piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor

thandi hava naache laharaaye pyaar ki badali dil par chhaaye

jhum ke tan-man mera gaaye haay re aanchal udata jaaye

aanchal udata jaaye
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
baanki ada nayna matvaale chaal nayi andaaz niraale

pyaar ka jaadu dil par daale aankh mila kar nind chura le

nind chura le haay
meri gori rangili chor yun dekhe hamari or
tikhi-tikhi ye nazar jaaye dil me utar kuch haay chale na zor
piya main hu patang tu dor main udati chaaro or
mera dil ye jawan rahe bas me kaha jab chhaaye ghata ghanaghor
jhume jiya baaje shahanaai raat suhaani sapne laayi

chaand ne hans kar aankh milaayi mast jawani le angadaayi

le angadaai