aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao

tholak bajao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
are thumka lagao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
tholak bajao are thumka lagao
khushiyo ka din hai yaha khushiyan manao
taliyan baja kar thumka lagao

he kano mein jhumke mathe pe jhumar
ban than ke baithi hai dulhan
ho ban than ke baithi hai dulhan
are dekhegi hamko kahe ko vo
ab saiya padhare hai aangan
haye saiya padhare hai aangan
akhadiyan jhuka ke
akhadiyan jhuka ke
yu na lajao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
are dulha se kah do rani hamari
hai panch yaaro ka sapna
o hai panch yaaro ka sapna
soupi hai hamne doulat ye apni
tumko samjh kar hi apna
hoye tumko samjh kar hi apna
are chahato se isko
chahato se isko apna banao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
ho lekar bidai hokar parai
jayegi sajan ke dware
bahana jayegi sajan ke dware
aankho se hogi ojhal tu lekin
dil mein rahegi hamare
ho dil mein rahegi hamare
aansuo ko pikar
aansuo ko pikar
sabako hasao aan bahana ki shadi hai
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
tholak bajao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
are thumka lagao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
tholak bajao are thumka lagao
khushiyo ka din hai yaha khushiyan manao
taliyan baja kar thumka lagao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
janeman janejaa janedil janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko
jara chal sambhal ke aanchal ko
dil hain najuk machal jayega
jara chal sambhal ke aanchal ko dil hain najuk machal jayega
jo tu bhar le apani baho me jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega
teri chal sharabi mast wali, tera badan gulabo ki dali

yu na chhedo bhige mausam me, yu na chhedo bhige mausam me
mera tan man pighal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega
teri naam ki mehandi hatho me tera rang hain meri rato me

na tu dekh pyar ki najro se
na tu dekh pyar ki najro se, teer bhule se chal jayega
jo tu bhar le apani baho me, jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janeja janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko, dil hain najuk machal jayega
mera dil hain sanam tera najrana ise apna samjh ke le jana

tera dil jo hoga mera dil
tera dil jo hoga mera dil, jo bhi dekhega jal jayega
janeman janejaa janedil
jara chal sambhal ke aanchal ko dil hain najuk machal jayega
jo tu bhar le apani baho me jo tu bhar le apani baho me
sara tufan dhal jayega
janeman janejaa janedil
janeman janejaa janedil
janeman janejaa janedil
ho janeman janejaa janedil