sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
jid chhod de pyar ki jane bhi de maan ja
dariya mere paas hai takdir me pyas hai
kaise mohabbat karu mere liye paap hai
sun ai meri jaan-e-jaan aa tu mere paas aa
mat julm apne pe kar khud ko na itna sata
ishk bada paak hai daaman yeh bedaag hai
phir kyu mohabbat bata tere liye paap hai
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
khaabo ko jane hai kyu mujhse hui dushmani
aankho me aakar meri khilte nahi woh kabhi
yeh huwa khul saka tuta khaab sada
behtar hai tere liye tu sapna koi na saja
jid chhod de pyaar ki jane bhi de maan ja
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
ha mana jara shokh hai hamesha se yeh jindagi
musalasal magar yeh kabhi kisi ko satati nahi
yeh huwa har dafa khud ko tu aajma
tere liye bhi kabhi barsegi kaali ghata
mat julm apne pe kar khud ko na itna sata
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
jid chhod de pyar ki jane bhi de maan ja
dariya mere paas hai takdir me pyas hai
kaise mohabbat karu mere liye paap hai
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
intazaar intazaar intazaar intazaar
intazaar intazaar intazaar intazaar
meri subaho ko teri shaamo ka, meri shaamo ko tere vaado ka
meri raato ko tere khvaabo ka, meri neendo ko teri baaho ka
mere jazbo ko teri chaaho ka, bahaki-bahaki si kuchh khataao ka
khubsurat se kuchh gunaaho ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
apne dilbar ka apne hamdam ka, apne jaanam ka intazaar
surkh phulo se mahka rasta hai, dil to mera magar zard patta hai
paas aankho ke sabz manjar hai, dil ka mausam to phir bhi banjar hai
mahaki-mahaki si kuchh hawaao ka, bheegi-bheegi si kuchh ghataao ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
apne baadal ka apni baarish ka, apne saawan ka intazaar
apni dhadkan ka apni saanso ka, apne jeene ka intazaar
koi badli kabhi is tarah aayegi, pyaas sadiyo ki pal me bujh jaayegi
tujhko lauta ke meri aaghosh me, dekhna vaqt ki nabz tham jaayegi
aisa hoye ke kuchh duaao ka, umr bhar jo mile un panaaho ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
tere aane ka tujhko paane ka, phir na jaane ka intazaar
tere aane ka tujhko paane ka, phir na jaane ka intazaar
intazaar intazaar intazaar intazaar
o laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
tere bin tarse nayan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
aa ja o meri jaan, mere dil ka jahaan
maange teri khabar, dhundhe tera nishaan
laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
tere bin tarse nayan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
tera tujhko saunp de, kya laagat hai mor
mera mujhme kuchh naahi, jo hovat so tor
tere bin mera man jaise ban me hiran
jaise pagli pawan
laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan