dil de diya usi ko dil ki juba na samjhe
jo dil ko dil na jane or jan ko jan na samjhe
o bepeer na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
kahe tere sang jodi dil ki takdir jalma na jane
na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
preet laga ke tose bade dukh paye
phulo ke dhokhe me kante uthaye
baithi hu mai fir bhi dil se lagaye
abhi teri hi tasvir balma
na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
kahe tere sang jodi dil ki takdir jalma na jane
na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
sapno me baithi thi doli saja ke
sapno me baithi thi doli saja ke
hatho me aasha ki mehendi racha ke
socha na tha aise jaoge mita ke
pani pe jaise ho lakir balma
na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
kahe tere sang jodi dil ki takdir jalma na jane
na jane phir dil ki bepir balma
na jane phir dil ki bepir balma
o o, o sang dil hasina
mathe pe kyo psina patthar bhi pighate hai
dekha na tha ye kabhi na ki
hontho pe inkar thoda thoda
aankho me ikrar thoda thoda
tu mane na mane tujhe bhi to hai
humse pyar thoda thoda ha
hontho pe inkar thoda thoda
aankho me ikrar thoda thoda
tu mane na mane tuje bhi to hai
humse pyar thoda thoda
etane bure hum nhi ki
aakhe churao katra ke yu chalo
yu na daman bachao
ek din kisi pe to aayega dil
ek din koi le jayega dil
kar lo humi pe aitbar thoda thoda
hontho pe inkar thoda thoda
aankho me ikrar thoda thoda
tu mane na mane tujhe bhi to hai
hamse pyar thoda thoda
hota jo humse pyar to kyo
sarmate chup chup ke meri jaan
tum milne na aate
milke najar yu hi jukati nhi
ye vo lgi hai jo chhupti nhi
tera bhi dil hai bekrar thoda thoda
hontho pe inkar thoda thoda
aankho me ikrar thoda thoda
tu mane na mane tujhe bhi to hai
humse pyar thoda thoda
milne ki hai aarju to kesi hai ye duri
teri meri dasta rhe na aduri
kab tak akele mera dil jale
tadhapane wale aa lag ja gale
mil jaye hamko krar thoda thoda
hontho pe inkar thoda thoda
aankho me ikrar thoda thoda
tu mane na mane tujhe bhi to hai
humse pyar thoda thoda
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do
mera bhi naam likh do ban jaye yadgar jo
ban jaye yadgar jo aisa paigam likh do
aisa paigam likha do apne naam ke kareeb
mera bhi naam likh do mera bhi nam likh do
ab tak thi ye jindgi gam ki andheri raat me
likhe huye the gam hi gam
kisamt ne mere hath me
aaj aesi hath me koi aaj aesi hath me koi
rang bhari sham likha do apne naam ke kareeb
mera bhi nam likh do mera bhi nam likh do
aashik hajaro or bhi aayege is makam pe
likhege apne naam vo sath hmare naam ke
aaj unhi aashiko ke naam aaj unhi aasiko ke naam
mera slaam likha do apne nam ke kareeb
mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do
ban jaye yaadgar jo ban jaye yaadgar jo
aisa paigam likha do apne naam ke kareeb
mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
jo malum hota ye anjaame ulfat to
dil ko lagane ki jurrat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
jinhe tumne samjha meri bewafai
meri jindagi ki vo majburiya thi
jinhe tumne samjha
hamari mohabbat ka ik imtihan tha
ye do din ki thodi jo duriya thi
jo duriya thi
agar sacchi hoti mohabbat tumhari to
ghabra ke tum yu shikayat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
jo hum pe hai guzri hami jante hai
sitam kaunsa hai nahi jo uthaya
jo hum pe hai guzri
nigaaho mai phir bhi rahe teri surat
har ik sans mai tera paigam aaya
paigam aaya
agar jante tum hi ilzam doge to
bhule se bhi tumko ulfat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
jo malum hota ye anjam-e-ulfat to
dil ko lagane ki jarurat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
jise phul samjha vo hi khaar nikla
teri tarah jutha tera pyar nikala
jise phul samjha
jise phul samjha vo hi khaar nikla
teri tarah jutha tera pyar nikala
tera pyar nikala
jo uth jate pehale hi, aankho se parde to
bhule se bhi hum to ulfat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte
mera dil tha shisha hua chur aisa
ki ab lakh jodo to jud na sakega
mera dil tha shisha
mera dil tha shisha hua chur aisa
ki ab lakh jodo to jud na sakega
juad na sakega
tu pathar ka boot hai, pata ager hota to
dil tutne ki sikayat na karte
agar bewafa tujhko pehchan jate
khuda ki kasam hum mohabbat na karte