Pathar Hai Wo Mujhe Rok Tok
Kehte Hai Log Par Mom Sa Hai Mera Jaanu
Nashtar Hai Wo Yahi Door Door Goonje Phitoor
Par Baadashaah Hai Mera Jaanu
Ho Kadvi Hai Boli Dil Hai Rangoli
Isme Patthar Kyon Log Dekhate Hain
Mujhko To Dikhata Hai Isame Koi Sanam
Angaaron Ka Ambar Sa Lagta Hai Mera Sami
Meri Raahon Mein Phoolon Ka Rasta Hai Mera Sami
Ho Aag Dekhi Taab Dekhi Iski Aankhon Mein Sab Ne
Aab Dekha Khwaab Dekha Iski Aankhon Mein Hum Ne
Iski Muchhon Mein Bala Ki Dekhi Hai Shaan Sab Ne
Par Inhi Mochhon Ke Peechhe Dekhi Muskaan Hum Ne
Sheron Ki Agar Raftaar Ho Iski
Rehti Hai Us Pe Sab Ki Nazar
So Jaye Jab Sar God Mein Rakhkar
Iski Thakan Ka Srivalli Ko Ho Khabar
Angaaron Ka Ambar Sa Lagta Hai Mera Sami
Meri Raahon Mein Phoolon Ka Rasta Hai Mera Sami
Ho Mahnge Mahnge Baante Tohfe
Ye Hai Iski Nawabi
Mujh Se Dar Dar
Ke Ye Mange Ek Jhappi Gulabi
Masla Kitna Bhi Ho Mushkil
Chutkiyon Mein Kare Hal
Kurta Iska Na Mile To
Mange Mujh Se Ye Pagal
Ghar Se Alag Bahar Ki Ye Duniya
Jhukti Rahe Iske Aage
Par Jab Jab Ghar Se Nikle
Mathe Pe Tilak Mujh Se Aake Mange
Angaaron Ka Ambar Sa Lagta Hai Mera Sami
Aisa Gharwala Mil Jaye To Gharwali Maharaani
Tu Dadhi Pe Jo Hath Phere
Saari Duniya Hile
Pushpa Pushpa Pushpa Pushpa
Pushpa Pushpa Pushpa
Tu Kandhe Ko Utha Ke Chale
Pade Na Koyi Palle
Pushpa Pushpa Pushpa Pushpa
Pushpa Pushpa Pushpa
Aasmaan Se Do Guna
Uncha Tera Kadd Hai
Pushpa Pushpa Pushpa Pushpa
Pushpa Pushpa Pushpa
Itni Gehrayi Teri
Sagar Ki Kya Hadd Hai
Pushpa Pushpa Pushpa Pushpa
Pushpa Pushpa Pushpa
Hey Baarishon Mein Bhigi Chidiya
Jaise Kaanpti Rehti Hai
Aise Tu Raha To Kaise Jeetega
Arre Naag Hai To Baaz Ban Ja
Baadalon Ke Paar Udd Jaa
Haar Ke Baadal Tere
Paaon Ke Neeche Barsega
Kaabil Pushpa Hai Lekin
Kuchh Baatein Woh Na Jaane
Haar Na Jaane Guhaar Na Jaane
Munda Na Jaane Peechhe Hatna Na Jaane
Sab Pushpa Mein Hai Magar
Kuchh Cheezein Usmein Nahi Hain
Dar Nahi Hai Fikar Nahi Hai
Jhuk Jaaye Ruk Jaaye
Uske Andar Nahi Hai
Pranaam Mahadev Ko
Salaam Gurudev Ko
Chhoona Hai To Maa Ke Chhu Kadam
Sar Jhukaya To Ghulam Tu
Uthaya To Sultan Tu
Zid Ko Apna Taj Bana Le
Raj Tera Hoga Kaayam
Woh Jo Paon Ke Upar Paon Ko
Rakhe Aur Baithe
Woh Chattan Jispe Woh Baithe
Singhasan Ban Jaaye
Jo Singhasan Ho Pal Bhar Mein
Woh Chattan Ban Jaaye
Woh Jo Hath Ke Upar Hath Rakh Ke
Vaada Bhi Kar Le
Bandook Se Nikli Huyi Goli Ban Jaaye
Jo Nikal Gayi Ek Baar To
Waapas Kabhi Nahi Aaye
Arre Kaun Tujhse Taakatvar Hai
Kaun Tujhse Bhi Upar Hai
Tu Hi Tera Naayak Hai Re Chal
Aye Na Koyi Ehsaan Lena
Na Koyi Pehchan Lena
Himmat Se Yeh Naam Apna
Tu Brand Mein Badal