par shaanpatti thoka toh
woh sabse tedhi cheez
raees raees raees
heilo haalaro hulle hulaare ho
heilo haalaro hulle hulaare ho
heilo haalaro hulle hulaare ho
miyan bhai ka hai daring
aur hai baniye ka dimaag
bheje mein hai total thandak
iske seene mein hai aag
chaahe achcha ho ya ganda
hai imaano dharam dhandha
apna dhandha hi hai isko sabse azeez
raees raees raees
ainu naam che raees
ainu naam che raees
akkhi duniya mein yeh
ek single piece single piece
heilo haalaro hulle hulaare ho
heilo haalaro hulle hulaare ho
ainu naam che raees
ainu naam che raees
ainu naam
ainu naam che raees
ainu naam che raees
akkhi duniya mein yeh
ek single piece single piece
heilo haalaro hulle hulaare ho
heilo haalaro hulle hulaare ho
aaj idhar aaj udhar
zindagi hai ek safar
kaanch ki botal mein base
mere khwaabon ka shahar
thod khun hai thoda safar
thoda duaaon ka asar
aur behisab jigar
phir kis baat ka darr
farzi duniya hai farzi
tedhi jab kar di
ungli to seedhi chali
marzi apni marzi
jab hoti gardi
kismat gale lagi
dhingana dhingana
dhandhe ka dhingana
dhingana dhingana
dhandhe ka dhingana
banda na tera ruke
na ruke ruke
karza karam ka chuke
haan chuke chuke
itna reham kar khuda
ho mere khuda
dil na kisi ka dukhe
naa dukhe dukhe
saari duniya daari
apna maane
maane bas dil jo kahe
baari apni baari
aake rahegi
jaan rahe ya na rahe
dhingana dhingana
dhandhe ka dhingana
dhingana dhingana
dhandhe ka dhingana
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya use tadpana o zaalima o zaalima
jo tere ishq mein behka pehle se hi
kya usey behkana o zaalima o zaalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
jo tere ishq mein behka pehle se hi
kya usey behkana o zaalima o zaalima
aankhen marhaba baatein marhaba
main sau martaba deewana huaa
mera na raha jab se dil mera
tere husn ka nishana hua
jiski har dhadkan tu ho aise
dil ko kya dhadkana o zaalima o zalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
saanson mein teri nazdeeqiyon ka
itrr tu ghol de ghol de
main hi kyun ishq zaahir karun
tu bhi kabhi bol de bol de
saanson mein teri nazdeeqiyon ka
itrr tu ghol de ghol de
main hi kyun ishq zaahir karun
tu bhi kabhi bol de bol de
leke jaan hi jaayega meri
qaatil har tera bahana hua
tujhse hi shuru tujhpe hi khatam
mere pyaar ka fasana hua
tu shamma hai toh yaad rakhna
main bhi hoon parwaana o zaalima o zaalima
jo teri khatir tadpe pehle se hi
kya usey tadpana o zaalima o zaalima
didaar tera milne ke baad hi
chhute meri angdaai
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
kyun iss tarah se duniya jahan mein
karta hai meri ruswaai
tera qusoor aur zaalima main kehlayi
didaar tera milne ke baad hi
chhute meri angdaai
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi