dil todne wale bata ke ja dil todne wale bata ke ja
dil todne wale bata ke ja maine tera kya kiya
oye maine tera kya kiya maine tera kya kiya
oye maine tera kya kiya dil todne wale bata ke ja
dil todne wale bata ke ja
ro ro ke maine pukara tujhe
tune choda magar besahara mujhe
ro ro ke maine pukara tujhe
tune choda magar besahara mujhe
mujhko rulake kaha chal diya
dil todne wale bata ke ja dil todne wale bata ke ja
maine tera kya kiya oye maine tera kya kiya
maine tera kya kiya oye maine tera kya kiya
dil todne wale bata ke ja
ye suni rahe andhera shama ye suni rahe andhera shama
ye suni rahe andhera shama is dil ko mai leke jau kaha
is dil ko mai leke jau kaha jau kaha haye jau kaha
dil todne wale bata ke ja dil todne wale bata ke ja
dil todne wale bata ke ja maine tera kya kiya
oye maine tera kya kiya maine tera kya kiya
oye maine tera kya kiya
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama

hu mai raat guzaari
kar ke jaadu mujhape aisa, kar ke jaadu mujhape aisa
tune diya mujhe dard ye kaisa
tune diya mujhe dard ye kaisa
dard ye kaisa ji dard ye kaisa mujhe dard ye kaisa
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari
puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe

shokh nigaahe ji shokh nigaahe teri shokh nigaahe
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari
gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse

pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse
hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
hu mai raat guzari
mud mud hamako dekhata jhuk jhuk nazare phekata saiya anjana
jab jab mausam jhumata rah rah ke kisi ko dhundhata dil ye divana

aankh to sab kuchh kahati hai baat chhupi rahati hai
pa ke ishara maujo ka naav hamesha bahati hai
haule re haule dil mera dole tere sahare ji
haule re haule dil mera dole tere sahare ji
jab jab mausam jhumata rah rah ke kisi ko dhundhata dil ye divana
mud mud hamako dekhata jhuk jhuk nazare phekata saiya anjana
dil jo mera laharata hai pyar kisi ka gata hai
dal ke aankhe aankho me hay koi muskata hai
hamako bulaen kisaki adaye kisake ishare ji
hamako bulaen kisaki adaye kisake ishare ji
mud mud hamako dekhata jhuk jhuk nazare phekata saiya anjana
jab jab mausam jhumata rah rah ke kisi ko dhundhata dil ye divana
aankh kabhi sharmati hai jhulf kabhi balkhati hai
sath me jab tu hota hai chaal hasi ho jaati hai
koi na jane kitne suhane sapne hamare ji
koi na jane kitne suhane sapne hamare ji
jab jab mausam jhumata rah rah ke kisi ko dhundhata dil ye divana
mud mud hamako dekhata jhuk jhuk nazare phekata saiya anjana
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
ghar ghar alakh jaga re
jogiya mere ghar aa re
kanan kundal gale bij sell
kanan kundal gale bij sell
ang bhabhut ramaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
jogiya mere ghar aaye
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
kyu baz rahi payal madumati
chal chale pag pag lehrati
jhum raha jiya bar bar kyu
jhum raha jiya bar bar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
chhed diye mere dil ke tar kyu
main bangali chhokra
karu pyar ko namaskaram
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram

hamre bangla desh me, har gori ke lambe baal
luchhi re padpode dal
loki nachhe laale taal
khaye shudh machchhi dal
khaye gosh shudh khaye gosh
hamre bangla desh me, har gori ke lambe baal
aa aa aa aa
aaj to har bazar me saiya, milta nakli baal
karungi tere baat se solah shringaram
more jau mar jau
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram
main bangali chhokra
karu pyar ko namaskaram
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram
tum jo suno bangali gana
manwa jaye jhum
shokhi go tumaye chamunkda baavo
to jo suno bangali gana
manwa jaye jhum
leke banke naath ki saiyan
machi rut me dhum
ore baba
main hu payal saajna, aur tu jhankaram
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram
main bangali chhokra
karu pyar ko namaskaram
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram
sach puchho to mere dil me, pyar ille ille
o bangali mera hoja, kahti hain miss pille

pappy tujhe pukarti ganguli yaram
ki bole re
mera hoja sajana fir beda param
main bangali chhokra
karu pyar ko namaskaram
main madrashi chhokri, mujhe tumse pyaram
mujhko bar bar
mujhko bar bar yaad na aa bewafa o bewafa
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
haye kya bat tune kahi mai sharabi hu yuhi sahi

aa mere hal par muskura
mujhko bar bar
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
git sunne ko aaye sabhi ko jane na dil ki lagi

khub ga mere dil khub ga
mujhko bar bar
mujhko bar bar yaad na aa bewafa o bewafa
teri mehfil se ab hum chale hai koi jo mujhe tham le

mai gira, mai gira, mai gira
mujhko bar bar
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
maine pi aaj tere liye tuhi sab kuch mere liye

bhul ja apna gam bhul ja
mujhko bar bar
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
mujhko bar bar yaad na aa bewafa, bewafa
is duniya se nirala hu mai jadugar matwala hu

mere git me wo jadu hai pav tere ruk jayenge

chhip chhip hoga dekhne wali
chhip chhip hoga dekhne wali nain tere muskayenge
is duniya se nirala hu mai jadugar matwala hu
is duniya se nirala hu mai jadugar matwala hu
tan rasili gakar tune mera man lehraya re

mai to yahi janu bas itna hi manu
tune jaduwan jagaya re
mai to yahi janu bas itna hi manu
tune jaduwan jagaya re
kaise ruth sakenge tujhse jan ke hum ban jate hai

dekho dekho kaise hum tum
dekho dekho kaise hum tum ruthke phir man jate hai
is duniya se nirala hu mai jadugar matwala hu
is duniya se nirala hu mai jadugar matwala hu
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor

thandi hava naache laharaaye pyaar ki badali dil par chhaaye

jhum ke tan-man mera gaaye haay re aanchal udata jaaye

aanchal udata jaaye
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
baanki ada nayna matvaale chaal nayi andaaz niraale

pyaar ka jaadu dil par daale aankh mila kar nind chura le

nind chura le haay
meri gori rangili chor yun dekhe hamari or
tikhi-tikhi ye nazar jaaye dil me utar kuch haay chale na zor
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
jhume jiya baaje shahanaai raat suhaani sapne laayi

chaand ne hans kar aankh milaayi mast jawani le angadaayi

le angadaai
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
meri gori rangili chor yun dekhe hamari or
tikhi-tikhi ye nazar jaaye dil me utar kuch haay chale na zor
dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
aa aa
mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvara
aashaon ke deep jalake
aashaon ke deep jalake
baithi kabse aankh lagake
baithi kabse aankh lagake aaya pritam pyara
mann mora baanvara, mann mora baanvara
nis din gaaye, geet milan ke
nis din gaaye, geet milan ke
mann mora baanvara, mann mora baanvara
mann mandir me shyam viraje
mann mandir me shyam viraje
chun chun mori payal baje
chun chun mori payal baje kaisa jadu dala
mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvara
mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvar