People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Aaj Behna Ki Shaadi Hai
Music: Uttam Singh
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Panch-Fauladi/Aaj-Behna-Ki-Shaadi-Hai/FikcYAZ8YGA
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
tholak bajao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
are thumka lagao
t na na tak dhina dhin tak dhina dhin
tholak bajao are thumka lagao
khushiyo ka din hai yaha khushiyan manao
taliyan baja kar thumka lagao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao

he kano mein jhumke mathe pe jhumar
ban than ke baithi hai dulhan
ho ban than ke baithi hai dulhan
are dekhegi hamko kahe ko vo
ab saiya padhare hai aangan
haye saiya padhare hai aangan
akhadiyan jhuka ke
akhadiyan jhuka ke
yu na lajao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao

are dulha se kah do rani hamari
hai panch yaaro ka sapna
o hai panch yaaro ka sapna
soupi hai hamne doulat ye apni
tumko samjh kar hi apna
hoye tumko samjh kar hi apna
are chahato se isko
chahato se isko apna banao
aaj bahana ki shadi hai ha
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao
aaj bahana ki shadi hai jhumo nacho gaao

ho lekar bidai hokar parai
jayegi sajan ke dware
bahana jayegi sajan ke dware
aankho se hogi ojhal tu lekin
dil mein rahegi hamare
ho dil mein rahegi hamare
aansuo ko pikar
aansuo ko pikar
sabako hasao aan bahana ki shadi hai